Masoom mhbbat ka bs itna sa fasana hai


Masoom mhbbat ka bs itna sa fasana hai
kaghaz ki haweli hai barish ka zamana hai

kia shart-e mhbbt hai,kia shart-e zamana hai
awaz b zakhmi hai or geet b gana hai

us par utarny ki umeed bht km hai
kashti b purani hai,tufaan ko b ana hai

samjhy ya na samjhy,andaz mhbbt ka
ik shakhs ko aankhon se ek shair sunana hai

bholi c ada koi phr ishq ki zid pr hai
phir aag ka darya hai  or doob kar jana hai.

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...