Pages

Faraz Poetry, Faraz Urdu Poetry,

Roog Aisay B Ghamm-e-Yaar Say Lag Jate Hain
Darr Say Uth'te Hain To Deewar Say Lag Jate Hain,

Ishq Aghaaz Main Hal'ki See Khalish Rakhta Hai
Baad Main Saink'roon Azaar Say Lag Jate Hain,


Pehlay Pehlay Hawas Ak Aah Dukaan Khulte Hai
Phir TO Bazar K Bazar Lag Jate Hain,

Bai'basee B Kabi Qurbat K Sabab Banti Hai
Roo Na Paa'ein To Galay Yaar Say Lag Jate Hain,


Qutar'ne Ghaam Ki Galiyoon Main Jo Oree Phirtee Hen
Ghar Main Lai Aoo To Ambaar Say Lag Jate Hain,


Daagh Daman K Hon Dil K Hon Ya Chahre K FARAZ
Kuch Nishaan Umer Ki Raftaar Say Lag Jate Hain.

Yeh jo tum kehte ho k tumhe dosti se nafrat hai

Yeh jo tum kehte ho k tumhe dosti se nafrat hai
Tu yeh kyo nahin kehte k tumhe mujh hi se nafrat hai,

Ek mujh hi ko kyon zindgi mili hai
Kyo mujhe hi dosti ki hasrat hai,

Yeh na kehna k chod don ga tumhe
Beshak yeh tumahri fitrat hai,

Kyon mai har insan ko acha samjhta hon
Mujhe apni is nayab adat p herat hai,

Vo mujhe mashvare tu deta hai
Beshak yeh teri sazish b kayamat hai,

Mai tumhe sahara Dena chahta hon
Na jane kyo tumhe tanhai se muhabat hai,

Kyo tum ne yeh faisla kar lea hai
Kyo tumhe mujh hi se nafrat hai.

Dil Mere Tu Kis ke Liye Dhadakta Hai


Dil Mere Tu Kis ke Liye Dhadakta Hai
Tere Ehsaaso Ko Kaun Yaha Samajhta Hai,

Tu Kyun Kisipe U Marta Hai
Har Koi Is Matlabi Duniya Me Jeeta Hai,

Khusi K Liye Kyun Har Pal Tarasta Hai
Yaha Toh Gamh Hi Khubsurat Lagta Hai,

Armaano Ko Liye Kyun Machalta Hai
Unko Adhura Rehte Dekh Jeeya Jalta Hai,

Tuth Kar Bhi Kyun Tu Sambhalta Hai
Yaha Tuje Phir Bikharna Padhta Hai,

Bharosa Kyu Itna Karta Hai
Yaha Har Ghadi Insan Chehra Badalta Hai,

Tu Kyun Jaan U Chidakta Hai
Woh To Tera Katil Bana Phirta Hai,

Pagal Dil,Tu Kyun Nahi Samajhta Hai
Teri Halat Dekh Har Koi Hasta Hai,

Tere Liye Kisika Nafrat Hi Acha Hai
Yaha Toh Pyar Bhi Bahot Sasta Hai.

Mohsin Poetry,

Ye Ta'aluq Bhi Bahut Khoob Raha Hai Kuch Din
Too Mere Naam se Mansoob Raha Hai Kuch Din,

Aankh Reh Reh K Teri Rah Taka Karti Thi
Dil Teri Yad Se Maghloob Raha Hai Kuch Din,

Teri Tashbeeh Bana Kar Tujhe Socha Karna
Mashghla Ye Mera Marghoob Raha Hai Kuch Din,

Shayad Is Bat Ka Matlab Main Samajh Na Paon
Kion Mera Dil Tujhe Matloob Raha Hai Kuch Din,

Barish-3-Sang Se Pahle Ye Zara Soch To Lo
Tera "MOHSIN" Tera Mehboob Raha Hai Kuch Din.

Kuch to Ae yaar elaj-e-ghum-e-tanhai ho

Kuch to Ae yaar elaj-e-ghum-e-tanhai ho
Baat itni b na brr jaye k ruswai ho,

Jis ne b mujhko tamasha sa bana rakha hy
Ab zarori hy wohi aankh tamashai ho,

Dobne wale to aankho se b kub nikle hain
Dobne k liye lazim nahi,gehrai ho,

Main tujhe jeet b tohfey me nahi de sakta
Chahta ye b nahi hon teri paspai ho,

Koi anjan na ho shehr-e-mohabat ka makeen
KASH har dil ki har ik dil se shanasai ho,

Aaj to baz'm mein har aankh thi pur'num jaise
Daastaan meri kisi ne yahaan dohraai ho,

Yon guzar jata hai MOHsin tere koche se woh
Tera wakif na ho jese koi SODAI ho,

Jab Hijar K Shehar Mein Dhoop Utri

Jab Hijar K Shehar Mein Dhoop Utri
Main Jag Para To Khawab Howa,

Meri Soch Khizaan Ki Shaakh Bani
Tera Chehra Aur Gulab Howa,

Barfeeli Rut Ki Taiz Hawaa
Kion Jheel Mein Kankar Phenk Gai,

Aik AanKh Ki Neend Haram Hoi
Aik Chand Ka Aks Kharab Howa,

Tere Hijar Mein Zehan Pigalta Hai
Tere Qurb Mein AanKhain Jalti Hain,

Tujhe Khona Aik Qayamat Tha
Tera Milna Aur Aazab Howa,

Kabhi Wasal Mein Darvaish Dil Toota
Kabhi Hijar Ki Rut Ne Laaj Rakhi,

Kisi Jism Mein Aankhain Kho Baithay
Koi Chehra Khuli Kitab Howa.

Urdu Poetry,

Her Shaks Se Ulfat Ka Iqrar Nahi Hota
Her Chehre Se Dil Ko Kabhi Pyar Nahi Hota,

Jo Rooh Ko Chu Jaye Jo Dil Main Uter Jaye
Us Ishq Ka Lafzoon Main Izhaar Nahi Hota,

Jab Pyaar Juda Ho To Ye Husn Bhi Veeraan Hai
Mehboob Bina Koi Singaar Nahi Hota,

Jo Ishq Main Mar Jaye Samjho Wohi Nageena Hai
Ban Jaye Wo Pather Bhi Beekaar Nahi Hota,

Kya Samjho Gay Tum Humari Benaam Mohabbat Ko
Ye Ishq Ka Soda Hai Sar - E - Baazaar Nahi Hota.

Piyas Bakhshi Hai To Phir Ajar Bhi Khul Kar Dena

Piyas Bakhshi Hai To Phir Ajar Bhi Khul Kar Dena
Abar Mange Meri Dharti To Samandar Dena,

Apni Aaoqat Se Barhna Mujhe Gum Kar De Ga
Mujh Ko Saya Bhi Mere Qad K Barabar Dena,

Ye Sakhawat Mere Shajre Mein Likhi Hai Pehle
Apne Dushman Ko Duain Teh-E-Khanjar Dena,

Dekhna Hain Mere Johar To Mere Adal Panah
Hosla Mujh Ko Mere Ghair Ko Lashkar Dena,

Mere Khaliq Meri Aankhon Ko Jo Nam Rakhta Hai
Us Sehra Ko Bhi Dariaon K Taiwar Dena,

Shehr Walo Kabhi Azaz Jo Taqseem Karo
Mujh Ko Sheeshe Ka Libda Usay Pathar Dena,

Yad Aaye Jo Mere Bad Sanwarna Us Ko
Aaye Shab-E-Hajar Usay Chand Ka Jhoomar Dena,

Karab-E-Mohsin Ki Musafat K Khuda Wand-E-Jaleel
Khak Zadon Ko Sada Bakhat-E-Sinkandar Dena.

Ye "DIL" Sirf Tumhara hai Usey Kehna, Heart Touching Poetry,

Wo Shaks Mujhe Pyara hai ussy Kehna
Wohi Jaan Ka Sahara Hai Usey Kehna,

Log Piyare hain Bohat Se Mujhko
Wo Sab se Pyara hai Usey Kehna,

Mohabbatein Shekayatein Adawatein uski
Mujhe Sab gawara Hain Usey Kehna,

kacha Ghara Hai Aur Mein Thaka Hua
Bohat Door Kinara Hai Usey Kehna,

Dil Ke Badly Jaan Mout Mangon
Mujhe Iss Mein Khasara Hai Usey Kehna,

Chahney Waly Aur Bhi Hain Lakin
Ye "DIL" Sirf Tumhara hai Usey Kehna.

