Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Image Poetry, Urdu Image Ghazal, Sad Poetry, Urdu Sad Poetry, Heart Touching Poetry, Pashto Poetry, Pashto Image Poetry, Pashto Sad Poetry, Funny Images, Funny Poetry, etc..
Tere Qareb Aa Kay Bari Uljhano Main Hon
Tere Qareb Aa Kay Bari Uljhano Main Hon
Main Dushmanon Main Hon K Tere Doston Main Hon
Badla Na Mere Baad Bhi Mouzu-E-Guftago
Main Ja Chuka Hon Phir Bhi Teri Mehfilon Main Hon
Mujh Se Bichar K Tu Bhi To Roeyga Umer Bhar
Yeh Soch Lay K Main Bhi Teri Khuwahishon Main Hon
Tu Hans Raha Hai Mujh Pey Mera Haal Daikh Ker
Or Phir Bhi Main Shareek Tere Qehqahon Main Hoon.
Subscribe to:
Posts (Atom)





