Dil Ke Aayine Mein Mujhko Saja Liya, Romantic Ghazal, Romantic Poetry, Urdu Romantic Poetry,


Dil Ke Aayine Mein Mujhko Saja Liya
Jabse Maine Tujhko Apna Bana Liya,
Chand Taaron Mein Nazar Aye Chehra Tera
Jab Se Mere Dil Pe Hua Hai SanaM Pehra Tera,
Ek Dooje Ke Dil Mein Apna Ghar Banana Hai
Teri Khatir Sab Hi Hadon Se Guzar Jana Hai,
Tujhse Lipta Rahunga Bankar Kangna Tera
Chand Taron Mein Nazar Aaye Chehra Tera,
Pyaar Mein HuM SanaM Ye Sara Jag Bhula Denge
Mar Ke Waade Chahaton Ke HuM Nibha Denge,
Jaanse Bhi Mujhe Hai Pyara Sajna Mera
Chand Taron Mein Nazar Aaye Chehra Tera.

Sta La Stargo Na Chi Lag Shanti Khata Shi, Pashto Poetry, Pashto Latest Poetry, Pashto Heart Touching Poetry,


Sta La Stargo Na Chi Lag Shanti Khata Shi
Zama Stargo Kii Bia Sta Okhki Rekhtiya Shi,

Khalko Wel Chi Warta Har Sa Krha Pa Daga
Kho Zama Da hagho Stargo Na Haya Zi,

Muda Oshwa Ma Janan Ledaly Na De
Khudayi De Nakrhi Chi Zama Zeni Juda Shi.

Ek Diya Dil Mein Jalaana Bhee, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Poetry, Sadest Ghazal,


Ek Diya Dil Mein Jalaana Bhee, Bujhaa Bhee Dena
Yaad Karna Bhee Usse Roz Bhula Bhee Dena

Kiya Kahoon Ye Meri Chaahat Hai Ke Nafrat Usski
Naam Likhna Bhee Mera, Likh Ke Mitaa Bhee Dena

Phir Na Milne Ko Bichhadta Hun Tujh Se Laikin
Mud Ke Dekhoon To Palatne Ki Duaa Bhee Dena

Khat Bhee Likhna Mayoos Bhee Rehna Uss Se
Jurm Karna Bhee Magar Khud Ko Sazaa Bhee Dena

Mujh Ko Rasmon Ka Takalluf Bhee Ganwaara Laikin
Jee Mein Aaye To Ye Deewaar Gira Bhee Dena

Uss Se Mansoob Bhee Kar Laina Puraane Qisse
Uss Ke Baalon Mein Naya Phool Sajaa Bhee Dena

Soorat-e-Naqsh-e-Qadam, Dasht Mein Rehna Ae Dost
Apne Hone Se Na Hone Ka Pataa Bhee Dena.

Jab wo ek shakhs dastras mien tha, Urdu Ghazal, Urdu Heart Touching Poetry, Sad Ghazal Poetry, Urdu Sad Poetry,


Jab wo ek shakhs dastras mien tha
Us se milna tumhary bus mein tha
Uski aankhain tumhari aankhain theen
Uski baatain tumhari baatain theen
Uska chehra tumahra chehra tha
Us k dil pe tumhara pehra tha
Wo jo kehta tha beqarari hy
Meri saari wafa tumhari hy
Sirf tumse mujay mohabbat hy
Sirf tumse meri haqiqat hy
Tab tum us k her ek jumly ko
Tab tum us k her ek jazbay ko
Ek hansi mein uraya karty thy
Sunn k tum bhool jaya karty thy
Apni tanhai k galay lag k
Saray aansu wo roo gya ek din
Ek pather se dil-lagi kar k
Khud bhi pather ka ho gya ek din
Ab wo tumse to kuch nahi kehta
Be-Niyazi k dukh nahi sehta
Uski aankhain ab uski aankhain hain
Uski baatain ab uski baatain hain
Bhool jana tumhari adat hy
Ab wo ek shakhs dastras mein nahi
Us se milna ab tumhary bus mein nahi
Kis liye phir uddas bethy ho.