Kab Se Tum Ne Apnaya Is Tarha Ka Ho Jana

Kab Se Tum Ne Apnaya Is Tarha Ka Ho Jana!
Shab Ko Jagte Rehna Din Ko Thak K So Jana,

Shehr Mein To Mujh Jaisi Beshumar Aankhain Hain
Tum Bhi Khair Se Jao Tum Na Un Mein Kho Jana,

Adal K Kathere Mein Jurm Bol Parta Hai
Dagh Dagh Daman Se Kuch Laho To Dho Jana,

Tan Ki Shak Shak Ab K Choor Hai Gulabon Se
Tum Bhi Apne Hisse K Phool Paroo Jana,

Mere Bad Ka Rasta Tum Se Kat Na Paye Ga
Jo Bhi Ajnabi Dekho Ab Usi K Ho Jana,

Jab Kabhi Paharon Mein Chand Doobta Dekhon
Mujh Ko Yad Aata Hai Tere Shehr Ko Jana,

Kuch Na Kuch To Wise Mein Chorna Bhi Hai MOHSIN
Reit Reit Kheton Mein Kuch Na Kuch To Bo Jana.

Tumhare Aks Ko Aankhon Mein, Urdu Poetry,

Tumhare Aks Ko Aankhon Mein Hum Tasveer Kar Lete
Zara Jo Tum Thehar Jate Koi Tadbeer Kar Lete,

Tumhara Hath Mere Hath Se Youn Chal K Bayaban Ki Dhoop Ne
Ek Bekafan Drakht Ka Saya Chura Lia,

Brbadion Ki Rat Meri Bebasi To Dekh
Girte Howe Makaan Ne Mera Aasra Lia,

Yaron Ka Zikar Kia K Wafa Ki Talash Mein
Hum Ne To Dushmano Ko Bhi Apna Bana Lia,

Aahat Suni Hawa Ki To MOHSIN Ne Khof Se
Jalta Howa Dia Tah-E-Daman Chupa Lia.

Usay Kehna, Urdu Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Heart Touching Poetry, Sad Poetry,

Usy kehna bicharnay say mohabbat to nahi marti
Bichar jana mohabbat ki sadaqat ki alaamat hai

Mohabbat ain fitrat hai han fitrat kb badalti hai
So jb hum door ho jain naiy rishton main kho jain

To ye mt soach laina tum mohabbat mr gai ho gi
Nahi aisa nahi ho ga, mery baary main sun 

\Kay jb tumhaari Aankh bhr Aaiy
Chhalak kr aik bhi Aansoo plak par jo utar Aaiy

To bus itna smajh laina jo mery naam say itni tery dil ko aqeedat hai
Tery dil main bichar kr bhi abhi meri Mohabbat hai
 
Mohabbat jo bikhr kr bhi sada Aabad rehti hai
Mohabbat ho kisi say to hamesha yaad rehti hai
 
Mohabbat waqt kay bay rehm toofan say nahi darti Touseef!
Usay kehna bicharnay say mohabbat to nahi marti.

Haqeeqat Aashna Mere, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Urdu Poetry,

Haqeeqat Aashna Mere
Tujhe Shayad Khabar Hogi,

Mujhe Teri Mohabbat Ne
Bohat Buz-Dil Bana Dala,

Mein Her Uss Shay Se Derta Hon
Tujhe Jo Cheen Sakti Hai,

Judai Jin Mein Rehti Hai
Mein Un Ashkoo Se Derta Hon,

Jo Ben K Yaad Behte Hain
Main Un Lafzon Se Derta Hon,

Jo Khamoshi Mein rehte Hain
Bichernay Ki Mere Hum-Duum,

Mein Her Surat Se Derti Hon
Tujhe Shayad Khabar Hogi,

Mujhe Teri Mohabbat Ne
Bohat Buz-Dil Bana Dala.

Dil par Dastak Nahi Dena, Urdu Herat Touching Poetry, Urdu Poetry,

Boht tootay huwe hen hum abi dastak nhi dena
Hamari ankh hai purnam abi dastak nhi dena,

Mare yaro abi kuch din mera haal mt pocho
Abi dil ma hai uska gham abi dastak ni dena,

Shab-e-tanhai ma abi tarpna hai boht mujko
Abi dard hai kuch madham abi dastak ni dena.

Rat k tanha lamho main, Romantic Poetry, Sad Poetry,

Rat k tanha lamho main
Koi ahat mujh se kehti hai,

Is dil main halchal rehti hai
Koi jugno pas se guzre tou,

Koi baat halak se nikle tou
Main khudse uljhne lagta hon,

Phir jane kya kya kehta hon
Phir yad tumhari aati hai,

Phir pal do pal k lamhe ko
Yeh sans meri ruk jati hai,

Ik shola dil main bharakta hai
Woh dard sehar tak rehta hai,

Phir weham mujhy yeh kehta hy
Koi meray Dil me rehta hai.

Heart Touching Urdu Poetry,

Sakoot-e-qurb me utro to yaad kr lena
Kabi jo toot k bikhro to yaad kr lena,

Khushi k waqt me chahe hame bhula dena
Ghamon ki rah jo dekho to yaad kr lena,

Ganva na dena kahin umer pashemani me
khud apne Apse uljho to yaad kr lena,

Mana k tm guftugu k mahir ho
Wafa k Lafz pe atko to yaad kr lena.

Mohbbat Poetry, Ishq Poetry, Urdu Poetry, Ghazal Poetry, Urdu Ghazal,


Sanso K Is Huner Ko Na Aasan Khayal Kar
Zinda Hon Sa'aton Ko Sadion Mein Dhal Kar,

Mali Ne Aaj Kitni Duain Wasool Ki
Kuch Phool Ek Faqeer Ki Jholi Mein Dal Kar,

Kal Youm-E-Hijar Zard Zamano Ka Youm Hai
Shab Bhar Na Jag Muft Mein Aankhain Na Laal Kar,

Ay Gird Bad Lout K Aana Hai Phir Mujhe
Rakhna Mere Safar Ki Aziyat Sambhal Kar,

Mehraab Mein Diye Ki Tarha Zindagi Guzar
Monh Zor Aandhion Mein Na Khud Ko Nidhal Kar,

Shayad Kisi Ne Bukhl-E-Zameen Par Kia Hai Tanz
Gehre Samandaron Se Jazeere Nikal Kar,

Ye Naqad Jaan K Is Ka Lutana To Sahal Hai
Gar Ban Pare To Is Se Bhi Mushkil Sawal Kar,

Mohsin Barhana Sur Chali Aai Hai Sham-E-Gham!
Ghurbat Na Dekh Is Sitaron Ki Shaal Kar.

URdu Heart Touching Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu Ghazal Poetry, Just Urdu Poetry,

Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha
Dst-e-katil bhi mjhy dast-e-hina lgta tha,

Ary daikhny waly to usy daikhty reh jaty thy
Han wo shaks mohabt ka khuda lgta tha,

Kanton bhari shakh nazar ata tha kabi
Phool lgta tha kabi bad-e-saba lgta tha,

Ab logon sy pochta phirta hai mare ghar ka pata
Main jisy sare zamany sy bura lgta tha,

Us ki batein thin ravayat sy hat kar MOHSIN
Sub main rehta tha magar sub sy juda lgta tha.

Urdu Poetry, Urdu Sad Poetry,

Bhigi ankho se muskurane ma maza or hay
Hasty hasty palken bhigone ma maza or hay,

Baat keh k tou koi b samajh jata hay
Khamoshi koi samjhy tou maza or hay.

Teri Aadawat, Urdu Picture Poetry, Heart Touching poetry,

Nazar Na Aai Meri Mohbbat Tu Es Zamane Ko
Khair Teri Aadawat Ke Charche Tu Zuban Zuban Howe, 


Just Images Poetry,

Pashto Poetry, Pashto Mast Poetry, Pashto Romantic Poetry,

Maa V Zrra Ba Za Darkoma Kho Nun Na
Di V Za Ye Qabloma Kho Nun Na,

Maa V Kash 6 Lag Oda Sta Pa Marrwand Sham
Di V Taa Ba Oda Koma Kho Nan Na,

Maa V Za Di Da Hejaran Pa Rasoo Band Yam
Di V Daa Rasaiy Ba Shloma Kho Nan Na,

Maa V Za “HAMZA” Der Pa Zrra Ghamjan Ya
Di V Sam Di Khushaloma Kho Nan Na.



Just Images Poetry 

Hanstey Howe Chehray, Urdu Poetry, Mohbbat Poetry, Mohabbat Ka Anjam,

Tum ko marghoob thay hanste hoye chehre lakin
Hum ne roote hoye chehroon se mohabbat ki hai,

Chand sikoon ke ivaz cheen li ghairat meri
Kitni kam is ne muqqarar meri keemat ki hai,

Kon tha jis ne bhujaye mere ghar ke cheeragh
Janay kis ne yeh siyahi meri qismat ki hai,

Ab woh tardeed pe tardeed kiye jata hai
Main ne tou baat ki thori si wazahat ki hai,

Ghar main dar aya hai dushman tou shikayat kaise
Ham ne khud us ko faraham ye sahoolat ki hai,

Shairy kia thi faqt shair ke pairahe main
Hum ne aik ahad ki tareekh ibarat ki hai.


