Pages

Ma da Armanono shor ta ma boza

Ma da Armanono shor ta ma boza
Dhashti kha di bya me kor ta ma boza,

Za da Gul anjam ta khafa kegama
Ma da Gulshanono loor ta ma boza,

Makhki Wazar raa che zrha me jama she
Hasi me pa porta porta ma boza,

Khudaya che Jwando ta pa drana gori
Dasi insanan kho goor ta ma boza,

Za pa ABASEEN bandi laho kha yam
Bya me da halaato OOR ta ma boza.

Da Zali Me Muaf Krra Pa Khata Me Darta Wokatal


Da Zali Me Muaf Krra Pa Khata Me Darta Wokatal
Stargi Rana Wobasa Ka Bia Me Darta Wokatal,

Ma Kawa kanzali Ghalati Rana Woshwala
Marh Me Krra Bia Hala Ka Saba Me Darta Wokatal.

Tasveer Sara Bega Me Da Janan Khabari Okray


Tasveer Sara Bega Me Da Janan Khabari Okray
Da Okhko Sara Patay Me Grewan Khabari Okray,

Tasveer Da Yaar Khamosh Wo Katal Ye Ghali Ghali
Ma Hasey Yara Bia Laka Nadan Khabari Okray,

Akhir Che Da Janan Tasveer Me Zrra Sara Nezday Krro
Pa Pato Pato Stargo Me Arman Khabari Okray.

Da yao nazar sumra tawaan ghwari

Da yao nazar sumra tawaan ghwari
Zrha rana ghwari ka grewaan ghwari,

Khudai kho di khpal zrha pasi ujarhawa
Pa baran wawrhi che baraan ghwari,

Mala pa stargo ki azghi rakawi
Mana naghmi da gulistan ghwari,

Pa di granai ki da khpal sar pa badal
Da yar deedan sumra arzan ghwari.

Cha we che jung kha dy

Cha we che jung kha dy?
Da meeni rang kha dy,

Da tori shrang bad dy
Da bangro shrang kha dy,

Da topak dazz spera
Da rabab tang kha dy,

Qalam di kha teera we
Aw ghashey zang kha dy,

Mata khushal gran dy
Tata awrang kha dy,

Meena da deera pakar
Nafrat na sang kha dy,

Har makhan ghwari khulgai
Da yaar qalang kha dy,

AMJADA saaz sara bragh
Da pyalo krhang kha dy.

Khudaya khazan yi pa Bahar rawaly


Khudaya khazan yi pa Bahar rawaly
Lag shante gham zma pa Yar rawaly,

Che pa sro shondo yi jara owenam
Ohky da yar pa spen Rukhsar rawaly,

Pa nema shpa warta sarama laary
Da gul ghotai zamong pa Laar rawaly,

Ya ho zama janan zama kre RABA
Ya me zahmi zra ta Qarar rawaly,

Da zra pa weno mi khat bia oliko
Yar ta legam RABA Rebar rawaly,

Ka me qismat ke da yar mena na we
Bia me pa sar khwary Anbar rawaly,

Da Imdad Khiyal salgay shoro shwy RABA
Da marg na mahke ye Dildar rawaly,

Awal ye zra wom hom ye Zan wom, os me na pejani


Awal ye zra wom hom ye Zan wom, os me na pejani
Warta da tol jehana Gran wom, os me na pejani,

Da hagha soch zama da zata bahar na wo oty
Za pre rakhor laka Asman wom, os me na pejani,

Yo yo qadam ba ye zamana pa tapos akhesto
Za ye da zra da killi Khan wom, os me na pejani,

Zama da zra pa Taj Mahal ke ba pa naaz osedo
Za ye da meene Shah Jehan wom, os me na pejani,

Da haghe khkuli pa wado che me baawar kawalo
Malgaro za somra Naadan wom, os me na pejani,

Pa har yo message ke bay KHIYALA rata jan likalo
Sirf pa nom bandy ye Jan wom, os me na pejani.

Fazal Da Khudai De, Da Topak Pa Zai Gulab Ghwari Os

Fazal Da Khudai De, Da Topak Pa Zai Gulab Ghwari Os
Cha Chi Ba Kali Woranawal Haghoi Kitab Ghwari Os,

Wayi Zama Meena Ba Khpal Zargi Ki Pata Satay
Da “Sada Gula” Rana Lapa Ki Daryab Ghwari Os,

Che Khpal Ezaat, Qadar aw Pat Ye Pa Ki Woledalo
Pa Aropa Ki Gora Peghli Nor Hijab Ghwari Os,

Awal Ye Wail Raza Lelam Yam Pa Tawan Yam Yara
Da Hari Khulay Da Hari Ghaig Rana Hisab Ghwari Os,

Da Du, Da Lasa Mu Da Mrha Neka Hadoki Khars Kral
Khudazda Che Nor Rasakha Sa Shi InQilab Ghwari Os,

Hagha Be’Aqla Che La Tana Ye Zan Khkuli Ganrha
Da De Raghali De, Maafi Hagha Gulab Ghwari Os,

Nor De Da Stargo Da Banro Pa Jabo Na Pohegi
Da Fazal’Yaar Zra Darna Tak Speen Jawab Ghwari Os.

Za khatir da Jago Ghrono Ghairat mand yam

Za khatir da Jago Ghrono Ghairat mand yam
Gheirati ka me Dushman v Zindabad,

Ma kho wrna hasy Nan La Naaza Lar badala kra
Hagha Lewany os pa Rekhtya Makhy Ta Na Raze,

Ma na Da Janan Da Husan Nakhi hairy shwi di
Har khkuli ta wayam che pa Ta bandy Mayen Yama.

Aitbar-E-Waqt Pe Be_Ikhtiyar Ho K Ro Pary

Aitbar-E-Waqt Pe Be_Ikhtiyar Ho K Ro Pary
Kho Kr Kbi Tumhen To Kbi Pa K Ro Pary,

Khushyan Hamary PaaS Kahan Mustaqil Rahin
Bahir Kbi Hansy To Ghar Aa K Ro Pary,

Gila Nhi Kisi Se Sab Ilzam Apne Sir K Hen
Tere Dard Me Qaid Thy Mgr Azaad Ho k Ro Pary,

Humara B Ajeeb Haal Hy Kisi Haal Me Khush Nhi
Dukh Hi Itne Mile K Sukh Pa K Ro Pary.

Ta Sal Zale Khafa Shwe Ma Sal Zala Pa Khola Kre

Ta Sal Zale Khafa Shwe Ma Sal Zala Pa Khola Kre
Za Yaw Zali Khafa Shwam Ta Da Jwand Larey Juda Krey.

Hy! Peghltub ye la Pa Stargu Ke Haya Dera kra

Hy! Peghltub ye la Pa Stargu Ke Haya Dera kra
Muda ye Ushwa Pa Balai Adu Raunakhata,

Ma Wrta wel Spugmai ta Gura che Dedan Mu ushi
Qismat Ta Gura che Spugmai Adu Raunakhata.

Zah ba kala sta pa ghara k zangegam

Zah ba kala sta pa ghara k zangegam
Zah ba kala haar da sro zaro joregam,

Ta la ma pa koma waja bakhtawar ye
Ta banglo k,zah pa zrono k osegam,

Za ba kala da wesal asman ta hejam
Za ba kala da spogmi sara ghagegm.

Pashto Poetry,

Ghata hawsala ghwari wartlal da janan makhi ta
Kha ra zee har sa ra zee kho hes rala bia na razi.

Khatir Poetry, Pashto Poetry By Khatir Afridi,

Bus dy khatira nor ye praida che pa zan poha she
Da ajeeba gondy yaran dy pa mung zan dranawi.

Ka sharra da ka gul paki samsor dy da zama dy

Ka sharra da ka gul paki samsor dy da zama dy
Jannat dy pa de khawra ki ka our dy da zama dy,

Age ka da mahal dawe kawe no darog waye
Zama kho da da khatto gatto kor dy da zama dy.

