Sadest Poetry, Sad Urdu Peotry,

Yaqeen hay k na aayein gay wo hum se milnay
Phir ye dil ko mere intezar kaisa hay

Udaas Dil Ka Tekana, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,

Udaas Dil ka tekana kisi ko kya maloom
Hum apnay aap se bechrray tu phir kahan hongay.

Yeh to Dil Tha Deewana, Urdu Ghazal, Sad Urdu Ghazal, Sad Picture With sad Poetry,

 Yeh to Dil Tha Deewana k Tum par Aa gaya
Warna Hum Keemti Pathron ko bhi Uthaya nahein Kartey,

Yeh Maana k Tum Haseen ho, Magar Yeh Bhi Sunlo
Hum Haseen Logon se DiL Lagaya Nahein Kartey,

Jiss se Kartey Hein Pyaar Bus 1 He baar Kartey hein
Bar Baar Hum bhi Kissie ko Sataya Nahein Kartey,

Tum to Apne Ho Ab Tumse Kiya Parda
Warna Hum Raz-e-DiL Kissie ko Bataya Nahein Kartey,

Tum Kehdo to Tumharey Liye Jaan BHi Hazir
Warna Hum Zindagi Dao Par Lagaya Nahein kartey.

Aag lagi hay mere ghar main, Urdu Heart Touching Poetry,

Aag lagi hay mere ghar main bacha he kya hay 
Main ne kaha main bach gaya ho us ne kaha phir jala he kya hay.

Dil Lagi Poetry, Dil Lagi Na hojaye,

Dil lagi na hojaye kisi se ye khayal karna
Din tu guzar jata hay lakin ratin maar deti hain.
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...