Tum Jo Hotey To Mujhey Kitna Sahara Hota
Main Ne Auron Ko Na Dukh Men Pukara Hota
Jitni Shiddat Se Wabasta Tha Main Tujh Se
Kis Tarha Mera Terey Baghair Guzara Hota
Mujh Ko Yeh Soch Hi Kafi Hai Jalaney K Liye
Main Na Hota To Koi Aur Tumhara Hota
Aur Hum Baith K Khamoshi Se Roye Jate
Shaam Hoti Sharab Hoti
Aur Kisi Darya Ka Kinara Hota.

No comments:
Post a Comment