SADA PAKHTOON YAMA KHULOOS PEJANAM

SADA PAKHTOON YAMA KHULOOS PEJANAM
DA CHA GHARUR DA CHA MEZAJ NA MANAM,

NA DESHADGARD AO NA BAGHI YAM MAGAR
PA KHPALA KHAWRA DA CHA RAAJ NA MANAM.

Za kho Malang yama da Mine sa Sultan kho na yam

Za kho Malang yama da Mine sa Sultan kho na yam
Mina Dunya ta sala khayam Shahjahan kho na yam,

Za ba da khpal tamam Wajod Yadgar da Mine krama
Sange-mar-mar ghundi Berukha tash Nishan kho na yam,

Da khpalo tolo Hasratono, Armanono yawa Okhka yama
Tola Dunya che pe Khabar krama Baran kho na yam,

Ka chrta Ghar ve no pa chal hunar ba ye Porta krama
Da kho sta Gham day yara dumra Pehlawan kho na yam,

Ka bal me Wajne no bya hom hagha Wajalay na sham
Za ho Habil yama Qabil ghunde Insan kho na yam,

Da khpal talab pa lara zam kho khpal Matlab na kawom
Za ho Bihram yam Gulandami, Toraban kho na yam,

Za ba darzam ta pa bal cha bande Raoralay na sham
Yaara Malang yama da Mine Suleman kho na yam.

Aqal me da mine ghulam kare de

Aqal me da mine ghulam kare de
Daa me sumra kha intezam kare de,

Har makham pa tama sahar shawe de
Har sahar me taata makham kare de,

Khkulo ka pa sama ka pa ghra k yayai
Rashai khpal zarge me nilam kare de,

Khudai khabar jawab ba ye la sanga v
Ma warta pa khat k salam kare de,

Daa jahaan ao hagha jahaan staso sho
Munga kho tol umar nakam kare de,

Yaara taa pa lamsa da prado khalko
KHIYAL de beqasora badnam kare de.

Shpa da sparli wa da spogmai pa palwasho ki

Shpa da sparli wa da spogmai pa palwasho ki
Khyaluna zangedal da cha da mene pa naghmo ki,

Daly daly guluna wo pa gaig ki sa sparli nan
Pa barkha lambedali da mastai khkulo nasho ki,

Guluno khkalawalo spogamai rakoza shwe
Bora kawal khobuna da gulono pa ghuncho ki,

Yaduna wo sharab wo da gulono pa mehfil ki
Wagmai di har taraf ta sta da stargo pa kaso ki,

Rokhana rangeenai wa da baidya pa har dasht ki
Tyarai we ay khataka sta da kali pa koso ki.

Khatir Afridi Poetry, Khatir Poetry, Heart Touching Pashto Poetry, Pashto Ghazal,

Ta khu pa Menat, Zarai aw Swal kle ta na raze
Ter d kro pa bl watan k kal kle ta na Raze,

Yaw zale khu rasha da las Nakha rala navi ka
Zor me sho pa las k sta Rumal, kle ta na Raze,
Us hum entizar sta da ratlo ve lare sarama
Us hum za Udregam pa dewal, kle ta na Raze,

Us hum Baran kege khu zma ukhke te ziate ve
Ter sho Pashakal, pa Pashakal kle ta na Raze,

Na sharsham GuL kege na Ghuza no Panri uneve
Na gdam za pa zana bandi KhaL, kle ta na Raze,

Shna bangri Matuma Aw bya na zm da Gudar pala
Na kum da Hamzolu sara seyal, kle ta na Raze,

Chata pa Jara shm aw da Cha Na de tapos ukm
Nu wle? Akhir wle pa yaw hal kle ta na Raze,

khatir wayi CHE za khu Tuhmtuno zghalawaly ym,
Nu A sparleya Ta wle Yaw kal kle ta na Raze.

Za yawa loya karnama kawom nama jora wom

Za yawa loya karnama kawom nama jora wom
Barmnd wajod ta da zakhmonoo na jama jora wom,

Za sta iqrar ao inkar dwara sanjeedah akhlama
Ta mutmeen osa na shoor na hungama jorawom,

Zama wajood ke da urooj ao zawal tol rangona
Za laka numr kala makham kala garma jora wom,

Falhal da noro na lagia ym khpal awaz bila wom
Bia ba la daga bil awaz bila nagma jora wom.

Soch o Fikar Che Raghond Kam Hosala me War khata Shi

Soch o Fikar Che Raghond Kam Hosala me War khata Shi 
Likal Ghwarama Ghazal Kho bas Da Zra me War Khata Shi, 

Kala Wayama Che Nan Zam Kala Wayam Bia Ba Goru 
Da Yaar Kali Ta Pa Tlo k Faisala me War khata Shi,

Saqi Na manam Sharab de Da Yaar dwa stargo pa Wrandy 
Negh Che Ogori zama Ta Da Nasha me War Khata Shi,

Hara Wraz Hum dagha Soch kam Che bas nan Ba warta Wayam
Che Yaar Rashi pa Durshal wale da Khwla me War Khata Shi.

Da starge chala warkro ao da Zrona charta yoso

Da starge chala warkro ao da Zrona charta yoso
Ay Khudaya da de kholo na Korona charta yoso,

Zamong da las ye na akhli raqeeb ta minat bar de
Pa laas ke mo newale sra Gulona charta yoso,

Ma heer kra janan somra pa aasana rata owy
Bayad che ta ba heer kro sta Yadona charta yoso,

Da meene pa ezhaar che domra loya pabandi shwa
Salgai che mo sok na aawri no Dardona charta yoso,

Che shpa she qafely sta da yadoono ve raadromi
Sokon mo haram shawe de Khobona charta yoso,

Zamong charta khwara khanda pa shondo bande na shwa
Balegi pa zargi mo sra Oroona charta yoso,

Wrok shawy pa jwandun yo ay khatira da khpal zana
Waregi mo da stargo baranona charta yoso.

Ta Che Da Kala Na WAFA Prekho Da

Ta Che Da Kala Na WAFA Prekho Da
Ma Da Haghe Orze Khanda Prekhwoda,

Ta Pa Yo Zra K Za Wo Na Satalam'
Ma Sta Pa Sar Tola Dunya Prekhawoda.

Da Yaar gham K osedal sa toqy na di

Da Yaar gham K osedal sa toqy na di
Mrro Mrro stargo ta katal sa toqy na di,

Har maen da shereny khobona weeni
Magar ghar sory kawal sa toqy na di.

"USTAD"

"USTAD"
Yow Tahreek de Edara da
Yow mesal de namuna da
Yow ranha khwaga cheena da
Yawa pata khzana da
Da ayeen ao dastoor num dy
Da idrak ao shaor num dy
Yow zala yoa ranha da
Muhabat wafa baqa da
Yo litke de bal mashal dy
Dy jawab d har yo swal dy
Che seena ye samander dy
Zare ye ghar dy rooh ye nwar dy
Yow naveed da ronh sahar dy
Da Qamuno kariger dy
Rahnuma dy da naslono
Aow ameen da Tahzibuno
Da Insan da jund mayar dy
Che hum mor da ao hum plar dy
Che pa her zre ke abad dy
Che waro loyo ke yad de
Da ustad dy da ustad dy
Da ustad dy da ustad dy.

Da zulfo taar raka grewan tarrama By Ghani Khan, Ghani Khan Poetry, Da Ghani khan Shairy,

Da zulfo taar raka grewan tarrama
Lewaney kegama khpal zaan tarrama,

Zamong pa manz ke ba sa paty v laa
Pa waswaso ke chi imkan tarrama,

Zoo ba saba la da janan kali ta
Sa pa dhoka bandy arman tarrama,

Selaab da okhko odrawali na sham
Laka asman ke chi baran tarrama,

Ay da mahal pa munaro ke wroka
Kada da jwand pa bayaban tarrama,

Zulfe rasai ye krre aw wa ye wayal
Bia lewaney sho Ghani khan tarrama.

