Ye haadsa hua h tujhe dekhne ke baad


Ye haadsa hua h tujhe dekhne ke baad
Dil mera kho gaya h tujhe dekhne ke baad

Ab aa ke tere seher se wapas na jayenge
Ye fesla kiya h tujhe dekhne ke baad

Kehte the tujhko log masiha magar yaha
Ek shaks mar gaya h tujhe dekhne ke baad

Raato ko chonk jata hu aksar mein neend me
Ye haal ho gaya h tujhe dekhne ke baad

Palko ko ab jhapakne ki aadat nhi rahi
Na jane kya hua h tujhe dekhne ke baad

Surat kisi ki aankho me basti nhi meri
Aisa bhi ho gaya h tujhe dekhne ke baad

Na dil ko h karar na raato ko neend h
Jeena nhi aata h tujhe dekhne kebaad

Ab dil ko lagau mein ye himmat nhi rahi
Dil toot sa gaya h tujhe dekhne ke baad

Pehle to aankh se kabhi aansu nhi bahe
Rona bhi aa gaya h tujhe dekhnebaad

Tu khush h apni duniya me lekin yaha koi
Tanha sa reh gaya a tujhe dekhne k baad

Surat bhi lajawab h sirat bhi lajawab
Dil mera keh raha h tujhe dekhneke baad

Aa jaye agar maut to me chain se maru
Meri zindagi saja h tujhe dekhne k baad

Tha shayri ka mujhko salikha nhi
Ye sher keh diya h tujhe dekhne ke baad

Tu na mile  ko to koi gumnhi
Sabkuch hi seh liya h tujhe dekhne ke baad.

Mera Sawan Bhi Tum Hoo Meri Pyaas Bhi Tum Hoo


Mera Sawan Bhi Tum Hoo  Meri Pyaas Bhi Tum Hoo
Sehra Ki Bahon Main Chupi Aas Bhi Tum Hoo

Tum Yun To Bohat Door Bohat Door Ho Mujh Se
Ehsas Ye Hota Hai Mere Paas Bhi Tum Hoo

Har Zakham Ki Aaghosh Main Hai Dard Tumhara
Har Dard Main RAHAT Ka Ehsas Bhi Tum Hoo

Kho Jao To Veeran Si Ho Jati Hain Rahein
Mil Jao To Phir Jeeny Ka Ehsas Bhi Tum Hoo

Likhta Hun To Tum Hi Utarty Ho Qalam Se
Parhta Hon To Lehja Bhi Tum Awaz Bhi Tum Hoo.

Bari Ajeeb Hai Nadaan Dil Ki Khwahish Ya Rab


Bari Ajeeb Hai Nadaan Dil Ki Khwahish Ya Rab
Amal Kuch Nahi Aur Dil Talabgar Hai Jannat Ka.

W0 BHi DiL Se Karty Hain HuM BHi DiL Se Karty Hain


W0 BHi DiL Se Karty Hain HuM BHi DiL Se Karty Hain
W0 Nafrat Mujh Se Main Muhabbat Un Se.


Firdos-e-Jannat Me Laakh hooron ka tasawur sahi


Firdos-e-Jannat Me Laakh hooron ka tasawur sahi
     Iqbal
Mai ik insan k ishq sy niklon to wahan tak sochon.

Mere hissey mein kitaaben na khiloney aye


Mere hissey mein kitaaben na khiloney aye
Khawhish-e-rizq ne cheena mera bachpnan mujhse.

Mohabbtain Or Bhi Barh Jati Hain Juda Honay Se


Mohabbtain Or Bhi Barh Jati Hain Juda Honay Se
Tum Sirf Meri Ho Is baat ka Khyaal Rakhna.
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...