Pages

Pashto Poetry, Pashto Ghazal Poetry, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Romantic Poetry,


Raware baharonoo de pegham da cha da stargoo
Da gull pa makh lekale de salam da cha da stargoo

Zamong da tasne-wasne zindagai qissache lwalelle
Noo somra khwandwawar lagee kallam da cha da stargoo

Aey khoba hagha khpalla bewasee de yadda na da
che yadd ba takhta waley harr makham da cha da stargoo

Zwanee moo sa pa granna tera karre da malgaroo
Harr zey ba ghawrey daley woo yaw daam da cha da stargoo

Nadana da jwandon qissay me domara dard laraloo
Khoboona ye wrak karee, humm arram da cha da stargoo.

Da armanono pa khanjar ghowasegam


Da armanono pa khanjar ghowasegam
Rasa rasa  da  zda  pa  sar   ghowasegam

zama  pa  sawow  aswelio  ma   khanda
janana sta pa trikh nazar ghowasegma

zama naseeb   k     dedanona    nishta
za  be  dedana  mazeegar  ghowasegam

da sta  yadono  liwaney  kadam  ashna
za har makham aw har saher ghowasegam

NADANA  torey    pa    ma  na  kade  asar
za pa sitam da khpal dilber ghowasegam.

Sta da yadono sara sa okrhama, Pashto Poetry, Pashto Romantic Poetry, Pashto Heart Touching Poetry, Romantic Poetry,


Sta da yadono sara sa okrhama
Rata sa owaya JANANA kana

Da zda dardono sara sa okrhama
Rata sa owaya JANANA kana

har wakhti ta ghowari aw sta WISAL ghowari
khowagi khabre da naz hosan JAMAL ghowari

zada mi pa wass k nadey da zaney KHAL ghowari
rata sa owaya JANANA kana

sta da YADONO sara sa okdama
bega mi khob lidalo, ghega k sta wowma zoo

khowakh di JANANA kana hum da har cha wowma zoo
laka da GUL pa shan ti, khowkal kadey ta wowma zoo

rata sa owaya JANANA kana
sta da YADONO sara sa okrhama

mad pa ADA di yama, Guli NADAN di yama
dakho ba maney kana, chi hum JANAN di yama.

Da nanney dedan di or wo guli, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Ghazal Poetry, Pashto Poetry,


Da nanney dedan di or wo guli
tan mi pe sawi laka scor wo guli

da ghermi wakht wo za MELMA woma sta
rasara nast di khowa k ror wo guli

sta gulabi jorha mi heera na da
da lopate color di toor wo guli

da sroo lasono sifat sanga ba na kdam
rawadey ta pe mala shkor wo guli

khair di pa khowla ka di izhar wa na krho
da pate meeney balshan soor wo guli

las yee chapeera derna zaka na kral
Shahi Nadan ta pe peghor wo guli

Google la chi gham ra na shi google nimgadey khkari

Google la chi gham ra na shi google nimgadey khkari
Janan chi paki na we no mehfil nimghadey khkari

kheer di perwa nishta v da gul sara azghi modam
azghi chi tri chpera na we gul nimghadey khkari

ta chi da sperli rokh da raqeeb pa lor badal kro
os kho da juwndon rata manzil nimgadey khkare

wali pa waado bandi monkar showali zalmiya
mata pa pukhto k sta badal nimgadey khkari

Gula da NADAN Shahi Nawab ka sa minnat maney
Stergy di rwadawa ghazal nigadey khkari.

Rata che na gori musky wali shwi

Rata che na gori musky wali shwi
Zama da zra bagh ke sparly wali shwi

Za kho pa tama da sro shondo woma
Mata da gul pa zay  azghay wali shwi

Ma kho pura darta katly na wo
pa de lag saat ke me zargay wali shwi

Ta kho wail che pa jwand sta ba yama
Che zama na shwi no prady wali shwi.