Cheerta Yee Janana Be Rehbara Be Imama Yu

Cheerta Yee Janana Be Rehbara Be Imama Yu
Dera Mouda Washwa Che Lwedali De La Pama Yu,

Khalaq Sara Wobongege Yaw Bal Ta Mo Wakhaye
Jaar De La Malata Paki Domra Che Badnama Yu.

Phir nahi baste wo dil jo ik baar ujarr jatay hay

Phir nahi baste wo dil jo ik baar ujarr jatay hay 
Qabrein jitni bhi sanwaron waha ronaq nahi hoti.

Heart Touching Picture poetry, Images Poetry, Sad Poetry,

Main Doob kar jo ubhra tu bus itna he dekha 
Auroo ki tara wo bhi kinaray pe karra tha.

Images Poetry, Sad Picture Poetry, Urdu Poetry, Sad urdu Poetry,

Us raat ki udaseeyon se pocho hamare dil ki halat
Jab tumhari yaad aati hay andhere aur bhi gehray hojatay hay.

Mayaar e Zoq, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry, Sad Poetry, Images Poetry, Sad Picture Poetry,

Waqt ne badal diya logo ka mayaar e zoq
Warna hum bhi wo log thay jo aksar yaad aaya karte thay.





Mayaar e Zoq, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry, 
Sad Poetry, Images Poetry, Sad Picture Poetry,

Mohhabat Dukh To Deti Hay Magar Eik Bat Kehni Hay

Mohhabat Dukh To Deti Hay Magar Eik Bat Kehni Hay
Jisko Chaha Jata Hay Zarori Ye Nahi Hota K Usko Pa Liya Jaey,

Kabhi Us K Bicharne Se Mohabbat Kam Nahi Hoti
Zara Si Dair Pahle To Yehi Ehsaas Hota Hay K,

Koi Ji Nahi Sakta Maggar Phir Rafta Rafta Hi Haqiqat Khul Ti Jati Hay
K Mohabbat Wo Nahi Hoti K Jisko Pa Liya Jaey,

Mohabbat Wo B Hoti Hay Jo Hamesha Sath Rahti Hay
Kabhi Dukh K Andheron ME Kabhi Khushion K Daman ME.

Kya Mila Tumhe Socho, Humko Azmaane Mein

Kya Mila Tumhe Socho, Humko Azmaane Mein
Aag Lag Gayi Aakhir, Har Taraf Zamane Mein,

Tum To Chaar Din-Me-Hi, Apna Honsla Kho Bethe
Umar Beet Jati Hai, Ruthne-Manane Mein,

Tumne Sab Luta diye Aye Ashiqui Ashq Meri Palko Ke
Ik Zamaana Lagta Hai, Aainey Sajaane Mein,

Aaj hai Sabhi Masroof, Farak Sirf Itna Hai
Koi Ghar Banane Mein, To Koi Ghar Jalane Mein,

Aaj Dil Hai Aashiq Uska Rukh Na Pehchana
Saazishen Bhi Shamil Hain Jiske Muskurane Mein.

Koi dhond aisa HUMSAFAR

Koi dhond aisa HUMSAFAR
Jise tu apna bna saky
Tu Kahe k raat hai
Or wo chandni luta skay,

Tery ansu'on ko wo samait lay,
K koi na tujhko rula skay
Teri raah mei ho jo mushkilain
Apni palko se wo utha skay,

Tujhy rakh ly apny hisar mei
K tujh ko na koi chura skay
Wo ho tere itna kareeb k
kisi ki yaad b na tujhy askay,

Han Koi dhondh aisa HUMSAFAR?
JO MERI TARHA TUJHE CHAH SKAy.

Suno! Mujhe kahna nhi aata


Suno!
Mujhe kahna nhi aata
Ki tum bin jina muskil hai
Jo dard tum mujhe dena
Chahte ho mujhe sahna nhi aata,

Tum to reh loge sath
Kisi aur ke magar
Me kya kru mujhe tho
Kisi ka sath dena bhi nhi aata,

Tum tho waqif ho andaz-e-guftgu se magar,
Mujhe tho baat karne
ka saliqa bhi nhi aata,

Tum tho jeet jate
Ho larr jhagarr kr bhi,
Dekho mujhe tho aaj bhi
Ladna bhi nhi aata,

Tum tho khush rah loge
Kisi ke sath bhi magar
Dekho mujhe tho tumhare bina
jeena bhi nahi aata.

Woh humsafar raha mera..zindagi tak

Woh humsafar raha mera..zindagi tak
Ungint vaade thay uske mujhse is hadd tak,

Chhor gaya sab palak japkte hie is zameen par
Naa palat ke dekha ek nazar bi mujhe durr jate jate,

Kaise hain yeh rasmein aur yeh ajnabi se naate
Jo kabhi lafzon se jude thay,

Na jane yahan kaise aake ruth jate
Afsos..tut jati hain sari kasme yahan aake
Laut ke aata nahi koi yahan se.

Thaamon gi haath tumhara sath tumhare chaloon gi

Thaamon gi haath tumhara sath tumhare chaloon gi
Bharoosa rakho mujhe pr, dard aashna rahoon gi,

Sadiyaoon ki thakan ko paloon men sameetna hai
Thandak ki shidat men hararat tumhari banoon gi,

NaR'sai ka azab jo tum ne chakha hai,
Mehsoos men ne bhi kiya hai, dard mujhe bhi huwa hai,

Aaena hun tumhara, Chupa nahi sakoon gi
Gam tumhare hen jitnay apne aanchal men sameetoon gi,

Dil se boojh utaro aur sakoon se soo jao
Udasiyan sab tumhari men ab door karoon gi,

Tumharey jazboon ki shidat Rooh meen utarti hai
Issey qaem rakhna warna khud se rooth jao gi.

Itnay chup kyun ho rafeeqan-e-safar kuch to kaho

Itnay chup kyun ho rafeeqan-e-safar kuch to kaho
Dard say choor huay ho keh qarar aaya hai,

Bhar gaya hijr ka her zakhm keh jee haar chalay
Bujh gaya shoq keh peghaam-e-nigar aaya hai,

Na muradi ki thakan hai keh khumar-e-shab-e-wasl
Jaan sulagti hai keh chehron peh nikhar aaya hai,

Kitni ujri hui rut hai keh sukoon hai na junoon
Itni bay-faiz hui baad-e-bahari kesay,

Na kaheen noha-e-jaan hai na kaheen naghma-e-dil
Kuch to bolo keh shab-e-dard guzari kesay,

Sar-ba-zaanoo ho to kyun chaak girebaan walo
Baazi-e-raah-e-talab jeet kay hari kesay.

Teray narm din say parey parey teri garam raat kay us taraf

Teray narm din say parey parey teri garam raat kay us taraf
Meri kainaat hunoot hai ter kainaat kay us tarafb,

Main to dhund aur dhu'ain main hoon kisi tang o tareek kuain main hoon
Mujhay dekhnay nahin day raha koi haadsaat kay us taraf,

Mujhay maut yeh keh kay chali gai tu bhatak raha hai yahan kahan
Tera muntazir hai koi safar, safar-e-hayat kay us taraf,

Meri justujoo mera ruksh hai, mera karb-e-jaan mera rakht hai
Mujhay day jehat koi saatween had-e-shash jehat kay us taraf,

Meray kufr ko na day raasta meray paaon kaat meray khuda
Koi khainchta hai ghari ghari mujhay teri zaat kay us taraf