Tum se bicharr kar pehron sochtaa rehtaa hon, Heart Touching Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Poetry, Urdu Image Poehetry, Urdu Poetry, Heart Touching Ghazal, Heart Touching Urdu Poetry,


Tum se bicharr kar pehron sochtaa rehtaa hon
Ab mein kyon aur kis ki khatir zindaa hon.
Ae khamoosh khala k malik teri qasam
Bazm e Jahan main tujh se zyada tanha hon
 

Ye Dil phir ab khasara chahta hay, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Poetry, Urdu Images Poetry, Heart Touching Ghazal, Heart Touching Poetry, Heart Touching Urdu Poetry,

 Ye Dil phir ab khasara chahta hay
Wohi Soda dobara chahta hay

Agar Kabhi Meri Yaad Aaye, Agar Kabhi Meri Yaad Aaye By Amjad Islam Amjad, Amjad Islam Amjad Poetry, Urdu Ghazal,

Agar Kabhi Meri Yaad Aaye
To Chaand Raaton Ki
Dilgeer Roshni Main
Kisi Sitaray Ko Dekh Laina
Agar Woh Nakhal Falak Say Urh Kar
Tumharay Kadmoon
Aagiray To Yeh Jaan Laina
Woh Istiaara Tha Meray Dil Kaa
Agar Naa Aaye?
Magar Yeh Mumkin Hi Kis
Tarha Hai Kay Tum Kisi
Par Nigah Daloo
Too Us Ki Deewaar e Jaan Naa Tootay
Woh Apni Hasti Naa Bhool Jaye
Agar kabhi Meri Yaad Aaye
Garaiz Karti Hui Hawaoon
Ki Lehroon Pay Haath Rakhna
Main Khushbuoon Main
Tumhain Miloon Gaa
Mujhay Gulaab Ki Patioon
Main Talaash Karna
Main Aous Qatra Kay Aainay Main
Tumhain Miloon Gaa
Agar Sitaaroon Main, Aous
Khushbhuoon Mainn Naa Paoo Mujh Koo
To Apnay Kadmoon Main Dekh Laina
Main Gird Hoti Musafitoon
Main Tumhain Miloon Gaa
kahin Pay Roshan Chiraagh
Dekh Loo To Jaan Laina
Kay Har Patangay Kay
Saath Main Bhi Sulag Chuka Hoon
Tum Apnay Haatoon Say In
Patangoon Ki Khaak Darya Main Daal Daina
Main Khaak Ban Kar
Sumandar Main Safar Karoon Gaa
]Kisi Naa Dekhay Huay
Jazeeray Par Ruk Kay
Tumhain Sadain Doon Gaa
Sumandaroon Kay Safar Pay Nikloo
Too Is Jazeeray Pay Kabhi Utarna
Agar Kabhi Meri Yaad Aaye.

Amjad Islam Amjad, Amjad Islam Amjad Poetry, Kaho Mujh Se Mohabbat Hay By Amjad Islam Amjad, Urdu Ghazal By Amjad Islam Amjad,

Kaho Mujh Se Mohabbat hay

Mohabbat ki tabbiyat main
Ye kaisa bachpana qudrat ne rakha hay
K ye jitni bhi purani, Jitni bhi mazbooth hhojaye
Esay taieed taza ki zaroorat phir bhi rehti hay....

By Amjad Islam Amjad

Amjad Islam Amjad, Amjad Islam Amjad Poetry, Abhi Tu Rut Badalni Thi By Amjad Islam Amjad, Urdu Ghazal By Amjad Islam Amjad,

Abhi tu rut badalni thi, Abhi tu phool khilnay thay
abhi tu raat dhalni thi abhi tu zakhm silnay thay
By Amjad Islam Amjad

Kabhi Aansu Chupa Chupa K Roye, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Sadest Urdu Poetry,


Kabhi Aansu Chupa Chupa K Roye
Kabhi Daastan-e-Gham suna Suna K Roye,
Raat Katti Hai intzar-e-yaar Me
Hum Raat Bhar Taaron Ko Jaga Jaga K Roye,
Phir Wo N Aaye Raat Ka Wada Kar K
HUm Tamam Raat Shama Jala Jala K Roye,
Aaj Raat Un K Aane Ki Umeed thi Humen
Wo N Aaye Hum Ghar Ko Saja Saja K Roye,
Suna Hai “WASI” Dua Se Hoti Hai Murad Poori
Hum Saari Raat Haath Utha Utha k Roye.