Ashna Sabar Mey Tamam Shu Ta Raanaghley


Ashna Sabar Mey Tamam Shu Ta Raanaghley
Landa Wraz Wa Tor Makham Shu Ta Ranaghley

Sta Pa Intizaar Ky Mey Daa Shpey Wrazey Tereygi
Daa Da Meeney Sa Anjaam Shu Ta Ranaghley

Bewafa Pa Ma Dy Tol Alam Khabar Kro
Da Wafa Noom Dy Badnaam Kro Ta Ranaghley.



Che pa stargo mi lidale sta bashar da, Pashto Poetry, Pashto Ghazal Poetry, Pashto Poetry, Heart Touching Poetry, Pashto Heart Touching Poetry,


Che pa stargo mi lidale sta bashar da
ghamjan zra me guli hagase awtar da

che de mena na kawala no da sa wo
rala wale de pa stargo da zra sar da

aw che tar komi rala khowala na raghle
na pohegi pe doctor ka professor da

no hammad delta da janan pa tama prot da
aw na kawe ye sook tapoos che musafar da.

Belatana ka sultan shama no sa, Pashto Poetry, Pashto Ghazal Poetry, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Sad Poetry,


Belatana ka sultan shama no sa
Ya ka store da  asman shama no sa

Che malang da sta da wrane kose na sham
Ka bacha da tol jehan shama no sa

Mashom yaar me pa daoos raqib belale
Wos ka der azim insan shama no sa

Da khpal sawe zrra Elaj rasara nishta
Ka okhiar laka lugman shama no sa.

Da chi da ZRA na ZRA ta Laar v ma ba na manala


Da chi da ZRA na ZRA ta Laar v ma ba na manala
ZRA pa WESAAL k NAQARAR v ma ba na manala

OKHKE pa MAKH me BAHEDE ma way sok na di khabar
La ba pa MAKH da OKHKO laar v ma ba na manala

Ma TASAWAR k STARGE paty kre chi sa ba kegi
Pa Pato STARGO k ba YAAR v ma ba na manala.

Awal sitam rusto wafa kawi yaar


Awal sitam rusto wafa kawi yaar
Oki khere no bya dua kawi yaar

Pa bado stargo rata gori awal
Che rusto goram bya ada kawi yaar

Kala tanday ki rata ghotay ghotay
Kala narai narai khanda kawi yaar

Ghamona raki khanda sa v zama
Sa ajeba gunde soda kawi yaar.


Da okhko amelona ba jarga ki drlegm


Da okhko amelona ba jarga ki drlegm
da zra toli giley ba pa tohfa ki dr legum

sharbat da shondo sro rala pa mina rakawa
6 bya drla khatona pa nasha ki drlegum

zama pa khat bandi janana 6 khaber drna sok na she
yao so da raaz  khaberi lefafa ki dr legum.

Da Zra pa aena k garzaoma Yao taswer


Da Zra pa aena k garzaoma Yao taswer
da Khial pa pasto Shundo KhkulaUma Yao taswer

Da Stargo ao da Zra ao da Badn da Khob da para
pa Shpa k da Zegr da pasa gdama Yao taswer

Janan ta la da de pata tar Osa pore Nishta
chi za Somra pa grana joraoma Yao taswer.

Pa mehfil da badshahano zma sa


Pa mehfil da badshahano zma sa
pa haseno shahzadgano zma sa

da jungarha zma tola zindagi da
pa khanano maldarano zma sa

Za majnun yum kho laila mi naseeb na da
da dunya pa Aashiqano zma sa

Che pa ghum k di malgaray his sok na v
Pa khaady ke pa yarano zma sa.

Zama da mine yaw ghazal ezda ka


Zama da mine yaw ghazal ezda ka
zama da stargo da chal wal ezda ka

khoob kho da azgho pa bestara hum kage
rasha zama  pa sangal   chal ezda ka.

Adagane ao nazona seer pa soo, Pashto Poetry, Pashto Romantic Poetry,


Adagane ao nazona seer pa soo
Pa speen makh larre khalona seer pa soo

Mala dwa keelo pasta anangi raka
Da de sro shondo sarona seer pa soo

Da de stargo da banra kho ba ye gran v
Khware zulfe di taroona seer pa soo

Ma Amjad sara jaiz khabara waka
Nan saba ke dedanona seer pa soo.