Kis tarah rokta hoon ashkoon ko

Kis tarah rokta hoon ashkoon ko
Kis tarah dil pe jabr karta hoon,

Aaj bhi kaar zaar-e-hasti mein
Jab tere shehar se guzarta hoon,

Dil bhi kartaa hai yaad chhup ke tujhe
Naam leti nahi zubaan tera,

Is qadar bhi nahin mujhe maloom
Kis muhalley mein hai makaan tera,

Koun si shaakh-e-gul pe raqsaan hai
Raqs-e-firdaus, aashyaan tera,

Jaaney kin vaadiyoon mein thehra hai
Ghairat-e-husn, karvaan tera,

Kis se puchoon ga mein khabar teri
Koun batlaaye ga nishaan tera,

Teri rusvaaiyoon se darta hoon
Jab tere shehar se guzarta hoon,

Haal-e-dil bhi na keh saka garchay
To rahi muddaton qareeb mere,

Kuch teri azmaton ka dar bhi tha
Kuch khayalat bhi thay ajeeb mere,

Aakhir-e-kar woh ghari aayi
Yar war ho gaye raqeeb mere,

Tu mujhe chor kar chali bhi gayi
Khair qismat meri naseeb mere,

Aab main kiyon tujh se piyar karta hoon
Jab tere shehar say guzarta hoon,

Wo zamana teri muhubat ka
Aik bholi hoi kahani hai,

Tere koochay main umr bhar na gaye
Sari duniya ki khaak chani hai,

Lazat-e-qurb ho keh zakhm-e-firaq
Jo bhi hai teri meharbani hai,

Kis tammana say tujh ko chaha tha
kis muhabbat say har mani hai,

Aapni qismat pay naz karta hoon
Jub tere shehar se guzarta hoon,

Aaj bhi karzar-e-hasti main
To agar aik bar mil jaye,

Kisi mehfil main saamna ho jaye
Ya sar-e-rahguzaar mil jaye,

Aik nazar daikh lain mohabbat say
Aik lamhay ka pyar mil jaye,

Chain aa jaye aarzoon ko
Hasraton ko qarar mil jaye,

Jane kiya kiya khayal karta hoon
Jab tere shehar se guzarta hoon,

Koi pursan-e-haal ho to kahon
Kesi aandhi chali hai tere baad,

Din guzara hai kis tarha main nai
Raat kese dhali hai tere baad,

Roz jeeta hon roz marta hoon
Jub tere shehar say guzarta hoon,

Tujh se koi gila nahi mujh ko
Main tujhe bewafa nahin kehta,

Tera milna khuab-o-khayal hua
Phir bhi na-aashna nahin kehta,

Wo jo kehta tha muh ko awara
Main us ko bhi bura nahin kehta,

Warna ik be nawa muhabbat main
Dil kay lutne pay kiya nahi kehta,

Main to mushkil say aah bharta hoon
Jub tere shehar say guzarta hoon.









Yeh kon meray dil main yeh kehta hai keh main hoon

Yeh kon meray dil main yeh kehta hai keh main hoon
Mehsoos karoon usko to lagta hai keh main hoon,

Kon khailta rehta hai na janay koi dil say
Nadaan k haathoon main khilona hai keh main hoon,

Yaadain hain k reh reh k sulag uthti hain aksar
Badal koi tham tham k barasta hai keh main hon,

Woh rang, woh khushbu, meri ab mujh main kahan hai
Yai shaakh say toota hwa ghuncha hai keh main hoon,

Rastay ka mujhay hosh na manzil ki khabar kuch
Toofan main urta hua patta hai keh main hoon,

Aanso meray hans hans k yahi pooch rahay hain
Sailab main behta hwa tinka hai keh main hoon,

Kuch aur he aalam hai meri zaat main pinha
Dunia main koi aur bhi rehta hai keh main hoon.

Kat he gai judai bhi kab yun hua ke mar gaye

Kat he gai judai bhi kab yun hua ke mar gaye
Tere bhi din guzar gaye meray bhi din guzar gaye,

Tu bhi kuch aur aur hai hum bhi kuch aur aur hain
Jane wo tu kidhar gaya jane wo hum kidhar gaye,

Rahon main he mile they hum rahen nasib ban gain
Tu bhi na apne ghar gaya hum bhi na apnay ghar gaye,

Wo bhi gubar-e-Khak tha hum bhi gubar-e-khak they
Wo bhi kaheen bikhar gaya hum bhi kaheen bikhar gaye,

Koi kinar-e-ab-e-ju baitha hua hai sarnigun
Kashti kidhar chali gai jane kidhar bhanwar gaye,

Tere liye chale the ham tere liye thehar gaye
Tu ne kaha to ji uthe tu ne kaha to mar gaye,

Waqt he kuch judai ka itna tavil ho gaya
Dil mein tere firaq ke jitne the zakham bhar gaye,

Barish-e-vasl wo huie sara gubar dhul gaya
Wo bhi nikhar nikhar gaya ham bhi nikhar nikhar gaye,

Itne qarib ho gaye itne raqib ho gaye
Wo bhi Adeem dar gaya ham bhi Adeem dar gaye.

Woh meri zaat mein jab tak raha likhna nahe bhooli

Woh meri zaat mein jab tak raha likhna nahe bhooli
Koi bhi dard jo mein ne saha likhna nahe bhooli

Woh jo mehvar thaa likhne ka, juda ho kar mila ek din
Mila tu yeh kaha us ne suna likhna nahe bhooli,

Suna hai ab bhi chaahat mein tumhara naam ‘Saail’ hai
Suna hai ab bhi tum mujh ko Khuda likhna nahe bhooli

Suna hai ab bhi tum mujh ko mere Saahir bulati ho
Suna hai mujh ko rag rag mein basa likhna nahe bhooli,

Kaha ke bhool bethi hoon hatheli per hina likhna
Magar mein aasmanoo per dua likhna nahe bhooli,

Samay ke uth’tay mathay per tujhe dhoonda, bahut dhoonda
Samay ke jhuktay shanoo per sada likhna nahe bhooli,

Mujhe ek din mere kaatib ne likha thaa juda tujh se
Mein tujh ko aaj bhi khud se juda likhna nahe bhooli,

Chupane ke leye sab dukh abhi bhi muskurati hoon
Mein ab bhi chehre per chehre naya likhna nahe bhooli,

Mein ab bhi is judai mein kae dukh dard sehti hoon
Mein ab bhi teri aankhoon ko shifa likhna nahe bhooli,

Kiya thaa tarq-e-taaluq ka iraada aik pal mein ne
Mein ab bhi us iraaday ko saza likhna nahe bhooli,

Batao tum mujhe Janaan! mein kaise bhool sakti hoon
Abhi qudrat mera jeevan numa likhna nahe bhooli,

Judaee kaat li mein ne magar marnay se kuch pehle
Mein zindaan ke darechoon per saba likhna nahe bhooli.

Nahi mil raha hai yahan kaheen meri zaat ka hi nishan mujhey

Nahi mil raha hai yahan kaheen meri zaat ka hi nishan mujhey
Sun aey justuju dey jawaab tu, ke ley aai hai ye kahan mujhey,

Wo sabaq mein parh ke bhula chuka ke usool banatey hein zindagi
Mujhey mantaqi si daleel dey, ye muhawarey na suna mujhey,

Tujhey kya khabar mein dil mein dard, liye phir raha hoon ajab ajab
Teri mashq puraani hai yaar tu, kya ghaao dey ga naya mujhey,

Nahi kuch gila ke ye sab hai kya, bhaley kuch ajab hai ye maajra
Keh merey aik jurm pe baar baar, koi dey raha hai sazaa mujehy,

Ye jo chaahaton ke bazaar hein yahaan bik raha hai sabhi magar
Yahan kon ley ga wafaa ki jins, bhala kya miley ga nafaa mujhey,

Merey hum’nawa bhala mein kahan, terey waastey mujhey bhool ja
Tu ney khwahishon ke auraq par, kaheen likh dia to mita mujhey,

Yun diye na rakh merey haath pe ke katain ge nahi phir raastey
Kabhi rok lein gi baarishein to kabhi tang karey gi hawa mujhey,

Kataa zindagi ka katthin safar, mein muflisi mein mraa magar
Mein gulshanon ka makeen tha, zara khushbu'ain to laga mujhey.