Just Images Poetry

Mohabat se bezargi, Dard e Mohabbat, Mohbbat ki Shekayat, Urdu Poetry,

Ab tujhy dekhun to mohabat nahi hoti mujhko
Zakham khulty hain to aziyat nahi hoti mujh ko,

Itna badla hun tery sheher ka pani pi kar
Jhoot bolun to ndamat nahi hoti mujh ko,

Ab koi aae chala jae main khush rehta hun
Ab kisi shakhs ki adat nahi hoti mujh ko,

Itna masroof hun jiny ki hawas main Shahid
Sans leny ki bhi fursat nai hoti mujh ko,


Posted By Just Images poetry, 

Talash Poetry, Urdu Poetry, Sad Poetry, Sad Ghazal,

Mere Wajood Ki Mujh Mein Talash Chor Gia
Jo Pori Na Ho Kabhi Aesi Aas Chor Gia,

Ye Karam Nawazi Uski Mujh Pe Kam Hai Kia
K Khud Door Hai Yadain To Pass To Chor Gia,

Jo Khuwaishain Thi Kabhi Hasraton mein Dhal Gaye Ab
Mere Labon Pe Wo Aik Lafz KAASH Chor Gia,

Yeh Mera Zarf Hai Ek Roz Usne Mujhse Kaha
K Aam Logon Mein Ek Tujh Ko Khaas Chor Gia,

Baharon Se Mujhe Isi Liye Tou Nafrat Hai
Inhee Ruton Mein Mujhe Wo Udas Chor Gia.



Posted By Just images Poetry,

Heart Touching Urdu Poetry, New Urdu Poetry, Romantic But Sad Poetry,

Ghaira hay is tarah mujhe wehshat k jaal ne
Sab khwab mere doob gaye is malaal mein,

Mujh se nazer chura k guzerne lagi hawa
Ane lagi ju hijer ki khushbo wisaal mein,

Hon sa’at e azaab mein kyoun main abhi talak?
Ik umer se ghiri hon isi ik sawaal mein,

Bechainiaan tamam hi main us ki oorh lon
Shamil mujhe kare tou kabhi apne haal mein,

Main sun rahi hon phir se judayi ki aahtain
Jeena pare na phir se unhi maah o saal mein

Qismat se raah mein ju jazeere humain mile
Tere guman mein the,na mere khayal mein.



Posted By Just Images Poetry,

Dard e Dil Poetry, Dard Bhari Poetry, Sadest Poetry, Sad Poetry Ever,

Bhool Jana Bhi Usay Yaad bhi Kartay Rehna
Acha Lagta Hai Isi Dhun Mein Bikhartay Rehna,

hijar walon Se Bari Dair Se Sikha Humne
Zinda Rehnay K Liye Jan Se Guzartay Rehna,

Kya Kahun Q Mere Neendon Me Khalal Dalta Hai
Chand K Aks Ka Pani Mein Utartay Rehna,

Main Agar Toot Bhi Jaon Toh Phir Aaina hoon
Tum Mere Baad Bhi har Roz Sanwartay Rehna,

Shaam Ko Doobtay Suraj Ki Hai Aadat
Subha Hotay Hi Mere Sath Ubhartay Rehna.


Posted by Just Images Poetry,

Urdu Poetry, Sad Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry,

Main hosh mein tha tou phir Uss pe mar gaya kaise
Yeh zehar mere lahoo mein utter gaya kaise,

Kuch Uss k dil mein lagawat zaroor thi warna
Woh mera haath daba ker guzar gaya kaise,

Zaroor Uss ki tawajo ki rehbari ho gi
Nashe mein tha tou main apne hi ghar gaya kaise,

Jise bhulaye kayi saal ho gaye Kamil
Main aaj Uss ki Gali se guzar gaya kaise,

Sad Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Urdu Poetry, Sad Poetry,

Yahan chahton ka sila Nahi
Yaha Dosti ka Maza Nahi,

Yaha Janay Kaisy Hawa Chali
“RAHI” Doston Main Wafa Nahi,

Yaha Jal Gaya Mera Aashian
Abhi Badalon ko Pata Nahi,

Teray Dar Pe Dastak Dei Sakon
Ye Haq Tum ne Mujey Dia Nahi,

Main “RAHI” Hoon Rahi-e-Umeed ka
Mujey Manzilon ka Pata Nahi,

Bey Bus Hoon Jahan Main Itna
Jaisey Mera koi “KHUDA” Nahi,

Meri saadgi mera juram hai
Koi aur meri khata nahi.

Urdu Poetry, Sad Poetry, Sad Urdu Poetry, Bewafa Poetry, Heart Touching Poetry,

Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe
Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe,

Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Dou
Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe,

Pathar Samajh Kar Paon? Se Thokr Laga Dia
Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe,

Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay
Us Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe?.

Bus itni mohabbat kaafi hay, Mohabbat Poetry,

Tum hans k milo pholoon ki tarhan
Din rat katein khawabon ki tarha,

Aawara hawa lehra k chalay
Lehra k chalay jub sham dhalay,

Ek pehar dhalay tum hans k milo
Bus eini mohabat kaafi hai,

Tum sath raho sanson mein raho
tum pas raho banhon mein raho,

Tum dil mein raho dharrkan ki tarha
Bus itni mohabat kaafi hai.

Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,

Lahoo ronay se darta hoon , juda honay se darta hoon
Meri aankhain batati hain k main sonay se darta hoon,

Meri unggli pakar laina mujhe tanha nahi karna
Ye dunya aik maila hai tumhain khonay se darta hoon,

Jo hansti ho tu kyun palkoon k goshay bheeg jatay hain
Tumhain maloom hai main iss tarah ronay se darta hoon,

Ye jab se khwaab daikha hai tum mujhe choor jaao gee
Main ab darta hoon khwaabon se main ab sonay se darta hoon,

Bikhri hai kuch is terha mohabbat usey kehna

Bikhri hai kuch is terha mohabbat usey kehna
Aankhun main uther aey hai wehshat usey kehna,

Kehna k ter bad se g lagta nahi hai
Be chain se rehti hai tabeat usey kehna,

Ashkon se wazu ker k khamosh aakhen
kerti hein roz teri ibadat usey kehna,

Ye soch ker badnaam na ho kisi din
Ker li hai tere shaher se hijrat usey kehna,

Mehki phir s mere aangan mein rat ki rani
Jagi hai tere qurb kihasrat usey kehna.

Taluq torrta hun to mukamal torrh deta hun

Taluq torrta hun to mukamal torrh deta hun
Jise main choor deta hun mukamal choor deta hun,


Mohabat ho ke nafrat; bhara rehta hun shidat se
Jidher se aye ye darya udher hi morrh deta hun,


Yaqeen rakhta nahi kisi kache taluq par
Jo dhaga toot'ne wala ho usko torrh deta hun,


Mere dekhe huye sapne kahin lehrain na le jayain
Gharonde Rait ke tameer kar ke chorr deta hun,


Adeem ab tak wohi bachpan wohi takhreeb kari hai
Qaffs ko torrh deta hun, parinde chorr deta hun.

Duniya ki lambi raahon par, Uedu Heart Touching Poetry,

Duniya ki lambi raahon par
Hum youn to chalte jate hain,

Kuch aisay loog bi milte hain
Jo yaad hamesha ate hain,

Wo raah badalte hain apni
aur murr kar hath hilate hain,

Lekin dilon ki yaadon ko
Khushboo ban kar mehkate hain,

Aisay hi safar karte karte
Ek shakhs mila hum ko bi kahin,

Duniya mai achay loog bohat
Lekin uski si baat nahi,

Thi laag na uskay bolon mai
Ki baat na koi Lagawat ki,

Uskay Fiqray tootay tootay
uski aankhain khoi khoi,

Keh kar hi na jaye jo hum chahain
Socha hi kare bethe bethe,

Par dekhe aisay narmi se
Ek baar to ho jaye dhoka,

Goo sath hamara khwaab raha
Usko na hoi pehchan bohat,

Gar bhooj le dil ki baat kabhi
Ho jata tha Hairaan bohat,

Aur hum uski Hairani par
Sharminda ho kar reh jate,

Kuch aur hamara Matlab tha
Phir dair talak usko samjhate,

Ab Chehra uska ho Ujjla
Ya Aankhain uski hon Gehri,

Ya uskay pyaray honton ki
Har baat lagay thehri thehri,

Kuch loog jo achay hote hain
Aur raahon mai mil jate hain,

Hain unko apne kaam bohat
Kab apna waqt ganwate hain,

KAB PYASE PYASE REHTE HAIN
KAB JEE KO ROOG LAGATE HAIN.

Dareeche se jhankti wo ladki

Dareeche se jhankti wo ladki
Ajeeb dukh se bhari huyi hai,

Ki uske aangan me phool par
Ek neeli titli mari huyi hai,

Kabhi azaanon me khoyi khoyi si
Kabhi namaazon me royi-royi si,

Wo aise duniya ko dekhti hai
Ki jaise us_se dari huyi hai,

Darod se mehki mehki saansen
Wazzefe padhti hui wo aankhen,

Ki ek sham_e_ummid unme
Kayi baras se padi huyi hai,

Wo dukh ke chadar me lipti lipti
Wo kale kapron me simti simti,

Mohabbat usne kisi se shayad
Meri tarha se ki huyi hai.