Meena ka na rakay Ghamoona raka



Meena ka na rakay Ghamoona raka
Ma la khwaga khwga Dardoona raka

Ta ikhtyarmand ye hes parwa nishta de
Paansi da zalfo ya Taalona raka

Gham da hijran me zra pulay pulay kro
Da surko shundo sra Saroona raka

Gandma zan la pre kafan janana
Da toro zulfo so Taroona raka

Zama IMDAD janaza porta shula
Rasha da zra pa SAR daghoona raka.

BARANA raghle kho MELMA na shey da dero WRAZO

BARANA raghle kho MELMA na shey da dero WRAZO
Zamung da khawro KOTANAY di charta WRANEY na she.

Zama Qabar Tayarege Lag Kho Rasha

Zama Qabar Tayarege Lag Kho Rasha
Tol Hamzole Me Jarege Lag Kho Rasha

Pa Jwandon De Kram Stomana Kho Ranaghle
Janaza Me Rawanege Lag Kho Ras.


Nan Niqab De Da Makh Lar Ka Sta Ledo La Yam Ragale


Nan Niqab De Da Makh Lar Ka Sta Ledo La Yam Ragale
Aaw Nadaan Yam Lewany yam Swazedo la yam ragle.

Na jaram che rana lari Na jaram che rana lari

Na jaram che rana lari
Na jaram che rana lari

aw na jaram che bewafa shwe
tada zra takor we zama

zadi pa sro stargo de wajalroom
bewafa a bewafa

dasi kho nakai che rashe
dasi kho nakai che rata waye

che za sta sara mena kawoom
doomra bewafa ye.

Tolo da meene na toba kra khu zma na baghair

Tolo da meene na toba kra khu zma na baghair
za ba hum na warzam kose ta khu saba na baghair

meena kawal da sawab kaar de sa gunah na da
razai che cha na tapos okru da mula na baghair.


Zamung pa Deen k kho sharaab haram de


Zamung pa Deen k kho sharaab haram de
Za stha pa gham k yakh da guray skama.

Dase Ma Waya Che Tol Umar Ba Khandam


Dase Ma Waya Che Tol Umar Ba Khandam
Che Khaffa Darna JANAN Shi Bia Ba Ase Ase Jare.

Ma ta da janat qeese Zaan ta da dunya hesab


Ma ta da janat qeese
Zaan ta da dunya hesab

Daa de ajiba ensaf
da de ajiba ketab

Za pa Mastai soor Kafir
Ta pa hawas spin mula

Ma ta pa fitwa azaab
Taa ta pa dhoka sawab

Ae da adalat Rabba
Da loba kho wrana ka

Monga insanano ta
Nawe lar wadana ka

Nor ka sa kwe ka na
khlas mo da mula na ka.

Pa Shebo Shebo BARAN dy


Pa Shebo Shebo BARAN dy
Pa Jara Jara ASMAN dy

Yao Taraf ta Zindagi da
Bal Taraf Ta Me JANAN dy

Sumra Sakhta Marhala da
Che Ashna Rana RAWAN dy

Sok de Mala Jawab Raki
Che da Gata Ka TAWAN dy.

Che Pa Zra Me Sta Arman Wo Ta Ranaghle


Che Pa Zra Me Sta Arman Wo Ta Ranaghle
Da Pa Ma Bande Ehsan Wo Ta Ranaghle

Os Pa Qabar Rata Ma Toyawa Okhke
Zankadan Che Rata Gran Wo Ta Ranaghle.


Da Matlab Pa Nazar Ma Gora Dosti Ta


 Da Matlab Pa Nazar Ma Gora Dosti Ta
 Wafa Dar Khalak Iksara Ghariban We .

Sanga Ba Qablege Na Dua Da Narmo Shundo


Sanga Ba Qablege Na Dua Da Narmo Shundo
Yaar Che Da Khpal Yaar Da Para Laas Pa Ikhlas Porta Kri.