Bikharna tootna bhi aor anaa ke saath bhi rehna

Bikharna tootna bhi aor anaa ke saath bhi rehna
Sitam eejaad bhi karna, wafa ke saath bhi rehna,

Tera andaaz aisa hai andheron ki kahaani main
Jalaana kuch diye bhi aur hawa ke saath bhi rehna,

Yahaan to shokhiyon ko apni zebaaii se matlab hai
Lahu main bhi machalna aur hina ke saath bhi rehna,

Ajab rang-e-ta'aluq hai mohabbat ka mere dil se
Keh us ko torna bhi aur sada kay saath bhi rehna,

Haram aur dair sab naqsh-e-mohabbat hain, to dil ko hai
Khad-o-khaal-e-butaan main bhi, khuda ke saath bhi rehna

Taar-e-rag-e-hayaat jo larzaan hai aaj kal


Taar-e-rag-e-hayaat jo larzaan hai aaj kal
Saaz-e-wafa pe koi ghazal khwaan hai aaj kal,

Markaz bana hua hoon kisi ki nigaah ka
Mujh par gham-e-hayat bhi aasan hai aaj kal,

Phir hain junoon nawaaz nigahon ki shokhiyan
Maa'il ba'naaz deeda-e-janaan hai aaj kal,

Daanista phir kisi ki tawajjo hai is taraf
Barbadiyon ka phir koi samaan hai aaj kal,

Tajdeed-e-wada haa-e-wafa chaahata hoon main
Phir shamma-e-ishq dil main farozaan hai aaj kal,

Wo meri kaiynaat-e-mohabbat se kya gaye
Dunyaa-e-aarzu meri weeraan hai aaj kal,

Wajid kisi se phir hai umeed-e-wafa mujhe
Phir aarzu-e-khwaab pareshaan hai aaj kal.

Shab-e-hijraan ki aziyyat ki khabar kis ko hai


Shab-e-hijraan ki aziyyat ki khabar kis ko hai
Meir gumnaam muhabbat ki khabar kis ko hai,

Kis ko ehsas meri shedat-e-jazbaat ka hai
Meri halat meri wehshat ki khabar kis ko hai,

Kon weraan makanon ki khabar rakhta hai
Meri ujri hoi halat ki khabar kis ko hai,

Main nay chup chap muhabbat kay sitam jhailay hain
Meri iss darja sharaafat ki khabar kis ko hai,

Kon aaye ga ab aay dil tujh ko tasalli denay
Teri udas tabiyat ki khabar kis ko hai.

Mujhey arzoo e seher rahi yunhi raat bhar bari dair tak


Mujhey arzoo e seher rahi yunhi raat bhar bari dair tak
Na bikhar sake na simat sake yunhi raat bhar bari dair tak,

Hai bohat azaab aur akaily hum, shab e gham bhi meri taweel tar
Rahi zindagi bhi saraab aur rahi aankh tar bari dair tak,

Yahan har taraf hai ajeeb samaan, sabhi khud pasand, sabhi khud numa
Dil e be-qaraaar ko na mila koi chara gar bari dair tak,

Mujhay zindagi hai aziz tar isi wastey mery hamsafar
Mujhay qatra qatra pila zehr, jo karey asar bari dair tak,


Na sakoon e jaan na shreek e gham mila is jahan mein chaar su
Teri yaad thi meray saath jo rahi dar ba dar bari dair tak,

Yahan shehar e dil bhi udaas hai aur ujaar ujaar si rah guzar
Rahey teray baad dhwaan dhwaan meray baam o dar bari dair tak.

Hum say mut pooch keh kab chaand ubharta hai yahan

Hum jo pohonchay sar-e-maqtal to yeh manzar daikha
Sab say uncha tha jo sar, nok-e-sina per daikha,

Hum say mut pooch keh kab chaand ubharta hai yahan
Hum nay suraj bhi teray sheher maian aa ker daikha,

Pyaas yaaron ko ab us morr pay lay aai hai
Rait chamki to yeh samjhay keh samandar daikha,

Aisay liptay hain dar-o-baam say ab kay jaisay
Hadson nay bari muddat main mera ghar daikha,

Zindagi bhar na hua khatm qayamat ka azaab
Hum nay her saans main barpa naya mehshar daikha,

Itna bay-his keh pighalta hi na tha baton say
Aadmi tha keh tarasha hua patthar daikha,

Dukh hi aisa tha keh roya tera Mohsin warna
Gham chhupa ker usay hanstay huay aksar daikha.

Tumhari aankhain kehti hain hisar-e-zaat say niklo

Tumhari aankhain kehti hain hisar-e-zaat say niklo
Tamanna meri ban jao, shab-e-barbaad say niklo,

Kinara thaam lo dil ka bhula do her gila shikwa
Kabhi sachi hansi hans do punari yaad say niklo,

Khayal-e-yaar acha hai magar jis nay wafa na ki
Palat ker phir sada na do, dar-e-faryad say niklo,

Nahin koi muhabbat bhi, jijr rut bhi, raqabat bhi
To yeh dharka sa kya, kahiye, wehem ki ghaat say niklo,

Sukhanwer hum say kehta hai saja lo ankh main kuch khwab
Dharakna dil ko sikhla do, amaawas raat say niklo,

Nahin tum ko gawara ab hamara qurb to keh do
Hamaray karb ki choro, tum is gardaab say niklo,

Sar-e-maqtal jo jatay ho, na ho darmandgi kuch bhi
Zamana daikh tham jaye, kuch is andaas say niklo.

Romantic Poetry,

Log parr layte hain meri aankhon se tere pyaar ki shidat
Mujh se ab tere ishq ki aur hefazat nahi hoti hay.


Ji tu chahta hay k mar jaye teri khatir Dost

Ji tu chahta hay k mar jaye teri khatir Dost
Magar darthay hay k marnay k bad tu kisi aur ka na hojaye.

Mohsin Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Heart Touching Poetry,

Mere hathon ki lakeeron main ye aeib hay Mohsin
Main jis shakhs ko cholo wo mera nahi rehta!

Faraz Poetry, Heart Touching Poetry, Sad Poetry, Images Poetry,

Us ki wo janay usay pass e wafa tha k na tha
Tum faraz apni taraf se nebathay jatay.

Urdu Poetry, Images Poetry, Heart Touching urdu Poetry, Sad Poetry,

Aaow chup ki zuban main !  Zaid
Itni batein karin, k tak jaye.

Urdu Heart Touching Poetry, Images Poetry, SadPoetry, Urdu Poetry,

Ye na poch k shekayatein kitni hain tum se
Tu bata k tera koi aur sitam baqi tu nahi.

Dard e Dil Ki Dawa, Heart Touching Poetry, Urdu Poetry, Sad Picture Poetry, Sad Poetry,

Hum khud becha karte thay kabhi dard e dil ki dawa
Aaj waqt nay humain la karra kiya hamari he dukan par.

Tum or kitna mujhey ishq mein barbad karo ge

Tum or kitna mujhey ishq mein barbad karo ge 
Kareeb hay waqt judai phir mujhe yaad karo ge, 

Abhi tou har baat zamane ki maante ho tum 
Kabhi dil ki suno ge tou mujhe yaad karo ge, 

Kis tarha pyaar se chehre ko dekhta hun tere 
Khud ko aaine mein jo dekho ge tou mujhe yaad karo ge, 

Aaj jin raahon pe tera muntazir bana betha hon 
Inhi raaston se guzro ge tou mujhe yaad karo ge, 

Kitne masoom ho kehte ho tumhein bhool jaon ga 
Kuch waqt bhoolne se pehlay tou mujhe yaad karo ge.

Rooh be-chain dil udaas bohat hay

Rooh be-chain dil udaas bohat hay 
Bujh gai hay shama-e-umeed or aas bohat hay, 

Ye dard-e-judai ye hijr k lamhe 
Ye fiqr ka mosam mujhe raas bohat hay, 

Samandar k kinare bethi hoon magar phir bhi 
Sokhe hein mere hont pyaas bohat hay, 

Diye jab gham tau kuch na socha us ne 
Ujar gaye hum tau usay ehsaas bohat hay.

Bhulanay se jo bhuley na wo kahani chor jaonga

Bhulanay se jo bhuley na wo kahani chor jaonga 
Zamanay mein teri aankhon mein paani chor jaonga, 

Lipat kar dair tak dar-o-dewaar se log royenge 
Main aisi sog mein lipti jawani chor jaonga, 

Mitao ge kahan tak tum meri yaadein meri baatein 
Main har ek mor par apni nishani chor jaonga, 

Mery ye lafz mar k bhi mujhy merne nahi denge 
Main chup ho k bhi lehjy ki rawani chor jaonga, 

Kuch is tarha se niklon gi teri duya ko thukra kar 
Main dushman k bhi chehray par herani chor jaonga.

