Good Morning, Always Be Happy Good Morning,


If you hold it in your hands
But when u learn to share it
You will realize how big &
precious it is
Always Be Happy
Good Morning.

Khwab Ka Aitbaar Kr Loo'n Kya, Urdu Romantic Poetry, Romantic Pictures,


Khwab Ka Aitbaar Kr Loo'n Kya
Ankh Per Inhisaar Kr Loo'n Kya,

Maine Kuch B Nahin Kaha Tujh Sy
Aur Bhi Ikhtisar Kr Loo'n Kya,

Teer Aa Kr Mere Qareeb Gira
Kya Kro'n, Aar Paar Kr Loo'n Kya,

Tu Mohbt Nahin,Aqeeda Hy
Main Tujhey Ikhtiyar Kr Loo'n Kya,

Aik Manzar Bnanay Wala Hun
Is Mein Shamil Bahaar Kr Loo'n Kya,

Zindgi To Guzaar Skta Hun
Zindgi Ko Guzaar Kr, Loo'n Kya,

Dil B Khamosh Ho Gya Ali
Raftagaa'n Mein Shumaar Kr Loo'n Kya.

Jawab e Shekwa, Allama Iqbal Poetry, Jawab e Shakwa by Allam Iqbal,


Dil Se jo baat nikalti hay asar rakti hay
par Nahi, Taqat Parwaaz Rakti hay...

Jawab e Shekwa by Allama Iqbal

Allam iqbal, Allama Iqbal Poetry, Iqbal Poetry, Urdu Poetry,

Ki Muhammad Se wafa tu ne tu hum tere hay
Jahan Cheez hay kya Looh o Qalam tere hay.

By Allama Iqbal
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...