Hairaan hon ye Kounsa Dastoor-e-Wafa hai

Hairaan hon ye Kounsa Dastoor-e-Wafa hai
Tu misl-e-rag-e-jaan hai to kiun mujh se juda hai,

Tu ehl-e-Nazar hai to nahi tujh ko khabar kiun?
Pehlo mai tere koi Zamanay se khara hai,

Likha hai mera Naam Samnadar pe Hawa ne
Aur dono ki fitrat mai Sakoon hai na Wafa hai,

Uth'ti hain jo pehlu se mere Dard ki lehrain
Be-taab Samandar koi Seenay mai daba hai,

AY ZEEST KE DOZAKH SE GUZARTAY HOYE LAMHO
SOCHA HAI KABI TUM NE KE JEENA BI SAZAA HAI.

Kaha aa k rukny thy rasty ! Kaha mod tha ! Ussy bhol ja

Kaha aa k rukny thy rasty ! Kaha mod tha ! Ussy bhol ja
Woh jo myl gaya ussy yad rakh, jo nhi myla ussy bhol ja,

Woh tere naseeb ki barishen kisi aur chhat pay bars gaeen
dyl e be khabar meri bat sun, ussy bhol ja, ussy bhol ja,

Me to ghum tha tere hi dhyan me,teri aas, tere guman me
Saba kah gai mere kaan me,mere saath aa, ussy bhol ja,

ksi aankh me nahi ashk e gham, tere baad kuch b nhi hy kam
tujhe zindagi ne bhula dya, to b muskora, ussy bhol ja,

Kahi chak e jaan ka rafoo nahi, ksi aastien pe lahoo nahi
k shaheed e rah e malal ka nahi khon baha , ussy bhol ja,

kun ata hy gubaar me, gham e zindagi k fishaar me
woh jo darj tha tere bakht may, so woh hogaya ,ussy bhol ja,

Na woh aankh hi tri aankh thi,na woh khwab tera khwab tha
Dyl e muntazir to yeh kyss lye, tera jagna ,ussy bhol ja,

Yeh jo rat dyn ka hy khel sa, ussy dekh ,us pe yaqeen na kar
Nahi aks koi b mustaqil,sar aaina ,ussy bhol ja,

jo basat e jaa hi ulat gaya,woh jo rasty se palat gaya
Ussy rokny se hasool kiya, ussy mat bula, ussy bhol ja,

To ye kyss liye shab e hijar k ussy har sitary mei dekhna
Woh falak k jys pe myle thy hum,koi aur tha,ussy bhol ja,

Tujhe chand ban k myla tha jo, tery sahilo pe khyla tha jo
Woh tha aik darya Wisaal ka,so utar gaya,ussy bhol ja.

Tum ko ik talkh haqeeqat bhi bata dete hein


Tum ko ik talkh haqeeqat bhi bata dete hein
Jis ko aksar yeh log chupa dete hein,

Tum ne girty howay patton ko to dekha hoga
Apni har "SANS" wo "TEHNI" pe ganwa dete hein,

Kya khoob sajate hein baharon mein shajar ko
Kari dhoop mein"apna aap jala dete hain,

Kitne BE-REHAM shajar hein,naey patton ki khushi mein
Peely patton ko khizaon mein gira dety hein,

Aur jo girte hein qadmon mein shajar k
LOG UNHI PATTON KO PAIRON MEIN DABA DETE HAIN.

Yahi Nahi Koi Toufaan Meri Talash Main Hay

Yahi Nahi Koi Toufaan Meri Talash Main Hay
Keh Mousam Ghum-e-Jana Meri Talash Main Hay,

Wasal Rutt Hay Mager Dil Ko Aisa Lagta Hay
Setara Shab-e-Hijrah Meri Talash Main Hay,

Main Feslay Ki Ghari Say Guzar Chuki Hoon Mager
Kese Ka Deda-e-Hairan Meri Talash Main Hay,

Ye Be-Yaqeen See Aasoodgi Batati Hay
Keh Ak Qarya-e-Weraan Meri Talash Main Hay,

Main Tairgi Main Mohabbat Ki Ak Kahani Hoon
Koii Charaag Sa Unwaan Meri Talash Main Hay,

Ye Kesa Khowab Tha Dharka Sa Lag Gia Dil Ko
Kay Ak Shaks Pareshaan Meri Talash Main Hay.

Ye vohi wada shikan hein jinhein shikwa hy k


Ye vohi wada shikan hein jinhein shikwa hy k
Paich-o-kham zulf me har Gaam nikal Aaty hein,

Jinhein kuch kaam nhe apni sajawat ke siwa
Hum bulaien to unhein kaam nikal Aaty hein,

Hy ajab bekhudi si unki chashm-e-Girya mein
Maikadey band ho'n to jaam nikal Aaty hein,

Ajab hy kocha-e-jana'n me ab meri halat
Bohat sehmey huey Gumnaam nikal Aaty hein,

Ajeeb adal hy Ahmed Ajab Adalat hy
Begunahi Me bhi ilzaam nikal Aaty hein.

Us ne phir mera hall poocha hai

Us ne phir mera hall poocha hai
Kitna mushkil sawaal poocha hai,

Hichkioon ka ajeeb lehja tha
Baat ko taal taal poocha hai,

Tum mujhay chord to na jao gay
Wastay daal daal poocha hai,

Ansoon ki zuban main us nien
Jitna poocha kamal poocha hai,

Kiya kabhi mill sakien gay hum dono
Mujh se maira khiyal poocha hai,

Din guzrta hai kis tarha maira
Kaisay guzray ga saal poocha hai.

Pathar he sahi, raah mein hayal tu rahoon ga

Pathar he sahi, raah mein hayal tu rahoon ga
Kuch dair taira mud'e muqabal tu rahoon ga,

Jab tuk tairi bakhshish ka bahram khul nahi jata
Aye mairay sakhee, mein taira sayaal tu rahoon ga,

Iss wastay zinda hoon sar maqtal e yaraan
Wabasta e kam zarfi e qatal tu rahoon ga,

Aye taiz hawa maira dhowaan daikh kay jana
Bujh kar bhi nishaan e rah e manzil tu rahoon ga,

Dushman he sahi naam tu lay ga maira tu bhi
Youn mein tairi awaaz mein shamil tu rahoon ga.

Aaj kiya zikr kisi Ne jo Tumhara

Aaj kiya zikr kisi Ne jo Tumhara
Halkey Halkey Say phir Tum Yaad Anay Lagay,

Main Purani Baaton kay samander Main Doobney laga
Dil Main Ek Baar phir Tum Utarnay lagay,

palkoon kay Darwaazey ko Band kiya main Nay
Aur Ansoo Ban k Tum Aankhoon Say Behnay Lagay,

BeBasi itni k Mare Haath uth Gay
DoBara ALLAH Say Tumhian Mangnay Lagay,

Zikr Tumhara sun ker Ek Baar phir
Mare jazBaat Tumhari Tamana kernay lagay,

Bana k Tasveer Teri Mare zehn Main
Mare Tootey Armaan Rooney lagay,

Paa k TumHian khwaaBoon Main Hum
Jaag k phir Tumhian khooney lagay,

Waada chahta hoon TakDeer sey Yeh
K BaDal Dey woh jo Honay lagay.

Kuch Din To basoo meri ankhoon main

Kuch Din To basoo meri ankhoon main
Phir khawab ager ho jaoo to kia,

Koi rang to do mairay chehray ko
Phir zakhum ager mehkaoo to kia,

Jub hum hi na mehkay phir sahib
Tum bad-e-saba kehlaoo to kia,

Pk Aiyna tha so toot gaya
Ab khud se ager sharmaoo to kia,

Tum Aas Bandhanay walay thay
Ab tum Bhi hamien thukraoo to kia,

Duniya bhi wohi aur tum bhi wohi
Phir tum se Aas lagaoo to kia,

Main tanha tha main tanha hoon
Tum aao to kia na aao to kia,

Jub dekhnay wala koi nahi
Bujh jaoo to kia gehnaoo to kia,

Ik wahem hai yeah duniya is main
Kuch khoaoo to kia aur kuch paoo to kia,

Hai yoon bhi Zaiyan aur yoon bhi zaiyan
Jee jaoo to kia maar jaoo to kia.

Nahin nigaah mein manzil to justuju hi sahi

Nahin nigaah mein manzil to justuju hi sahi
Nahin visaal mayassar to aarzoo hi sahi,

Na tan mein khoon faraham na ashk aankhon mein
Namaaz-e-shauq to wajib hai be-wazu hi sahi,

Kisi tarah to jam-e-bazm maikade walo
Nahin jo baadaa-o-sagar to haa-o-hoo hi sahi,

Gar intezar kathin hai to jab talak aye dil
Kisi ke vada-e-farda ki guftagu hi sahi,

Dayaar-e-gair mein maharam agar nahin koi
To 'Faiz' zikr-e-watan apne ru ba ru hi sahi.

