Mohabbat Main Haar



Ye Tum Se Keh Diya Kis Ne K Bazi Haar Bethay Hum
Mohabbat Main Luttanay Ko abiTu Jaan Baqi Hay..

Mera Dil

Her kisi k hathon bek janay ko tayar nahi
Ye mera Dil hay tere shehar ka akhbaar nahi.

Top Class Urdu Images Poetry Collection

Urdu Image Poetry, Urdu Images Poetry, Urdu Poetry,
 Short Poetry, Sad Poetry, Sad Urdu Poetry, 

Pathar Dil Log

Raiza raiza bekhri hon main jin ko chotton se 
Mujh ko pathar dil kehtay hay pathar jaisay log

Mohabbat Chorr Di Hum Ne

Chorr diya hum ne hamaisha k liye us ki aarzoo karna 

Jis ko mohabbat ki qadar na  ho usay duaon main kya mangna

Ajeeb Log Thay

Daleel Thi Na Koi Hawala Tha Un K Pass
Ajeeb Log Thay Bus Ikhtelaf Rakthay Thay
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...