Yeh alam shook ka dekha na jay


Yeh alam shook ka dekha na jay
wo buut hai ya khuda dekha na jaye

Yeh kin nazroo sy tu ny aaj dekha
k tera dekhna,dekha na jaye

Hamesha k liyay mujh sy bechar ja
yea manzar barha dekha na jaye

Galat hai jo suna par azma kar
tujhay ay bewafa dekha na jaye

Yeh mehroomi nahi pass-e-wafa hai
koi teray sawaa dekha na jaye.


No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...