Kahan yah bus main kay hum khud ko hoslaa datay

Kahan yah bus main kay hum khud ko hoslaa datay
Yahee bohat tha kay har gham pay muskura datay,

Hawaa ki door ulhajtee jo ungliyon say kabhe
Hum aasman pay tera naam tak sajaa datay,

Hamaray aks main hotee jo zakhma a dil ke jhalak
Hum aainay ko bhe apne tarah rulaa datay,

Humain bhe jo roshaniyon par jo dastras hotee
Kabhe chiraag jalatay kabhee bhujaa datay,

Humaray paon hawaon ki zad main thay warna
Guzartee umar ko ruk ruk kay hum sadaa datay,

Abb eskee yaad say eska badan tarashan hain
Woh khwaab bhe toh nahe tha kay hum bhola datay,

Yah ese wastay mohsin kahee hai taaza ghazal
Hum eske salgirah pay aur abb kya datay.

Khwabon Ko Asliat Mein Dekhna Abhi Baqi Hai

Khwabon Ko Asliat Mein Dekhna Abhi Baqi Hai
Zakhm-E-Dil-O-Tanhai Aazamana Abhi Baqi Hai,

Parda To Abhi Utha Hi Nahi Barkhudar
Aasman Se Bijli To, Abhi Girna Baqi Hai,

Nazaron Se Sawalon Ki Bauchar Abhi Baqi Hai
Jawab Dene Ki Mahirat Ki Imtihan Abhi Baqi Hai,

Jhuken Chahey Unki Ya Tumhari Nazar
Ek Ranjish Bhari Kayaamat Aani Abhi Baqi Hai,

Anaginat Masti Ke Jalwe Abhi Baqi Hai
Husn-Parasti Ka Sabaq Seekhna Abhi Baqi Hai,

Ginana To Hai Har Haal Mein – Kitne
Bit Gaye Din Kitne Guzaarnaa Baqi Hai,

Kya Naseehat Dun Mere Dost, Kuch Bhi Nahin Baqi Hai
Phir Na Kehna Duniyadari Ab Kya Dekhna Baqi Hai,

Armaan Ashkon Mein Ghul Gaye, Dil Bikhar Kar Chur ‘Satish’
Murda To Hum Kabke Bane, Faatiyaa Padhnaa Baqi Hai.

Chal To Raha Hoon Magar Manzil Nahin

Chal To Raha Hoon Magar Manzil Nahin
Ji To Raha Hoon Magar Mehbooba Nahin,

Ga To Raha Hoon Magar Dhun Koi Nahin
Use Khoj To Raha Hoon Magar Milti Nahin,

Dil To Dhadakta Hai Magar Dhadkan Nahin
Kab Se Intezar Kar Raha Hoon Saamne Aati Nahin,

So To Jata Hoon Magar Khawab Koi Nahin
Is Bahaar Mein Ek Phool Tak Mere Liye Nahin,

Sansen To Le Raha Hoon Magar Kisiki Mehak Nahin
Kab Se Dil Thame Bethe Hain Koi Khabar Hi Nahin,

Soch To Rahe Hain Magar Vichar Koi Nahin
Is Pure Alam Mein Jitender Ke Liye Ek Hasina Nahin.

Buhat Aasan hai ye kehna k Muhabat tumm se karta hoon,

Buhat Aasan hai ye kehna k
Muhabat tumm se karta hoon,

Mager matlab muhabat ka
Sajh leena nahi Aasan,

Muhabat paa kar kho dee
Muhabat khoo kar paa leena,

Ye un loogoon k Qissay hain
Muhabat k jo mujrim hain,

Jo mil jane pe hastey hain
Bichar janey pe rootey hain,

Snoo! muhabat karne waley
buhat khamoosh hotey hain,

Jo Qurbat main bhi jee leetey hain
Jo Furqat main bhi jee leetey hain,

Na wo faryaad kartey hain
Na wo Ashkoo Koo peetey hain,

Muhabat karney waley tu
Buhat khamosh hoty hain
Han buhat khamosh hotey hain.

Tumhare bhegtee palkoon say manay bar haa pochaa

Tumhare bhegtee palkoon say manay bar haa pochaa
Kay dil ka khel ma khelnay walay bhe kya jeetay hain

Woh jenkay chashmay khud main overon ko daikha nahe kartay
Bhalaa kes gham kay taar main motee perotay hain

Tumhare bhegtee palkoon say manay bar haa pochaa
Kay kyaa manind a sheshaa pathar main baal ataa hai

Asar angayz hai abtak mohabbat ka wahe jazbaa
Jo asay hosh mandoon ko bhe yon pagal banata hai

Tumhare bhegtee palkoon say manay bar haa pochaa
Mezaajay husn main yon yak bayak kyaa inqilaab ayaa

Sitara daikhna aur daikh kar afsurdaa ho jana
Baree takheer say tumko sitaron ka hesaab ayaa

Tumhare bhegtee palkoon say manay bar haa pochaa
Kay tark rabt par kyaa mujhsay wahshee yaad ataa hain

Taaluk tornaa asaan tha to kyon yah ankh nam hai
Anaa yarwar jafaa pashaa bhe yoon ansoo bahaty hain

Tumhare bhegtee palkoon say manay bar haa pochaa
Kay jalnay aur jalanay main bhalaa kyon lutf ataa hai

Bus ek chotee anaa kay wastay barbaad ho janaa
Khudee kay gham main ensaan kitnay dukh uthata hai.

Bohat Khamosh Logon Sye Bohat Ulja Nai Krtye

Bohat Khamosh Logon Sye Bohat Ulja Nai Krtye
Jo Dil Ko Rog Lag Jain Wo Phir Sulja Nai Kartye.

Chalo Tum Keh Rahye ho To Phir Hum aisa Nai Kartye
Magr Ab Dil Yeh Wapis Dain Yeh Hum Soda Nai Kartye,

Tmhara Dil Hamara Hai Bhaley Tm Jis Jaga Jao
Tasslli Dil Ko Yeh Di Hai K Tm Dhoka Nai kartye,

Dilon K Mamly Hain Yeh Hum Tum Sye Pyar Kartye Hain
Humein Tm Bhool Jao Gye Yeh Hum Socha Nai kartye.

Aankhein Khuli Ho Tu Chehra Aapka Ho

Aankhein Khuli Ho Tu Chehra Aapka Ho
Aankhein Bandh Ho Tu Sapnaa Aapka Ho,

Humey Maut Ka Na Darr Na Khauff Hoga
Agar Kafan Ki Jagah Dupatta Aapka Ho.

Hazaron Doriyan hain per

Hazaron Doriyan hain per
Ye rishta toor mat dena,

Mera CHEHRA bhula dena
Meri YAADEN Bacha lena,

Jo LAMHE dard dety hon
Unhe beshak BHULA dena,

Jo LAMHE aas dety hon
Unhe DIL SE Laga lena,

Kahin b DOOR reh lena
Bohat MAJBOOR rah lena,

Magar is DOORI ko tum
BAHANA mat bana lena,

TALUQ toor mat dena
MUJHE TUM CHOR MAT DENA.

Paa Kar Bhi Uss Ka Saath, Aaj Kyon Akela Hon?

Paa Kar Bhi Uss Ka Saath, Aaj Kyon Akela Hon?
Tha Wada Janam Ka Phir, Aaj Kyon Akela Hon?

Khushiyoon K Din Guzray Thay Khoob Saath
Dukh Uthanay Ko Main Aaj Kyon Akela Hon?

Har Rukh-E-Safar Mein Basi Teri Hansi Ki Goonj
Pochti Hain Woh Rahayen, Aaj Kyon Akela Hon?

Sargoshiyan Lehroon Ki Aur Dour Khamosh Sahil
Pochay Woh Ghar Mitti Ka, Aaj Kyon Akela Hon?

Seha Raha Hay Ilzaam Sur Jhukaye Woh Darkht
Naam Tu Hay Duno Ka Phir, Aaj Kyon Akela Hon?

Kaliyaan Hain Murjhaayi Aur Pholoon Ko Justaju
Ban K Anso Shabnam Poche, Aaj Kyon Akela Hon?

Mehfil Mein Teri Aaj Bhi Yoh Rehta Hay Mera Zikar
Sabk Lub Pe Ban Ker Sawal, Aaj Kyon Akela Hon?

Qasmay Waday Tu Thay Aman,Sath Jeene Marnay K
Maut Bhi Pochti Hay Aa K Yeh, Aaj Kyon Akela Hon?.

