Kal ki baat aur hai main ab saa rahun ya na rahun


Kal ki baat aur hai main ab saa rahun ya na rahun
jitna jee chaahe tera aaj sataale mujhko

Khud ko main baant na daalun kahin daaman-daaman
kar diyaa toone agar mere hawaale mujhko

main jo kaantaa hoon to chal mujh se bachaakar daaman
main hoon gar phool to joode mein sajaale mujhko

waadaa phir waadaa hai main zehar bhi pee jaaoon
shart ye hai koi baahon mein sambhale mujhko.

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...