Ta Neqaab da makha lar ka bs za ba darta goram



Ta Neqaab da makha lar ka bs za ba darta goram
Da nazar parwa wa nakrhay Khyber dak da spelano de
Hamza Baba,

Da Nazara ma yarega Nazarmatay de hum za yum
Che HAMZA darna logay shi spelano tha sa hajat de.

Rasha Zma Da Zra Pa Wino Yao Ghazal Olika


Rasha Zma Da Zra Pa Wino Yao Ghazal Olika
Zma Ao Khpal Nomuna dwara Pa Yao GUL Olika

Za Ym Kishtay Da Meenay Ta Ye Samandar Dobawa
Zan Ta Tofan Zma Arman Warta Ajal Olika

Manam 6 Akhtar Ta wrazey Shta Kho Za Sabregama Na
Yara Zma Mubaraki Paki Awal Olika.

Chi Nazzar Mi Dha Halatho Dha Dunya She


Chi Nazzar Mi Dha Halatho Dha Dunya She
Pha Anjaam Dha Akhpaali Meeni Jaarah Ra She

Za Dha Waakhth Thoro Thyaaro Thoro shpo Tha
Khpaali Wookhki Bala Woma Ka Raana She.



DA NEMI SHPE CHE SHAWGEREY KAWOMA



DA NEMI SHPE CHE SHAWGEREY KAWOMA
DA CHE OGDEY OGDEY SAJDEY KAWOMA

KALA CHE KENAM KALA PASEGAMA ZA
DA BEWASAI CHAGHEY OBASAMA ZA

TASOU BA WAYAI KHPALA MENA GHWAREI
YA DA ALLAH NA YAO HASEENA GHWAREI

YA DAULAT AO YA MALOUNA GHWAREI
YA PA DUNYA KE JANATUNA GHWAREI

KHO ZA NA AGHAH AO NA DAGHA GHWARAM
BUS DAGHA YAW KAAR DA ALLAH GHWARAM

PA KHWALA ME SWAL DAGHA PAKHPALA RAZI
HAGHA ZAMUNG BEJLI BA KALA RAZI.

BEGA ME ZRA BANDE SA SHAWE WO QARAR YE NA WO


BEGA ME ZRA BANDE SA SHAWE WO QARAR YE NA WO
QASAM DAY TOLA SHPA YE TA GHOKHTE BAL KAAR YE NA WO

STARGO ME STORO TA KATAL ZRA ME TA YADEDEY
OKHKEY ME DUMRA DERE TWEI KREI CHE BUS SHMAAR YE NA WO

QESMATA ODEKRA GHALATA KHU SA BA OWAYOO
SANAM DE AGHA CHATA WAKA CHE HAQDAAR YE NA WO.


Za Musafar Pa Zra Soorai Da Khpal Kor Kali Aw Da Watan


Za Musafar Pa Zra Soorai Da Khpal Kor Kali Aw Da Watan
Sang Ba Za Her Kram Khpal Mor Plar Aw Hagha Da Gulo Dak.

Liwanai Shwum Nun Mi Yaar Lidhulai Na Dhai


Liwanai Shwum Nun Mi Yaar Lidhulai Na Dhai
Ma Dha Qul Thurko Sardar Lidhulai Na Dhai

Chi Paisa Warsara Na Wee Khood Ghareeb Wee
Ma Ghareeb Sarai Oukhyaar Lidhulai Na-Dhai

Za Rahman Dha Muhammed Dha Dharkha Dhroom Yum
Ma Dha Dha Pha Shaand Dharbar Lidhulai Na Dhai.

Zmong Meena K Janaana Rakeeb Nishta


Zmong Meena K Janaana Rakeeb Nishta
Bya Mai Hm Sta Pa Lidoo K Naseeb Nishta

Da Deedan Khairat De Bal KAllee Ta Ma Wra
Sta Pa Kallee K Zama Na Ghareeb Nishta.