Marne K Baad Ye Kahani likhna

Marne K Baad Ye Kahani likhna
Kaise Hoye Barbad Meri jawane likhna

Main Rota Tha Uski Yaad Mein Ye Barbade Likhna
Main Us Bewafa Ko Kyun Nahi Bhool Jata Ye Sachaye Likhna

Bar Bar Uski Yaad Satati Hai Main Uski Yaad Me Rote Rehta Ho
Ye Aankho Se Gire Ek Ek Aansoun Ki Gawahi Likhna

Pyaar Sirf Dhoka Hai Ye Sachaiye Likhna
Mere Dil Me Itna Dard Kyun Hai Ya Khuda

Main Kaise Jiyoun Us K Bina Ye Dewaangi Likhna
Kyun Usne Chood Diya Pal Bhar Ka Sath Nibha Kar

Pyaar Ka Ye Khail Khail Ke ye darya Me Dobe Hoye
Ye Pyaar Ki KahaneLikhna.

Saans Chub Rahi Hai Aisa Lagraha hai
Main har Ek Pal Mar raha hon

Tothe Har ek saans Ki tadap Ko likhna
Marne K Baad Ye Kahani Likhna

Kaise Hoye barbad Meri Jawana likhna
Marne K Baad Ye Kahani likhna.

Is se pehle ke zamane ko khabar ho jaye

Is se pehle ke zamane ko khabar ho jaye
Khuda kare ke shab-e-gham ki sahar ho jaye,

Khula rahe ga ye darwaza tere aane tak
Laot kar aana kahiN shaam agar ho jaye,

Abas hai aarzoo karna bhi raoshni ki
yahaN Diya jale to hawaaoN ki nazar ho jaye,

Jab bhi aati hai teri yaad liye aati hai
Raat tanha kabhi aaye to basar ho jaye,

Tu kabhi chashm-e-tasawwur se unhaiN
dekh zara ManziloN pe jinhaiN dar'paish safar ho jaye.

Uthay joh dard dheeray say muskuraa dana

Uthay joh dard dheeray say muskuraa dana
Milain joh gham toh mohabbat enhay bana lana,

Tumhain khabar nahee es kam fahm zamanay ki
Machaltee arzoo oan ko kahen chupa lana,

Hai eskee bazm magar pas ay adab bhe aisa
Naa kuch bhe kehna aur subkuch esay sona lana,

Samait kar tamaam dard eskee yaadoon kaa
Puranee kabar pay kutbaa naya lagaa lana,

Dil kay sheeshay pay nae zarb laganay kalya
Tum apnay hath main pathar baraa utha lana,

Zahaay naseeb kay tum mujhko yaad kartay ho
Warnaa mushkel toh nahe tha mujhay bholaa dana.

Urdu Poetry,


Zindagi Khaak Na Thi Khaak Ura Kay Guzri
Tujh Say Kiya Kehtay Teray Paas Jo Aatay Guzri,

Din Jo Guzra Tu Kisi Yaad Ki Ro Mai Guzra
Shaam Aayi Tu Koi Khuwaab Dikhatay Guzri,

Tujh Say Kiya Kehtay Teray Paas Jo Aatay Guzri
Acchay Waqton Ki Tamanna Mai Rahi Umar-e-Rawaan,

Waqt Aisa Tha Kay Bus Naaz Uthatay Guzri
Tujh Say Kiya Kehtay Teray Paas Jo Aatay Guzri,

Raat Kiya Aayi Kay Tanhayi Kay Sargoshi Mai
Ghum Ka Aalam Tha Magar Suntay Sunatay Guzri
Tujh Say Kiya Kehtay Teray Paas Jo Aatay Guzri.

Sparliya sta ao da janan qesa bekhi yawa da

Sparliya sta ao da janan qesa bekhi yawa da
Zama da zra aw da khazan qesa bekhi yawa da,

Zama da lund grewan tapos zma na sa la kawe
Dalta da okhko aw baran qesa bekhi yawa da,

Che da mudo ibadatona ye pa sen lahu sho
Raqeba sta aw da shetan qesa bekhi yawa da,

Sorh aswele pa wacho shondo ke ra oneesama
Gine da aah aw da tofan qesa bekhi yawa da,

Aw che pa tarikh da Imamano nazar wachawoma
Da karbala aw Pukhtunkhwa qesa bekhi yawa da.

Khatir Pashto Poetry,

Sok Che Ghoror Kawe Pa Zaan Dilbara
Hagha Janan We Da Jahaan Dilbara,

Cha ta Qismat Chata Naseeb Orasee
Chata She Pate Har Armaan Dilbara,

Sok Da Guloono Pa Chaman Ke Nast Ve
Sok Da Cha Gham Ke She Khazaan Dilbara,

Sok Ye Da Sro Shundo Sarona Khkul Kre
Sok Khpal Jwandon Ta She Heraan Dilbara,

Za “Khatir” Shpa Wraze Da Yaar Soch Kawom
Yam Lewanay Seere Grewaan Dilbara.

Che pa zra bandy bemar shi rogh ba na shi

Che pa zra bandy bemar shi rogh ba na shi
Che da khkoly jeny yar shi rogh ba na shi,

Hamesha che sharab ski da yar da shondo
Sok che dasy gonahgar shi rogh ba na shi,

Ka tabib ye da makram ghondy hakeem we
Che da yaar gham k ghamkhwar shi rogh ba na shi.

Ta me Yadege Zaka Khob Mala De Shpe Na Razi

Ta me Yadege Zaka Khob Mala De Shpe Na Razi
Yawaze Zaka Yam His' sok Mala Neezde Na Razi,

Zama Himmat De Laa Tar Osa Che Jwandy Garzama
Mala Da Khalqo Pa Shan Har Cha Ta Geele Na Razi,

Zama Pa Laara ke Azghi Der Di Gulona Nishta
Da Jwand Tyaro Ke Zama Makhe La Deewe Na Razi,

Pa Har Qadam Pa Hara Lar Che Ye waade Kari We
Zma Pa Khula Da BeWafa Hagha Waade Na Razi,

Da Swal Jawab Fareshte Ojaral Aw Dase Ye Owel
Dunya Na Dalta sok ham Domra Be Asre Na Razi.

Ka Pa Umar Marhedal Ghwaray Da Nishta

Ka Pa Umar Marhedal Ghwaray Da Nishta
Ya Da Marga Khlasedal Ghwaray Da Nishta,

RAB RAHEEM De Lekin Sta Amal Ba Gori
Ka Pa Swal Jannat Ta Tlal Ghwaray Da Nishta,

Da Orbasho Na Ghanam Na Paida Kegi
Che Azghe Karay Aw Gul Ghwaray Da Nishta.

Pashto Heart Touching Poetry,

Pa Speen Jabeen Che Zulfy Zangeday Danna Wanna
Sheikh Da Lasa Prewaty Tasbeeh Danna Wanna,

Janan Da Mohabat Pa Tar Da Gharay Amel Na Kray
Zama Da Zra Mashkanray Prewatay Danna Wanna,

Saqi Jamuna Jor Ka Fizza Skalo Ta Joregi
Wrazy Pa Asmaan Shy Rakhwary Danna Wanna,

Baghair La Sta Na Sa Pokhty Che Sanga Di Wakhtuna
Sahar Pa Gham Laralay Makhamay Danna Wanna,

Katilay Stargay Sa La Toraway Pa Mazigar
Da Zanna Na Khabara Sok Ba Kray Danna Wanna,


Ka Der De Ranna Zaan Raghodawalo Da Yare Na
Pa Gheg K Da Ehsaas Me Khwareday Danna Wanna,

Pa Tash Zra Warkawalo Ba Janan Na Shi Janana
"Abida" Toll Wajood Ba Pre Shenday Danna Wanna.

Sa Yow Dwa Na Di Ma Bala Khalak Pa Kaanro Wali

Sa Yow Dwa Na Di Ma Bala Khalak Pa Kaanro Wali
Staso Kosa K me Ashna Khalak Pa Kaanro Wali,

Da Noro Khalko Na Malgaro Gilla Sanga Okram
Che Me Da Khpaly Pukhtoon Khwa Khalak Pa Kaanro Wali,

Sok Che Mujrim Ka Pa Kaanro Lagi Baak Ye Nishta
Ma Be Qasoora Be Gunaah Khalak Pa Kaanro Wali,

Ka Nor Sa Nashy Kawe Rasha Tamasha Kho Okray
Rajama Shawi Di Ma Bia Khalak Pa Kaanro Wali,

"Akmala" Har Sok Che Da Meenay Lewanay Yadeegi
Dagha Se Khalak Kha Makha Khalak Pa Kaanro Wali.