Humara Bas Nahi Chalta, URdu Hearat Touching Poetry, Urdu Poetry, Sadest Urdu Poetry,

 
Humara Bas Nahi Chalta
Tumhe Banho Me Bhar Lete
Tumhe Sab Se Chupa Lete
Tumhe Ankho Me Rakh Lete,
Kabhi Na Roothne Dete
Kabhi Na Tootne Dete,
Tumhe Hum Qaid Kar Lete
Bus Apne Dil Ki Dunya Me,
Kisi Bhi Haal Me Hum Phir
Tumhe Azaad Na Karte,
Sabhi Dunya Bhula Dete
Tumhe Apna Bana Lete,
Hamare Bus Me Hota Tou
Magar Hai Bebasi Aisi,
Hamara Dil Machalta Hai
Tumhe Hi Yad Karta Hai,
Tumhara Qurb Chahta Hai
Magar Hum Kya Karen Jana
Hamara Bus Nhi Chalta.

Ghalay Sha Zargia Da Wafa Khabari Ma Kawa


Ghalay Sha Zargia Da Wafa Khabari Ma Kawa
Har Sa De Manama Kho Bus Da Khabari Ma Kawa
Dalta Sok Da Meeney Haqiqi Matlb Ta Na Rasi
Mata Da Speen Makhe Bewafa Khabari Ma Kawa
Za Ba Darta Hm Gore Zargia Pa Jara Shma
Bus Ka Aswelo Ke Pa Jara Khabari Ma Kawa
Asy Na 6 Bia Dhoka Dhoka Shma Ra Gera Shma
Mata Pa Sro Shundo Pa Khanda Khabari Ma Kawa
Khpal Haalona Waya Dasi Ma Waya che Sanga Ye
Za Kho Levanay Yam Zma khabare Ma Kawa
Wale De”tanha” Khpal Ashna Ta Bewafa owe
Sal Zala Me Poha Kri che Rekhtya Khabare Ma Kawa.

Za LEWANIYA Dagha KaLyy Dagha Khaar Preda, Pashto Poetry, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Sad Poetry,


Za LEWANIYA Dagha KaLyy Dagha Khaar Preda
Khairr Dy KhpaL Sar Oghuwara Chup Sha Noom Da Yaar Preda
Dwi Da Beltoon Da Zoora Na Di Khabar Zaka Wayii
Pa Zra De Ghata Teega Keda Noom Da Yaar Preda
Da Ishq Da Laary LaarwiyAan Pre Tar Manzala Rasii
Da Zra Da Weenoo Saaski Saaskii Pa De Laar Preda
Da KhPala MeEna Da Janoon Tar Hada Orasawa
Zargea Pal Da Mansoor Neesa Sar Pa Daar Keda.

Heart Touching Ghazal, Heart Touching Poetry, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Poetry, Pashto Sad Poetry, Pa kalono pas che yara,


Pa kalono pas che yara!
Ta zamung kali ta rashe
Ta na heer ba zamung koor wi
Yao mashom na ba pukhtana
Ta zama pa hqla okre,
Makhke dalta yao shaair wo
Che os charta ke usegi?
Da mashom ba darta yara
Sam da taka jawab darki!
Makhke dalta yao shaair wo
Che pa cha bande mayan wo
Kho ashna ye bewafa wo
Os hagha kho lewanay de
Charta dagha zay ba nast we
Pa reguno pa gharmo ke
Che ta khwa zama ta rashe
Sang me owene janana!
Nu ramnda ba kre mala
Mana dwara laas ba tao ke
Ma ba khukul pa dwara makh ke,
Za ba sta da khwa na pasam
Yao taraf ta ba rawan sham
Ta ba waye da zra sara!
Da alfaazo jadogara!
Bya ba chagha ke janana!
Ta"HAMZA"kho dase na we
Za ba makh darwarawma
Che ta sook ye da kam zay ye?
Taa ba na pejanam yaara
Zaka za ba lewanay yam
Zaka za ba lewanay yam.