Zulfe Che Makh Ta Lewanay Wonisi


Zulfe Che Makh Ta Lewanay Wonisi
Sam Laka Tandar Che Spogmai Wonisi

Pa Anango Ye Khwale Daase Khkari
Parkha Che Gul Ghotai Ghotai Wonisi

Laka Maaraan Ve Da Paaro Laaso Ke
Daa Che Pa Gwoto Ke Kamsai Wonisi

Khudaya Shekhan Ba Hom Tobe Maate Kri
Saaqi Che Makhe Ta Pyalai Wonisi

6 Me Ashna Baad Ta Zulfan Khwara Kri
Khalaq Baadono Ta Jolai Wonisi

IMDADA Zra Ba De Polai Polai Kri
Che Darta Mre Starge Golai Wonisi.


K Kafan We Da Rekhamo ao Ihsan Da Bale Jabe


K Kafan We Da Rekhamo ao Ihsan Da Bale Jabe
Be-Kafana Me Bia Khakh Krai Kho Che Zmaka Da Pukhto We.

Minat Zaari me warta wakra che de Shonde Raka



Minat Zaari me warta wakra che de Shonde Raka
Laila Raza Shwa Pa Khanda Shwa Wail ye Rasha Mara

Khola ye Nezde Kra Starge Patte ye da Sharma Krali
Kho haye afsos Che Za da Khoba Pasedaly Na way.

Hagha Da Baran Lewanay Shpa Rata La Yadaa Da


Hagha Da Baran Lewanay Shpa Rata La Yadaa Da
Jwanda Sta Salgaye Salgaye Qisa Rata La Yadaa Da

Ma Darna Da Khpale Mazdoray Pukhtana Kare Wa
Ya Da Kale Khana Sta Ghusa Rata La Yadaa Da

Sta Da Jafa Dard Me Hafiza Kamzore Kare Da
Bas Yawa Da Meene Kalema Rata La Yadaa Da

Charta Ye Raware Yama Har Sa Rana Heer De Kho
Yara Da Kabul Da Sind Chapa Rata La Yadaa Da

Ma Che Pa Warghawe Ke Gul Kare Pa Nakrezo O
Oye We Atala Sta Nama Rata La Yadaa Da.

Eshqa che sandara da arman na she


Eshqa che sandara da arman na she
Zay ba pa gogal ke da janan na she

Bia bia me pa lor da banrho ma raiba
Bia ba me da khoog zarhgi darman na she

Nashta da speen makh da azaday sahar
So da toro zalfo bandeewan na she.


Jarral ye la khafgana marawar da kali laro


Jarral ye la khafgana
marawar da kali laro

Dh dera ghama stary
mazigar dh kali laro

Che nh wato dh kali ph quran qasm heskala
Hagha ph zrdh soray parhar parhar d kali laro

Wayel ye hagha sok o 6 ph ma bandi mayen o
Daa wali lewany sho domra zr dh kali laro

Nh cha warpsi ojarl nh sok pasi khafa shu
SAYIL ph wrako laaro musafar dh kali laro.

Sta pa khayest ba yao baheer jorhawom yaad sata


Sta pa khayest ba yao baheer jorhawom yaad sata
Da de khpal dard na ba tasweer jorhawom yaad sata

Sta pa parhoone me qasam de pukhtane mahbobe
Sta da dushman kara ba weer jorhawom yaad sata.

Shpa ba mudaam na we sarho sahar bo hum rashe


Shpa ba mudaam na we sarho sahar bo hum rashe
Sailaab ba monga wprhi tar so goodar ba hum rashe

da stargo tor che me day wrak nazar me hum taly de
Che tor me stargo la raazi nazar ba hum rashe

Bala oogda ba we, azghna ba we graana ba we
Che laar paida she no da laare sar ba hum rashe.

Rasha lag ue khkul krha che de shoonde krhi rangeene


Rasha lag ue khkul krha che de shoonde krhi rangeene
Gul pre ghorhedaly da parhar tamasha oka

Ta tre khabar na shwe zama zrha ye laala zaar krho
Waakhla Aayeena da khpal nazar tamasha oka

Maa de tamami umer pa baam tamashy okrhe
Rasha nana me ta da daar pa sar tamasha oka.