Khatir Collection Poetry,

Khair Nan Ka Darta Ma Okatal Ta Rawo Katal
Goram Ba De Bia Ka De Saba Rawo Katal

Da "Khatir" Rangeen Ghazal Ta Hairanigam
Pa De Kharh Khybar K Sa Di Be La Khawro

Che Khpal Khatir De Pa K Sar Okhowri "Khatira"
Dumra Ma Kawa Khatir Da Cha Da Stargo

Za "Khatir De Nor Khatir Kawale Na Sham
Ka Pohegy No Raqeeba Bas Sary Sha

Dera Kha Pa Ta Pohegama "Khatira"
Kho Bas Stargy Me Sharmegi Che Sa Wayam

Yow Gham Na De Che Wakray A "Khatira"
Der Ghamuna Di Kawa Ye Pa Sarha Zra

Kaash Che Za "Khatir" Kho Pohy Pa Khpal Kasoor Way
Che Pa Bandy Zama Na Marawar De

Khowla Ba Darkam Kho Ta Dasy Ye "Khatira"
Che Dasti Ba Rata Waye Che Nan Shpa Kra

Za gulab yama ghwaregam ta shabnam sha rawarega

Za gulab yama ghwaregam ta shabnam sha rawarega
Za patang yama swazegam ta mashaal rata balega,

Za sparley yama raghalay sta da husan gulistan ta
Sta gulshan ke melma kegam ta pama bandi nazega,

Za yao storay da asmaan yam sta ranra sara pa khwa ki
Za ba storay storay kegam ta spogmay pashan zalega,

Za daryab yam da ghamono ta ghamona ra ambaar ka
Pa jamono na kamegam gham pa gham pakay usega,

Za da meeney galandar yam zamasoom ka sta dilbar yam
Za ba tapasi jaregam ta raqib sara khandega.

De Na Wranday Che Za Bia Pa Ghruno Sar Sham

De Na Wranday Che Za Bia Pa Ghruno Sar Sham
Khpal Yadoona Afsanay De Wakhla Druma,
Nor Zor Na Laram Raqeeba Pa Sena K
Hum De Yaar Aow Da Lanjay De Wakhla Druma,
Be La Yara Che Pa Ma Ratlay Sparliya
Sra Gulluna Da Ghonchay De Wakhla Druma,
Saqi Jana Nan Ka Tagay Darna Laram
Bia Da Khpaly Maikhanay De Wakhla Druma.

Gora raqeeb ta che mi meeni ta badona tare

Gora raqeeb ta che mi meeni ta badona tare
Ma sabrawe zamung chopal ki tawizona tare,

Mung mimbar bandi da meeni azanona kawo
Khalq raze rusta pa mung pasi nyatona tare,

Chi kondy mor yi da orbal soky kry speeni warta
Haga nadan bachy yi zaan pasi bamona tare,

Za der khusala shoma chi hamzolo yi nan mata wayal
Sta liwany di sta pa sar os hum shartona tare.

Ma pa sparle bandi gukhtaly ta pashakaal la raly

Ma pa sparle bandi gukhtaly ta pashakaal la raly
Ashna zamung jongra saasi dasi haal la raly,

Zamungsada bi wasa jwand di yaara kha olido
Da nawagy obo ta ogora diwal la raly,

Da jame bal shanti maza we chi baran warige
Wawory warigy malakand ta bal kal la raly,

Ribara owaya raqeeb Ta tanha dasi waye
Sar ba di pry kama ka bya da meeny swaal la raly.

Da yadono mazegar wo ta ranghle

Da yadono mazegar wo ta ranghle
Gham di tool zama pa sar wo ta ranghle,

Ma nakrizy wi rawary sta dapara
Zamung kale ki akhtar wo ta rangly,

Tore starge desry shonde garzawaly
Zra zama farkhar farkhar wo ta rangly.

Za Da Khwago Khwago Dardoono pa Nasha Ooda Sham

Za Da Khwago Khwago Dardoono pa Nasha Ooda Sham
Pa Ocho Shoondo yadawoma Sta Naama ooda sham,

Zama Pa Zrha K chey Daghoona Sta de meenay bal She
Laka Mashoom Da de Ranrha pa Tamasha ooda sham,

Zama Laliya! Ta Pa Khpal husan Maghroora Osa
Za Ba Da Gham Pa Balakhtooono hara Shpa Ooda Sham,

Laka Che Ma ta Sok Da Meenay Allah hoo Oowayee
Sta Da Yadoono Pa Zaango K Hamesha ooda Sham,

Shamsa! Yadoona Da Janan Me tola Shpa Jarhawee
Pa Dasee Haal K Ba Za Sanga Pa Maza ooda Sham.

Sta Be Rukhai Ta Zama Mine Ta Hairan Di Khalaq

Sta Be Rukhai Ta Zama Mine Ta Hairan Di Khalaq
Rasha Pa Ma Pore Nan Sta Da Lasa Khaandi Khlaq,

Mung Lewani Yo Che Tarmarga Pa Yawa Walarr Yo
Khalaq Da Wakht Sara Badligi Okhyaran Di Khalaq.

Yawa nemgari afsana wa za pe na rasedam

Yawa nemgari afsana wa za pe na rasedam
Jwand da yo so tako mana wa za pe na rasedam,

Na ye da welo chal ratlo na me pa zra zayeda
Sa ajiba shanti qisa wa za pe na rasedm,

Maa 6 ba kala sta da strgo tamasha kawala
Ka ba dunia pa tmasha wa za pe na rasedm,

Ka da zwanai umar me teer ko sta pa gham ke tamam
Kho mina loya falsafa wa za pe na rasedm,

JANANA ta ba chaa la maa na juda karray na we
Da nsibono faisala wa za pe na rasedam.

Maa da ghama shawgere kry ta oda we

Maa da ghama shawgere kry ta oda we
Da sahar chargo nary kry ta oda we,

Pa maza maza de raghlama paalang la
Sta da makh me nandary kray ta oda we.

Shondo ye swalona karal che na ba ze

Shondo ye swalona karal che na ba ze
Stargo ye satona karal che na ba ze,

Ma tre na tapos da sro labano kro
Khqara ye spen lasona karal che na ba ze,

Yow zal pa ghosa shwa che bia ra na shay
Bia ye menatona karal che na ba ze,

Hasay may tray makh waro che lara ma
Band ye rata worona karal che na ba ze.

Badan ta na rasege Dagha Tawan Zrra Ta Rasi

Badan ta na rasege Dagha Tawan Zrra Ta Rasi
Kaga Khabara Sam da Ghashe Pa Shan Zrra Ta Rasi,

Pa Kom Taraf Bande Rawan Sham Pa De Na Pohegam
Gora Che Koma Yawa Laar Da Janan zrra ta rasi.

Ta ba da jwand laare sari kho zh ba na razama

Ta ba da jwand laare sari kho zh ba na razama
Qasmona tol ba mata v kho zh ba na razama,

Nan che zama da para khaal pa zana na laga we
Starge ba dere tora ve kho zh ba na razama,

Nan de kosa ke lewani di be dedana garzam
Bya ba zaan der singara ve kho zh ba na razama,

Niazbina rasha che dedan bande di morr krrhama nan
Bya ba mi der der yada ve kho zh ba na razama.

Sa beranga Zindagi shwa che ta lare

Sa beranga Zindagi shwa che ta lare
wraka hara khushale shwa che ta lare,

Sa nazona aw maste bame kwaleeee
Rata uoor khpala zwane shwa che ta lare,

Da jwandon da halo zalo me zrah mor sho
Rasha somra bewase shwa che ta lare,

a Hamdarda wakht de somra zar badal sho
Da khane na malangi shwa che ta lare.

Nan me zrah dase khafa de che da wale

Nan me zrah dase khafa de che da wale
Zan ta nast bas shugera de che da wale,

Pa hesa na khushalege che sa wokam
Rata waye zaalzaala de che da wale,

Na ye sok da tasale shta che dhad warke
Bas newale ye geela de che da wale,

Nazarona kho ba der she a prwAna
Da dedan byala nasha de che da wale.

Maa V Zrra Ba Za Darkoma Kho Nun Na, Hamza Baba Poetry, Hamza Baba,


Maa V Zrra Ba Za Darkoma Kho Nun Na
Di V Za Ye Qabloma Kho Nun Na,

Maa V Kash 6 Lag Oda Sta Pa Marrwand Sham
Di V Taa Ba Oda Koma Kho Nan Na,

Maa V Za Di Da Hejaran Pa Rasoo Band Yam
Di V Daa Rasaiy Ba Shloma Kho Nan Na,

Maa V Za “HAMZA” Der Pa Zrra Ghamjan Ya
Di V Sam Di Khushaloma Kho Nan Na.

Pashto New Poetry, Pashto Picture Poetry, Sad Picture Poetry, Picture Poetry,


Sta kho aadat dy ka yow yaar na wi no bal ba yaar krhay
Kho maa pa jwand k muhabat dagha yow zal karhay wo.


Just Images Poetry, 

Pashto Poetry, Meena Mohabbat Poetry, Sad Pashto Poetry, Images Poetry, Just Images Poetry,


Meena Kavi Aow Ka Pa Ma Da Meene Chal Zda Kavi
Za Kho Tar Osa Laa Pa Nyat Da JanaN Poha Na Shom


Just Images Poetry, 

Pashto Romantic Poetry, Pashto Poetry With images, Picture Poetry, Pashto Pictures Poetry,


Starge me she stare sta da stargo che dedan okrram

Yara Ghanam ranga dumra Khwand pa ta Ke wale dy.