Khaali kaghaz pe harf sajaya karta tha

Khaali kaghaz pe harf sajaya karta tha 
Tanhai mein shehar basaya karta tha, 

Kesa pagal shakhs tha saari saari raat 
Dewaron ko dard sunaya karta tha, 

Ro deta tha aap hi apni baton par 
Or phir khud ko aap hansaya karta tha, 

Jalne lagti laho mein judai tou deta 
Tanhaion ki khaak uraya karta tha, 

Yaro be-waqt howa pyaar usey le doba 
Jo logon ko pyaar k gur sikhaya karta tha. 

Moaziz ban k mehfil mein adakaari nahi karta

Moaziz ban k mehfil mein adakaari nahi karta 
Main chehre pe kabhi jhooti ana taari nahi karta,

Mera dushman mere dastoor se waaqif nahi shayad 
Jise main dost keh doon us se ghadaari nahi karta,

Yahan behtar hay apni zaat ka humdard ho jana 
Zamana ghum tou de sakta hay ghumkhaari nahi karta.

Tanha rehna seekh raha hoon

Tanha rehna seekh raha hoon 
Mar k jeena seekh raha hoon, 

Paa k khona seekh raha hoon 
Kho k pana seekh raha hoon, 

Sabr ko apni raah bana kar
Kaanch pe chalna seekh raha hoon, 

Phirty phirty sehra sehra 
Pyaas ko peena seekh raha hoon, 

Jeeny ko hein ajab taqazy 
Zinda rehna seekh raha hoon.

Moaziz ban k mehfil mein adakaari nahi karta

Moaziz ban k mehfil mein adakaari nahi karta 
Main chehre pe kabhi jhooti ana taari nahi karta,

Mera dushman mere dastoor se waaqif nahi shayad 
Jise main dost keh doon us se ghadaari nahi karta,

Yahan behtar hay apni zaat ka humdard ho jana 
Zamana ghum tou de sakta hay ghumkhaari nahi karta.

Moaziz ban k mehfil mein adakaari nahi karta

Moaziz ban k mehfil mein adakaari nahi karta 
Main chehre pe kabhi jhooti ana taari nahi karta,

Mera dushman mere dastoor se waaqif nahi shayad 
Jise main dost keh doon us se ghadaari nahi karta,

Yahan behtar hay apni zaat ka humdard ho jana 
Zamana ghum tou de sakta hay ghumkhaari nahi karta.

Aakhri baar muskura k milo

Aakhri baar muskura k milo 
Jitne ghum hain unhein bhula k milo, 

Main ne phoolon se ghar sajaya hay 
Inki khushboo mein khilkhila k milo, 

Jitne ghum de diye zamana ne 
Zakhm un k diye mita k milo, 

Tum se aakhri guzarish hay 
Guzray lamhon ko ab bhula k milo, 

Dekh k meri hansti aankhon ko 
Tum bhi palkon pe ashk saja k milo,

Dekho ab yaad kar k rona nahi 
Mere sir ki qasam ye kha k milo, 

Dil ki hasrat rahi k chuloon tujhe 
Ab tou mujh ko galay laga k milo.

Hone lagi nafraten muhabaton k shehar mein

Hone lagi nafraten muhabaton k shehar mein 
Hum huey bohat ruswa mohabaton k shehar mein,

Kal raat ek darvesh bhoka hi so gaya 
Kese rehtay hen log mohabaton k shehar mein,

Kisi ne piyar diya na kisi ne ehsaas kiya 
Aik majnu mar gaya mohabaton k shehar mein, 

Gulab hont shagofta chehray gaye kahan 
Kyun band pare hein ye makaan mohabaton k shehar mein, 

Tum ne kyun likh di hay mohabaton pe ghazal 
Jise parhta nahi koi mohabaton k shehar mein. 

Faraz Poetry, Ahmed Faraz Urdu Poetry,, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,

Hawa ban kar bikharne se ussy kya farq parta hay 
Mere jeene ya marne se ussy kya farq parta hay, 

Ussy tou apni khushion se zara bhi fursat nahi milti 
Mere gham k ubharne se ussy kya farq parta hay, 

'Faraz' Us shakhs ki yaadon mein tum rote raho lekin 
Tumhare aisa karne se ussy kya farq parta hay.

Mohabbat ka dhuwan aankhon mein paani chor jata hay

Mohabbat ka dhuwan aankhon mein paani chor jata hay 
Kisi rastay se ghum guzray nishaani chor jata hay, 

Hamari guftagu se bhi wo qaayil nahi hota 
Aur apni khamoshi k bhi ma'ani chor jata hay, 

Bharosa jis pe ho is se tawaqqo koi mat rakhna 
Yehi ik saibaan be-saibaani chor jata hay, 

Bichar kar bhi hum aisay shakhs se bichra nahi kartay 
Jo ik fiqra ada kar k kahani chor jata hay, 

'Wasi' Mout bhi kam khobsurat to nahi ho gi 
Jo is ko dekhta hay zindagi chor jata hay.

Husn ki jheel ho tum aur kinaray hain yeh Hont

Husn ki jheel ho tum aur kinaray hain yeh Hont 
Such tou yeh hai keh mujhay jaan se pyaray hain yeh Hont, 

Main ne har bar mohabbat se inhain chooma hay 
Us ne har bar mohabbat se obharay hain yeh Hont, 

Haath honto pe mery rakh k mujhay kehne lagi 
Rokeay in ko bohat shoq k maary hain yeh Hont, 

Band Hote hain yah inkar ki surat mein magar 
Adh khilay hon tou mohabbat k isharay hain yeh Hont, 

Aaj khud apnay muqadar pe mujhy rashk aya 
Aaj honto mein mery us ne otaray hain yeh Hont, 

Choom kar Hont mery us ne kaha tha ye Qateel 
Bas tumhary hein, tumhary hein, tumhary hain yeh Hont. 

Urdu Romantic Ghazal, Urdu Best Poetry, Best Poetry Ever, Lovely Poetry,

Ham Ne "ULFAT" Ka Bharm Sab Se Juda Rakha Hai
Goya Seene Mein Tujey "DIL" Ki Jaga Rakha Hai,

Dil Ye Chahey Ke Tu Kabi "BADNAAM" Na Ho 
Dekh Zikr Tera Hai Magr Naam Chupa Rakha Hai,

Mery Jis Hath Sy Kia Tha Tu Ny "MUSAFA"
Dhoya Hi Nahi Honton Sy Laga Rakha Hai,

Ab Hum Samjhe Tere "RUKHSAR" Pe Till Ka Matlab
"DOULT-E-HUSN" Pe Darban Bitha Rakha Hai,

"JUDA" Ho Gaye Hain To Phir Kya Hua
Teri Tasweer Ko Seenay Me Saja Rakha Hai.

Tu Har Ek Baat Pe Hans Deti Hai, Faraz Urdu Poetry, Ahmed Faraz Urdu Ghazals,

Tu Har Ek Baat Pe Hans Deti Hai
Aur Mai Soch Mai Par Jata Hun

Yeh Teri Saada-O-Masoom Hansi
Aankh Ki Bhool, Sama’at Ka Fasoon

Teri Aadat, Tera Andaaz Na Ho
Be-Takalluf Tere Honton Ki Chatak

Meri Khush-Fehmi Ka Ejaaz Na Ho
Mai Saraabon Ko Bhi Dariya Samjhun

Tu Faqat Shauq Ki Parvaaz Na Ho
Tu Har Ek Baat Pe Hans Deti Hai

Aur Mai Soch Mai Par Jata Hun
Yeh Teri Saada-O-Be-Baak Hansi

Mai Jisey Khuwab Se Taabeer Karun
Wo Haqeeqat Mai Koi Raaz Na Ho

Tere Be-Saakhta Hansne Ki Adaa
Teri Tanhaai Ki Awaaz Na Ho

Mai Jisey Husn-E-Tabiyat Jaanun
Tere Jazbaat Ki Gham’maz Na Ho

Tu Har Ek Baat Pe Hans Deti Hai
Aur Mai Soch Mai Par Jata Hun

Yeh Teri Saada-O-Pur’kaar Hansi
Meri Duniya, Meri Hasti Ka Sukoon

Kisi Toofan Ka Aghaaz Na Ho
Mai Mohabbat Ki Talab Ka Maara

Tu Faqat Husn-E-Nazar’baaz Na Ho
Yeh Na Ho Mai To Soamber Jeetun
Aur Tere Qasr Ka Darbaar Na Ho.

