URdu Heart Touching Poetry,

Kaha tha us ne k apna bana k chorronga
Aur phir howa bhi yehi, Apna bana k chorr diya.

Khwab, Urdu Poetry, Sad URdu Poetry,

Saza ye di aankhon se cheen li neendein 
Qasoor ye tha jeenay k khwab dekein thay.

Mohabbat Poetry

Meri Yadoon se agar bach neklo tu wada mera hay tum se
Main khud dunya se keh donga k kami meri wafa main thi.

Mohabbat Poetry

Mohabbat me ibtida se hi imtihan de rahe hain
Apne no-khaiz dil ko tarapne ka samaan de rahe hain,

Dil ki zarkhaiz matti, akhir wiran kion rahi ab tak?
Jise barsoon se khoon apni, jawan de rahe hain,

Jahan wiranon me tanhai ne jane se kar diya inkar
Dal kar dairy ham, wiranon ko shan de rahe hain,

Ghamon ka dasa hua hun, ohir bhi ghamon se hai piyan
Chahat me qurbani ka, naya rujhan de rahe hain,

Jane pehchane chehray, ab pehchane nahi jaate
Har chehray ko, naye chehray ka guman de rahe hain.

Mohabbat Poetry

Har sham ye sawal, Mohabbat se kya mila ?
Har sham ye jawab k har sham ro parray

Ishq Poetry, Mohabbat Poetry, Ishq o Mohabbat Poetry, Images Poetry, Urdu Picture Poetry, Ghazal Poetry,


Tumhain bhi ishq karnay ke hunar aanay lagay hain
To kya ab khwab din main bhi nazar aanay lagay hain,

Na aankhain dekh sakti hain na hathon ki pohanch hai
Ye kaisay ab k pairon per samar aanay lagay hain,

Tumhain kehta nahin tha khaak main taseer bhi hai
Udhar dekho musaafir lout kar aanay lagay hain,

Bisaat e assmaaN se ab m'ri jaanib sitaary
Saf e sayyargaaN ko toR kar aanay lagay hain,

BayabaaN paaoN se lipty huwye hain gard ho kar
Hamain dar'paish ye kaisay safar aanay lagay hain,

Abhi to koi aabaadi ki soorat bhi nahin hai
Abhi se bastiyoN main nauha'gar aanay lagay hain,

Abhi to milnay ki sa'at Saleem aai nahin hai
Abhi se dil main kaisay kaisay dar aanay lagay hain.

Main khud zameen mera zarf aasmaan ka hai, Urdu Heart Touching Poetry, Images Poetry, Sad Images,

Main khud zameen mera zarf aasmaan ka hai
Ke toot kar bhi mera hosla chittan ka hai,

Bura na maan meray Hurf-o-Lafz zehar sahi
Main kia karoon ke yehi zaiqa zubaan ka hai,

Meri sanjeedgi mash'hoor hai zamanay mein
Meri khamoshi bhi pehlu meray baaan ka hai,

Har aik ghar pe musallat hai dil ki veerani
Tamaam shehr pe saaya meray makaan ka hai,

Bichar ke us say main sirf is ly nhi bikharta
Wo keh gaya tha yehi waqt Imtehaan ka hai.

Urdu Images Poetry

 
Kabhi Tum Mujhe Qareeb Se Aa K Dekhna
Aise Nahi Zara Or Paas Aa K Dekhna,

Main Tum Se Kitna Pyar Karta Hoon
Mujhe Kabhi Seene Se Laga Kar Dekhna,

Main Tujhe Ashkon Ki Qataar Me Nazar Aonga
Meri Yaad Me Kabhi Aansu Baha K Dekhna,

Main Tujh Pe Jaan B De Donga
Meri Wafa Ko Kabhi Aazma K Dekhna,

Meri Ghazal Parh Kar B Tum Par Asar Na Ho Tu
Logo Ko Meri Ghazal Suna K Dekhna.

Urdu Poetry, Heart TOuching Urdu Poetry, Urdu Images Poetry,


Da Ye Gunah Da Che Hecha Ta Haal Wayale Nashi


Da Ye Gunah Da Che Hecha Ta Haal Wayale Nashi
Pa Chagho Chagho Pa Khkara Charta Jaralay Nashi,

Ma Warla Zra De Zakhmi Kre Zaka Tab Na Lari
Da Che Pa Tlo Ke Lewanay Pa Sha Katale Nashi,

Da Charsadwal Pre Sar Tar Pa Lamba Lamba Garzavi
Zaka Pa Oor Da Mohabbat Ke Nor Sezale Nashi,

Da Ishq Lambay Pate Danana Pa Zargi Ke Sati
Janan Da Zan Sara Nor Khalaq Jarawale Nashi,

Ma Ba Toba Da Lewanai Meene Na Karay Wa Kho
Da Me Yaqeen De Che Da Zra Na Me Westale Nashi,

Tote Tote Zarge Che Prote De Pa Mairo Da Punjab
Da Badqismata Khiyal Walllah Zaka Khandale Nashi.

Zargia Za Che Nan Da Yaar Khkule Kusaay Ta Warsho


Zargia Za Che Nan Da Yaar Khkule Kusaay Ta Warsho
Mooda Ye Woshwa Da Ratlo Che Nan Gily Ta Warsho,

Khuday Khabar Wale Na Radromi Yaar Pa Sa Khafa De
Raza Che Okro Da Tapos Daghe Qisay Ta Warsho,

Daa Me Yaqeen De Rakawi Ba Da Wafa Khairoona
Tasha Jolay Da Mohabbat Che Darwaze Ta Warsho,

Daa Mulayan De Lagawi Khair De Da Kufer Fatway
Zaa Che Sharab Da Meene Oskoo Mikaday Ta Warsho,

Khiyala Da Yaar Judaie Nora Mong Zghamalay Na Sho
Har Sa Che Kegi Nan Raza Che Faisalay Ta Warsho.

Hes Me Onaledal Pa Ishq Ke, Pashto Ghazal,


Hes Me Onaledal Pa Ishq Ke Nakamay Na Baghair
Har Ranga Dard Me Pa Zra Ter Kro Khushalay Na Baghair,

Da Lewano Nam Rata Khpala Zindagi Bada Shwa
Hes Che Me Ranghlal Jolai Ta Badnamay Na Baghair,

Da Ishq Dardono Rala Dase Adat Kary De Zra
Che Pa Ahono Bandy Sar De Bemaray Na Baghair,

Pa Imdad Khiyal Bandy Yo Shpa Laka Da Kaal Tera She
Che Be Ashna Kala Oda Shi Shairay Na Baghair.
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...