Just Images Poetry, 

Khatir Pashto Poetry, Pashto Poetry, Pashto Poetry by Khatir Afridi,


Bal che oroona she makhaam kali ki
Yaadavi peghli ma badnaam kali ki,

Zama ao sta da ishq nemgari qisaa
Shwa mashahura pa tamaam kali ki,

Chupa khula dase ma teriga ashna
Rewaj kho shta day da salaam kali ki,

Khatira khaar ki jwandon ma terawa
Os milawegi rasha jaam kali ki.


Just Images Poetry

Nan yi rata bia owi chi nor kale ta ma raza, Pashto Poetry, Pashto Great Poetry, Images Poetry,

Nan yi rata bia owi chi nor kale ta ma raza
Sta mena ba mata she pighor kale ta ma raza,

Za pukhtana pighla rewajono na majbora yam
Mena ba she ma ao tata oor kali ta ma raza,

Manam chi me jwandon baghair la ta na na terige
Kho sa okama os pokha mi shawa mor kale ta ma raza,

Za charta pa sharo bayaban k zan la kor jor ka
Zra di ka os sabar bus nor kale ta ma raza,

Charta a nadana zamung mena che raswa na she
Oka akhiri didan bya nor kale ta ma raza.


Just Images Poetry

Za Chirta Ki Sharro Ta,Pa Kor Pa Kali Ma Raza

Za Chirta Ki Sharro Ta,Pa Kor Pa Kali Ma Raza
Nan Ye Rata Ove Chi Bya Nor Pa Kali Ma Raza,

Za Pukhtana Peghla Yam Riwaj Bewasa Karri Yam
Khalaq Rata Onakrri Peghor, Pa Kali Ma Raza,

Gula Deir Haseen Ye Kho Raqeb Me Pa Kamso Ki Shi
Dasi Da Janan Pa Ugo Spor, Kali Ta Ma Raza,

Za Pa Ywa Warra Shani Jongarra Ki Osegama
Ta Da “ABASEEN” Ghundi Pa Shor, Pa Kali Ma Raza.

Bega me zrra baandy sa shwee o qaraar e na o


Bega me zrra baandy sa shwee o qaraar e na o
Qasam dy tola shpa e Ta ghokhty bal kaar e na o,

Stargo me storo Ta katal zrra Ta me Ta yadede
Okhky me dere toy krry che sa shmaar e na o,

Qismata wa de krra ghalata kho bas sa ba waayo
Janaan de hagha cha la warky che haqdar e na o.

Pashto Poetry,

A Da "JWANDON" Pa "MAJBORO" Ki Rana Rok Janana
Wawra Da "ZRA" Yo So "KHABARI" Darta Za Kawoma,

Yara Ma "MEENA" "INTIZAR"JUDAI" Na PijanDa
Ta Warta Botlam Ma Da "MEENI" "DUNYA" Sa PijanDa,

Sta "MUHABBAT" Da "MUHABBAT" Sara "ASHNA" Krma Za
Sta "INTIZAR" Da "INTIZAR" Pa "MAFHOOM" Poha Krma,

Baghir La Ta Na Ma Pa Cha Pasi "JARALI" Na Di
Ta Chi "JUDA" Ye "YARA" Ma Chrta "KHANDALI" Na Di,

Pa Tora "SHPA" Ki Chi Har Khwa Ta "KHAMOSHI" Khwarigi
Zama Pa "ZRA" Da Sta "YADONA" "LIWANI" Khkarigi.

Mohbbat Karne K Liye Hosala,

Bozdil hain wo log jo mohabbat nahi karte
Barra hosala chahiye barbad honay k liye

Be Hijabi by Allama Iqbal,

Zamana Aachuka hay be hijabi ka, Aam e dedar e yaar hoga
Sakooth tha parda dar jiska, wo raz ab ashkar hoga.

Rehman Baba Poetry, Best Poetry of Rehman Baba, Pashto Heart Touchong Poetry,

Pa rahat ki khu ba di her saray yaar she
Yar aga dai che pa sakhta ki pakar she,

  Tol khpalwaan tina taweegi chee maldar she
     Bia ye na pejane suk che saray khwar she,

Ka zar kala di ashna laka da ror wi 
No ma ye wina che ashna di badkirdaar she,
 
Zwani na raze hes kala che she tera
  Na zwanigi buday khaza ka singaar she,

No haqiqi mina aga da Aay Rehmana 
Che mazar sara de jor mazarda yar she.

Ye Wafa Ye Mohabbat Tere Naam Ki

Ye Wafa Ye Mohabbat Tere Naam Ki
Hum Ne Apni Chahat Tere Naam Ki,

Sab Gham Or Dard Hain Hamare Liye
Hum Ne Tamam Umar Ki Kushi Tere Naam Ki,

Hamari To Na Manzil Hai Na Rasta Apna
Hum Ne Phir Bhi Apne DIL Ki Duniya Tere Naam Ki,

Hum Hain Bewafa Kabhi Sochna Bhi Mat
Hum Ne To Ek Umar Ki Wafa b tere name ki.

Tash pa munzono duagano aow tasbo khu na da

Tash pa munzono duagano aow tasbo khu na da
Musalmani bas pa rojo aow tarawo khu na da,
Neyatoona pak aow da sheshe pashanti zrrona ghwarri
Tash jumatono ta pa tlu aow ratlo khu na da,
Da che pa gutha zaan sandi agho ta waya
staso shamla hom barabar zama da khpo khu na da,
Stargi de bya pa ranjo daki tori krrali
Bya irada de zamong da weshto kho na da,
sta de qasam ve kali wala che hs gham o naki
Pa ta ba nang kawi sta mina be pakhto kho na da.

Za lewaniya dagha kalay dagha khaar pregda

    Za lewaniya dagha kalay dagha khaar pregda
  Khair da khpal sar ghwarra chap sha nom da yar pregda

Chalo ab faisla kar lo

Chalo ab faisla kar lo
K jo apni Mohabbat the
Nasha tha jo jawani ka
Khumar utra to ye jana
Mohabbat yun nahe hote,

Jo mn ne khuwab dekhay thy
Ab un ki kirchiyan to hain
Or zakhmi paon hain meray
Tmharay ham-qadam chalna
Mjhe mumkin nahe lagta,

Tmharay or mere darmiyan
Koi dewaar hy shayad
Jo ab gir nahe sakte
Tmhain wo log piyaray hn
Jo mjh ko zehar lagtay hain
Mjhe tm ab bhi piyaray ho,

Magar ab mor aisa hy
Jahan itnay mukhalif hon
Tmhain ye to pata hoga
Mukhalif simt chalnay se
Kabhi manzil nahe milti,

To phr q waqt khotay ho
Chalo ab faisla karolo.

Mujh Se Khafa Ho Ke Chup Chaap Sa Beth Jata Hay

Mujh Se Khafa Ho Ke Chup Chaap Sa Beth Jata Hay
Khud Bhi Jalta Hay Mujhe Bhi Saath Jalata Hay,

UsKo Manate Hove Main Khud Hi Rooth Jaun To
Phir Mere Paas Aa Ke Raat Bhar Mujhe Manata Hay,

Khud Hi Sawal Kar Ke Khud Hi Jawab Deta Hay
Phir Mere Sene Se Lag Ke muje donya bhula deta Hay,

Us ek Pal Ke Sadqe Me Meri To Har Khushi Qurbaan
Jab Wo Baat Karte Hove Aahista Se Muskurata Hay,

Subha Ka Sitara Lagta hay Zindgi Se Pyara Lagta Hay
Meri Bahon Me Aate Hove Jab Wo Bohat Sharmata Hay,

Meri Yaad Ke Mausam Ko Palkon Pe Sajaye Rakhta Hay
Guzre Hove Har Pal Ki Khabar Mil Kar Mujhe Batata Hay,

Mere Bageer Kaisi Guzri UsKi Kal Ki Raat
UsKi Aankh Ka Pehla Kajal Saari Kahani Sunata Hay,

is Shehar ki Galiyun Me Mohabbat Ki Raat Jab Aati Hay
Be ikhtiyaar Hi Ek Shakhs Yaad Bohat Aa Jata Hay,

Main UsKe Naam Ki Nisbat Se Zinda Hon Apni Zaat Me
Meri rooh me utar kar jab wo mujh me sama jata hay.

Heart Touching Poetry, Romantic Eyes,

Roshan howy hazaron deep in sooni ankhon main
Kab sekha dil ny tery namm per dharakhna, pata na chala,

Appny hathon kassy bekhairr don chun chun ky chahat ky phool
Kab ban gay yeh pouddy tanawar darkhaat, pata na chala,

Aammar ho gay who sary pal jo saang tery guzzry
Kab nikal ky dil say ban gay rohh meri, pata na chala,

Na jee sakin gy bin tery , sirf! Humrahi chahon teri
Kab ban gy tum meri tarapti duaon ka hissa, pata na chala.

Be-Loos Mohabbat

Mujh Main Be-Loos Mohabbat K Sewa Kuch Bhi Nahi
Tum Agar Chaho Tu Meri Saansoun Ki Talashi Lay Lo.