Aaj hum unhen bewafaa bata kar aaen hain


Aaj hum unhen bewafaa bata kar aaen hain
unke khaton ko paani may baha kar aaen hain

koi nikaal kar parh na ley unhain isliye
paani may bhi aag laga kar aaen hain.


No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...