Tu Har Ek Baat Pe Hans Deti Hai, Ahmed Faraz urdu ghazals, Faraz Urdu Poetry,

Tu Har Ek Baat Pe Hans Deti Hai
Aur Mai Soch Mai Par Jata Hun

Yeh Teri Saada-O-Masoom Hansi
Aankh Ki Bhool, Sama’at Ka Fasoon

Teri Aadat, Tera Andaaz Na Ho
Be-Takalluf Tere Honton Ki Chatak

Meri Khush-Fehmi Ka Ejaaz Na Ho
Mai Saraabon Ko Bhi Dariya Samjhun

Tu Faqat Shauq Ki Parvaaz Na Ho
Tu Har Ek Baat Pe Hans Deti Hai

Aur Mai Soch Mai Par Jata Hun
Yeh Teri Saada-O-Be-Baak Hansi

Mai Jisey Khuwab Se Taabeer Karun
Wo Haqeeqat Mai Koi Raaz Na Ho

Tere Be-Saakhta Hansne Ki Adaa
Teri Tanhaai Ki Awaaz Na Ho

Mai Jisey Husn-E-Tabiyat Jaanun
Tere Jazbaat Ki Gham’maz Na Ho

Tu Har Ek Baat Pe Hans Deti Hai
Aur Mai Soch Mai Par Jata Hun

Yeh Teri Saada-O-Pur’kaar Hansi
Meri Duniya, Meri Hasti Ka Sukoon

Kisi Toofan Ka Aghaaz Na Ho
Mai Mohabbat Ki Talab Ka Maara

Tu Faqat Husn-E-Nazar’baaz Na Ho
Yeh Na Ho Mai To Soamber Jeetun
Aur Tere Qasr Ka Darbaar Na Ho.

Ahmed Faraz Poetry, Faraz Urdu Poetry, Urdu Poetry by Ahmed Faraz,

Kiya rukhsat-e-yaar ki ghari thi
Hansti hui raat ro pari thi,

Hum khud hi hue tabah warna
Duniya ko hamari kiya pari thi,

Yeh zakham hain un dinon ki yaaden
Jab aap se dosti bari thi,

Jaate to kidhar ko tere wehshi
Zanjeer-e-junoon kari pari thi,

Gham the keh Faraz aandhiyan theen
Dil tha keh Faraz pankhari thi.

Heart Touching Poetry, Urdu Poetry, Urdu Ghazals,

Usey Barishon Ne Chura Lia
K Wo Badlon Ka Makeen Tha,

Kabhi Murr Ke Yeh B To Dekhta
K Mera Wajood Zameen tha,

Wohi Ik Sach Tha aur is k baad
Sari Tuhmatain Jhoot Hain,

Mere Dil Ko Poora Yakeen Hai Wo
Mohabbaton Ka Ameen Tha,

Usey Shook tha K Kisi
Jazeeray pe Uske Naam Ka Phool ho,

Mujhe Pyar Kerna Shika Gia
Mera Dost Kitna Zaheen tha,

Kabhi Sahilon Pe Phiro Ge To
Tumhain Sipeyan Hi Batayeen Gee,

Meri Aankh Mein Jo Simat Giya
Wo Ashk Sab Se Haseen Tha.

Tu Har Ek Baat Pe Hans Deti Hai, Ahmed Faraz urdu ghazals, Faraz Urdu Poetry,

Tu Har Ek Baat Pe Hans Deti Hai
Aur Mai Soch Mai Par Jata Hun

Yeh Teri Saada-O-Masoom Hansi
Aankh Ki Bhool, Sama’at Ka Fasoon

Teri Aadat, Tera Andaaz Na Ho
Be-Takalluf Tere Honton Ki Chatak

Meri Khush-Fehmi Ka Ejaaz Na Ho
Mai Saraabon Ko Bhi Dariya Samjhun

Tu Faqat Shauq Ki Parvaaz Na Ho
Tu Har Ek Baat Pe Hans Deti Hai

Aur Mai Soch Mai Par Jata Hun
Yeh Teri Saada-O-Be-Baak Hansi

Mai Jisey Khuwab Se Taabeer Karun
Wo Haqeeqat Mai Koi Raaz Na Ho

Tere Be-Saakhta Hansne Ki Adaa
Teri Tanhaai Ki Awaaz Na Ho

Mai Jisey Husn-E-Tabiyat Jaanun
Tere Jazbaat Ki Gham’maz Na Ho

Tu Har Ek Baat Pe Hans Deti Hai
Aur Mai Soch Mai Par Jata Hun

Yeh Teri Saada-O-Pur’kaar Hansi
Meri Duniya, Meri Hasti Ka Sukoon

Kisi Toofan Ka Aghaaz Na Ho
Mai Mohabbat Ki Talab Ka Maara

Tu Faqat Husn-E-Nazar’baaz Na Ho
Yeh Na Ho Mai To Soamber Jeetun
Aur Tere Qasr Ka Darbaar Na Ho.

Ahmed Faraz Poetry, Faraz Urdu Poetry, Urdu Poetry by Ahmed Faraz,

Kiya rukhsat-e-yaar ki ghari thi
Hansti hui raat ro pari thi,

Hum khud hi hue tabah warna
Duniya ko hamari kiya pari thi,

Yeh zakham hain un dinon ki yaaden
Jab aap se dosti bari thi,

Jaate to kidhar ko tere wehshi
Zanjeer-e-junoon kari pari thi,

Gham the keh Faraz aandhiyan theen
Dil tha keh Faraz pankhari thi.

Fursat ke suhaney lamhon mein,

Fursat ke suhaney lamhon mein kya kaam ki batain hoti hain
Kuch yaar ka qissa hota hai kuch jaam ki batain hoti hian,

Aye dost tabasum ki lehrain honton pe kahan se ab laaon
Halaat ke mailay hote hain, ayaam ki batain hoti hain,

Arbaab’khard ki mehfil mein dil aur pareshan hota hai
Kuch soch ke waqfey hote hain, kuch kaam ki batain hoti hain,

Alaam-e-zaman fursat dain to beth ke dil ka haal kahain
Uss zulf ki musalsal ki batain, araam ki batain hoti hain,

Jo shair hamare sunte hain masti se Adam sar dhante hain
Hum ehl-e-tareeqat ki batain, Alhaam ki batain hoti hain.

Urdu Poetry, Urdu Ghazals, Heart Touching Poetry,

Wo Jo Tere Faqeer Hote Hain
Aadmi Be’nazeer Hote Hain,

Phool daaman main chand rakh lijiye
Raaste main faqeer hote hain,

Teri mehfil main bethne waley
Kitne roshan zameer hote hain,

Woh parindey jo aankh rakhte hain
Sab se pehle aseer hote hain,

Zindagi ke haseen tarkash mein
Kitne be’reham teer hote hain,

Aye Adam ehtiyaat logon se
Log munkar nakeer hote hain.

Usay Bhula Doon, Magar Hosla Kahaan Mujh Mein

Usay Bhula Doon, Magar Hosla Kahaan Mujh Mein
Woh Mere Khoon Ki Tarah Hai Rawaan Dawaan Mujh men,

Yeh Be Sabab To Nahi Mujh Men Girya-o-Zaari
Koi To Rehta Hai Har Waqt Noha Khwaan Mujh Men,

Bas Ek Zalzala Aaya Tha Aur Guzar Bhi Giya
Magar Woh Chor Giya Hai Kai Nishaan Mejh Men,

Azeez Itna Bhi Kiyon Hai Sakoot-e-Shaam-e-Alam?
Kahaan Se Aaie Hain Itni Udasiyan Mujh Men?