Za da cha nomona pa laasono bandey na lekam, Pashto Ghazal Poetry, Pashto Poetry, Pashto Romantic Poetry,


Za da cha nomona pa laasono bandey na lekam
Za da zra halona dewaalono bandey na lekam,
Ma pukhtoon qalam da zra pa weena ke dob karey dey
Za drana pukhto kacha rangono bandey na lekam.

Israr Atal Poetry,

Daa che da jahan sara me wraana da
Sama da hpal zan sara me wraana da
Hagha selaabona me la heer na di
Wrezo ao baran sara me wraana da
Dalta pekhawar ye rala wraan krhalo
Halta wai afghan sara me wraana da
Bya de yaw ghareeb bachi pa chaar lagya
Waayi che da khan sara me wraana da
Bya hpale hamzole ta lagya wa che
Marrhe "ATAL" jan sara me wraana da.

Sta Khaatir Rabande Gran De, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Poetry, Heart Touching Poetry,


Sta Khaatir Rabande Gran De Zaka Ghaley Ghaley Garzm
Geni Dumra Dard De Rako Che Pa Chagho Jarede Sham.

Khird ke pas khabar ke siwa kuch aur nahi, Allama Iqbal Poetry, Best Ghazal, Best Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Poetry, Latest Poetry, Latest Poetry 2014,


Khird ke pas khabar ke siwa kuch aur nahi
tera ilaj nazar ke siwa kuch aur nahi

har muqam se aage muqam hai tera
hayat zauq-e-safar ke siwa kuch aur nahi

rangon mein gardish-e-khun hai agar to kya hasil
hayat soz-e-jigar ke siwa kuch aur nahi

urus-e-lala munasib nahi hai mujhase hijab
ki main nasim-e-sahar ke siwa kuch aur nahi

jise qasad samajhate hain tajaran-e-firang
wo shay mata-e-hunar ke siwa kcuh aur nahi

giranbaha hai to hifz-e-khudi se hai warna
gohar mein aab-e-gauhar ke siwa kuch aur nahi.

Mumkin hai ke tu jis ko samajhata hai baharan, Allama Iqbal Poetry, Best Poetry, Best Ghazal, Heart Touching Urdu Poetry,

Mumkin hai ke tu jis ko samajhata hai baharan
auron ke nigahon mein wo mausam ho khizan ka

hai sil-sila ehawal ka har lahaja dagaragun
ae salek-rah fikr na kar sudo-zayan ka

shayad ke zamin hai wo kisi aur jahan ke
tu jisako samajhata hai falak apne jahan ka.

Sitaron se aage jahan aur bhi hain, Allama Iqbal Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Poetry, Best Ghazal,

Sitaron se aage jahan aur bhi hain
abhi ishq ke imtihan aur bhi hain

tahi zindagi se nahi ye fazayen
yahan saikadon karavan aur bhi hain

kanaat na kar aalam-e-rang-o-bu par
chaman aur bhi aashiyan aur bhi hain

agar kho gaya ek nasheman to kya gham
maqamat-e-ah-o-fugan aur bhi hain

tu shahin hai parwaz hai kam tera
tere samane aasman aur bhi hain

isi roz-o-shab mein ulajh kar na reh ja
ke tere zamin-o-makan aur bhi hain

gae din ke tanha tha main anjuman mein
yahan ab mere razdan aur bhi hain.

Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo, Sad Ghazal, Sad Image Poetry, Sad Love Poetry, Sad Poetry, Sad Urdu Ghazal, Sad Urdu Poetry, Allama Iqbal Poetry,

Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo
Jo raaz na rakh paye hamraaz badal dalo

Tum ne b suni ho gi bari aam kahawat hy
Anjam ka jo ho khatra aghaz badal dalo

Pur-soz dilon ko jo muskan na de paye
Sur hi na mile jis mai wo saaz badal dalo

Dushman k iradon ko hy zahir agar karna
Tum khel wohi khelo andaz badal dalo

Ay dost karo himat kuch door sawera hy
Agar chahte ho manzil tu parwaaz badal dalo.

