Barish Poetry, Heart Touching Barish Poetry, Urdu Poetry,

Ae Kaash Baras Jaye Yahan Noor Ki Barish
Iman K Sheshon Pe Barri Gard Jami hain,

Barish Poetry, Barish Picture Poetry, Urdu Sad Poetry, Heart Touching Poetry,

Jo Barish ki Taman'na hay, Tu en Aankhon mai Aabetto
Wo Barson Main Kahin Bharsain, Ye Barson Bharasti hain.

Israr Atal, Israr Atal Poetry, Atal Poetry, Israr Atal Poetry with Picture, Pashto Poetry by Israr Atal,


Lag me khpal janan ledo ta pregda
Raqeeba lag me kenasto ta pregda,

Che so khabare da janan waworama
Da RAB dapara me gelo ta pregda,

Ta khu khushala ye hess gham de neshta
Ma da ghamono silsilo ta pregda,

Za ATAL tol umar hom dasi kha yam
Pa makh me okhki bahedo ta pregda.

Mohabbat Ka Anjam, Dard e Dil Poetry, Sad Urdu Poetry with Sad Picture,


Agar maloom hota muhabbat ka anjam pahle se
Na dil diya hota na jaan diya hota,


Kuch tuhi mere dard ka mafhoom samajh le
Hasta hua chehra zamane ke liye hai,



Mana ki muhabbat ka izhar nahi karte
Tum ye na samajh lena ki ham peyar nahi karte.

Raat ki khamoshi mein aksar, Urdu Heart Touching Poetry, Sad Pictures, Sad Pictures With Sad Poetry,


Raat ki khamoshi mein aksar yaad tum ajatay ho
Lamha lamha tarpatay ho lamha lamha tarsatay ho,

Kabhi badal ki tarah aa kar rim jhim baras jatay ho
Kabhi sooraj ban kar kirnon ki tarah bikhar jatay ho,

Kabhi andharay mein aa kar apnay deep jalatay ho
Khamoshi mein bhi mohabbat k geet gungunatay ho, lekin,

Lamha lamha tarpatay ho lamha lamha tarsatay ho
Kabhi phoolon ki tarah pora aalam mehkatay ho,

Kabhi maujon ki tarah aa kar palat jatay ho
Kabhi be intiha muskuratay ho kabhi be inteha satatay ho,

Magar phir be meray dil mein utartay jatay ho
Phir har dafa aa kar mohabbat ka ik naya rukh dikhatay ho
Lekinlamha lamha tarpatay ho lamha lamha tarsatay ho.

Iqbal Poetry, Allama Iqbal Poetry, Iqbal Pictures Poetry, URdu Poetry,

Tere Ishq ki inteha chahta hon
meri saadgi daik kya chahta hon...
.
Such a Nice Poetry by Allama Iqbal

Allama Iqbal, Allama Iqbal Poetry, Iqbal Poetry, Iqbal Urdu Poetry,

Teri Rehmaton pe munhasir, Mere har amal ki qaboliyat
Na mujhay saleeqa e ilteja, Na mujhay shaoor e namaaz hay.
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...