Kabhi Main Dard K Darya Men Doob Jata Hoon
Kabhi Yeh Dard Uatarta Hai Meri jaan Mujh Men,

Ye Kon Baant Giya Mujh Mein Ronaqain Apni?
Yeh Kon Kar Giya Abaad Ek Jahaan Mujh Mein?

Main Jab Bhi Haath barhane Lagta Hoon Gulon Ki Taraf
To Urne Lagti Hain “Shamsheer” Titliyaan Mujh Mein.

Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,

Kyun ho itnay khafa khafa se
Kyun ho itnay juda juda se,

Tujhe bhula dain tu kaisay
Kyun ho itnay dua dua se,

Yeh tanhai dasti hai mujhe
Kyun ho itnay saza saza se,

Tera hi zikar kiya mein ne har gari
Kyun ho phir itnay bewafa bewafa se,

Tera hi naqsh namayaan hai janaan
Aashar ki har ada ada se.

Urdu Poetry, Urdu Ssadest poetry, Sad Poetry,

Har Taraf Har Jagah Be-Shumaar Aadmi
Phir Bhi Tanhaaiyon Ka Shikaar Aadmi,

Subh Se Shaam Tak Bojh Dhotaa Hua
Apni Hi Laash Ka Khud Mazaar Aadmi,

Har Taraf Bhaagte Daudte Raaste
Har Taraf Aadmi Ka Shikaar Aadmi,

Roz Jeetaa Hua Roz Martaa Hua
Har Naye Din, Naya Intezaar Aadmi,

Zindagi Ka Muqaddar Safar Dar Safar
Aakhri Saans Tak Be-Qaraar Aadm.

Urooj per he tumara mosam, Urdu Heart Touching Poetry, Heart Touching Poetry, Urdu Poetry,

Urooj per he tumara mosam
Khizan me tumko khareed len gay
Bano gy hum se reham k talib
Na tumko moqa mazeed den gay,

Ada k qissy huy purany
Jafa ka mosam khatam hi samjho
Karen gay tum se hisab jana!
Na tumko mohlat mazed den gay,

Wafa k lalach me aa k hum ne
Lahoo bhi apna sukha dia hai
Fareeb'o'masti k badly tumko
Saza bhi sunlo shadeed dain gay,

Urooj per he tumara mosam
Khizan me tumko khareed len gay.

Faraz Urdu Poetry, Ahmed Faraz Ghazal, Urdu Ghazal By Ahmed Faraz,

Har koi dil ki hatheli pe hai sehra rakhey
Kisi ko sairaab kare woh kise pyasa rakhey,

Umer bhar kaun nibata hai taluk itna
Ae meri jan ke dushman tujhe allah rakhe,

Humko acha nahin lagta koi humnam tera
Koi tujhsa ho tu phir nam be tujhsa rakhey,

Dil b pagal hai us shaks se wabasta hai
Jo kise aur ka na hone de na apna rakhey,

Kam nahin tamam e ibadat bhi to hirs-e-zar se
Fuqr to wo hai ke deen na duniya rakhey,

Hans na itna bhi faqeeron ke akelepan par
Khuda meri tara tujh ko b tanha rakhe,

Yeh qana at hai, ita-att hai ke chaht hai Faraz
Hum to razi hai wo jis haal mein jesaa rakhe.

Faraz Poetry,Faraz Ghazal, Faraz Urdu Ghazal. Faraz Heart Touching Poetry,


Barason ke baad dekhaa ik shakhs dilrubaa sa
Ab zahan main nahin hai par naam thaa bhalaa sa,

Abaruu khinche khinche se aankhain jhuki jhuki si
Baatain ruki ruki si lahajaa thakaa thakaa sa,

Alfaaz the ke jugnuu aavaaz ke safar main
Ban jaaye jangalon main jis tarah raastaa sa,

Khvaabon main khvaab us ke yaadon main yaad us ki
Nindon main ghul gayaa ho jaise ke ratjagaa sa,

Pahale bhi log aaye kitane hi zindagi main
Wo har tarah se lekin auron se thaa judaa sa,

Agali muhabbaton ne wo naam uraadiyaan din
Taazaa rafaaqaton se dil thaa daraa daraa sa,

Kuchh ye ke muddaton se ham bhi nahin the roye
Kuchh zahar main bujhaa thaa ahabaab kaa dilaasa,

Phir yon huaa ke savan aankhon main aa base the
Phir yon huaa ke jaise dil bhi thaa aabalaa sa,

Ab sach kahain to yaaro ham ko khabar nahin thi
Ban jaayegaa qayaamat ik vaaqiaa zaraa sa,

Tevar the berukhi ke andaaz dosti ke
Wo ajanabi thaa lekin lagataa thaa aashnaa sa,

Ham dasht the ke dariyaa ham zahar the ke amrit
Naahaq thaa zonum ham ko jab wo nahin thaa pyaasa,

Ham ne bhi us ko dekhaa kal shaam ittefaaqan
Apanaa bhi haal hai ab logo 'Faraz' kaa sa.

Ye dil bhulata nahi hay muhabbatein us ki


Ye dil bhulata nahi hay muhabbatein us ki
Pardi hoi thein mujhay kitni aadatein us ki,

Ye mera sara safar us ki khushboowon mein kata
Mujhay to rah dikhati thin chahatein us ki,

Main door honay lagi hon to aesa lagta hay
Keh chhaon mein jesi thin mujh pe rifaqatein us ki,

Ye kis gali mein kis sheher mein nikal aayay
Kahan e reh gain logo sadaqatein us ki,

Main barishon mein juda ho gai hon us say magar
Ye mera dil, meri sansein amanatein uski.

Judaai Poetry, Dard O Gham Poetry, Sad Picture Poetry, Ishq Poetry,


Bikhra Wajood, Tootay Khuwab, Sulagti Tanhaiyaan
Kitnay Haseen Tohfay De Jaati Hai Ye Judaii.

Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Sad Poetry, Sadest Poetry, Heart Touching Poetry,

Ye meri ana ki shikast hai na dawa karo na dua karo
Karo to bas ye karam karo mujhay meray hal pay chore do,

Wo jo eek turkash e waqt hai abhi us main teer bohot say hain
Koi teer tum ko na aa lagay meray dard e dil pay na youn hanso,

Na main koh kan hoon,na kais hoon , mujhay apni jaan aziz hai
Mujhay tark e ishq kabool hai agar tumhain yakeen e wafa na ho,

Jo tumharay dil main shakook hain to ye eahd namay fazool hain
Jo meray khatoot hain phar do ye tumharay khat hain samait lo,

Jo kisi ko koi satay ga to gila bhi honton pay aay ga
Ye to ik asool ki baat hai jo khafa hai mujh say koi to ho,

Mujhay ab sadaon say kaam hai mujhay khal o khad ki khabar nahi
To phir is fraib say faida ye nakab ab to utar do,

Mujhay apnay fukar pay naaz hai mujhay is karam ki talab nahi
Main gada nahi hoon fakeer hoon ye karam gadaon main bant do,

Ye faqt tumharay sawal ka mera mukhtasir sa jawad hai
Ye gila nahi hai khaloos hai meri guftagu ka asar na lo,

Ye adhoray chand ki chandani bhi adhori raat main kam nahi
Kahin ye bhi sath na chore day abhi roshani hai chalay chalo.






Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Sad Poetry, 
Sadest Poetry, Heart Touching Poetry, 

Romantic Poetry, Romantic Picture Poetry, Urdu Picture Poetry, Urdu Poetry, Poetry with Images,


Uff! Wo Naram Labon Ka Dheerey Se Kehna
Koi Dekh Na Le Ab Mujhe Jaane Do!.




Romantic Poetry, Romantic Picture Poetry, Urdu Picture Poetry,
Urdu Poetry, Poetry with Images,