Khudai khabar wali shwa ghusa owata, Pashto Ghazal Poetry, Pashto Poetry, Pashto Sad Poetry,





Khudai khabar wali shwa ghusa owata
zan sara ro ro gorida owata

sta da sahar da wadi sa owayam
janana bya paki gharma owata

dwa ranga khalaq sho dwa rang makhona
os da aitbara zamana owata

saqi da sta da berukhai da waji
da tlo ratlo na maikada owata

pa lupati ye zwani na pateda
nan da gudara che lamda owata

nura da jwand me sarmaya ba sa we
zma da Zrha na ka agha owata

tala akhtar la ba nakrezi raorham
gula ka khair bandi roja owata

we 'ATALA' mor rabandi poha shwala
khob ki me kholi na sta nama owata. 

Aag lehra ke chali hai use aanchal kar do, Urdu Romantic Poetry, Urdu Image Poetry, Urdu Poetry,

Aag lehra ke chali hai use aanchal kar do
tum mujhe raat ka jalta hua jungle kar do

chaan sa misraa akela hai mere kagaz per
chhat per ajao mera shair mukammal kar do

main tunhein dil ki siasat ka hunar deta hoon
ab ise dhiip banaado,mujhe badal ker do

apne aangan ki udaasi se zara baat karo
neem k sukhey howe pairh ko sandal kar do

tum mujhe chorr ke jaogi to marr jaoonga
yun karo jane se pehley mujhe pagal kar do.

Wasi hum ne pyar kia tha, Sad Ghazal, Sad Love Poetry, Sad Poetry, Sad Urdu Ghazal, Sad Urdu Poetry,


Wasi hum ne pyar kia tha
Ulfat ka iqrar kia tha

 Rung ik geet likha tha
usko apna meet likha tha

Neher kinarey peepal chaon
Un sey yeh izhar kia tha

Jana bosa lene do
dast-e-hina chu lene do

Talab na paiee mausam badla
nadi kinara gum sum pani
hum se aaj yeh kehta hai

Wasi kyn-kar pyar kia tha
kyn is ka iqrar kia tha 

Chand Jab Tere Pehlu me Aa Kr GunGunaye Ga
Tjhe Kuch Surmai Shamen Hmesha Yaad Ayngi.


Sa di halatho leewaney krhama sa ta Leewaney, Pashto Ghazal Poetry, Pashto Poetry, Pashto Sad Poetry,

Sa di halatho leewaney krhama sa ta Leewaney
zan rata khkari kala kala pa rikhtya Leewaney

da qafila ba akhir snga tar manzala rasi
malgaro tol awtar awtar di rehnuma Leewaney

yao da Yadoono sor angaar dy bala myasht da Badro
da zal ba rogh na shm ka shom darpasi bya Leewaney

ta ba hm yaara kala kala zrha ki dasi wayi
da da jwandoon starhey manzal rasara da Leewaney

pa toro ghrono ki ye zaka zrha ratool ghundi we
sta ABASEEN pedayishi dy da khkula Leewaney.

Pa jarhedo me khamakha arhawe, Israr Atal Poetry, Pashto Poetry, Pashto Sad Poetry,

Pa jarhedo me khamakha arhawe
Che me khabara pa khanda arhawe

Meena da os khabara na da gini
Zan ba sok wli pa Balaa arhawe

Makh e ra waorhao Orbal khwarawe
Nan me tyaro ta pa ranrha arhawe

Khumari Stargi e ra waorhawali
Nan me da skalo pa gunah arhawe

Agha da khpal sitam na ne de khabar
Pa ABID parhmakhi Dunya arhawe.

Che ta na ye aw saa akhlama zaan rata bad khkaari, Israr Atal, Israr Atal Poetry, Pashto Poetry, Pashto Sad Poetry,

Che ta na ye aw saa akhlama zaan rata bad khkaari
naama che da bal chaa akhlama zaan rata bad khaari

sta meeny zawrawaly darrdawaly dumra yam che
da chaa na che salaa akhlama zaan rata bad khkaari

zama wey rana larry os zama ye zama na ye
naama che de pa ghlaa akhlama zaan rata bad khkaari.

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...