Daa yao kamal me de pa stargo ke we


Daa yao kamal me de pa stargo ke we
Sta khat wo khal me da pa stargo ke we

Za de pa sooko da azgho ooda yam
Kho sta jamal me de pa stargo ke we

Da jalwahali janan gham warhe yam
Yao pashakaal me de pa stargo ke we.

Mong ka da meene chata har somra izhar kary dy


Mong ka da meene chata har somra izhar kary dy
Har cha rattali yo har cha rata inkar kary dy

Cha chy zamung pa ikhlas tal badgumani kari da
Munga pa hagha bezamero tal itbar kary dy

Mung sa khabr wo chy ye prot dy rata zang pa zruno
Mung pa khkara libas da khalko inhisar kary dy

Khkulu pa har saba wada da bl saba kari da
Pa har saba mo bl saba ta intzar kary dy

Zamung pa dar kho ka dushman hum pekha kari da no
Khatir mung ye harklay laka da yaar kary dy.

Pa mehfil da badshahano zma sa

Pa mehfil da badshahano zma sa
pa haseno shahzadgano zma sa

da jungarha zma tola zindagi da
pa khanano maldarano zma sa

Za majnun yum kho laila mi naseeb na da
da dunya pa Aashiqano zma sa

Che pa ghum k di malgaray his sok na v
Pa khaady ke pa yarano zma sa.

Ajeeba na do ka ye tol jahan pa dar prot de


Ajeeba na do ka ye tol jahan pa dar prot de
Da cha pa khpo ke che spogmay prata da namar prot de

Taaza kawom da dashto laare qafely jorhawom
Manzal me wak de kho mazal kho me pa sar prot de

Maa pa har haal ke laka treekh dard be qarara saati
Sta pa khabaro ke jaadu prot de mantar prot de.


Da khat ye dagha ebtida wa che khafa na she ta



Da khat ye dagha ebtida wa che khafa na she ta
Tola khabara pake daa wa che khafa na she ta

Har so ka shunde me chawdale v da gham da laasa
Bya me hom stargo ke khanda wa che khafa na she ta

Khpala pa veer shwala pa tlo ke salgo onewala
Mata tamama shpa lagya wa che khafa na she ta

Da ghazal daad ke ye gulaab rakro ao we wayal
Halta mehfil ke kho dunya wa che khafa na she ta

Maa na ye os hom tlo ke daa khabara na heregi
Salgo newale wa saah saah wa che khafa na she ta

Sta lewanae da hijar or ke pa sajda prewata
"Atala" Tata pa dua wa che khafa na she ta.

Sahar kho raghe kho da mene las za chata warkram


Sahar kho raghe kho da mene las za chata warkram
Zama da gul pa shan janan zama na lari usi.

Daghasy stargy ba haseene akhir sanga na we


Daghasy stargy ba haseene akhir sanga na we
Che tar sahara pa darhdono da shawgir ke khandi

Sta da khabaro lewantob sta da khabaro zwani
Laka jadoo pa khpal asar pa khpal taseer ke khandi.

Zama beemar beemar wajood laka gul ogharhawe


Zama beemar beemar wajood laka gul ogharhawe
Sta pa de mrho nargasi stargo ke beemary maany

Zama da stargo na khobona khuday zda charta yaosi
Sta pa oodo stargo ke paty ao bedaary maany

Zmong rohoona yao dee za ao janan lary lary
Laka da meene pa lafzoono ke hesaary maany.

Yaar Zma Ao Za Da Yar Yem Sta Ye Sa


Yaar Zma Ao Za Da Yar Yem Sta Ye Sa
Sheikha Za Ka Gonahgar Yem Sta Ye Sa

Azaan Washo Da Jumat Lara De Nesaa
Za Yaw Cha Ta Intezar Yem Sta Ye Sa

Mata Ma Waya Che Khpala Gharibe Kra
Ka Ghareb Yam Ka Maldar Yam Sta Ye Sa.



We zeny hadesy kho da qesmat hum we janana


We zeny hadesy kho da qesmat hum we janana
Kho sa reet rewayat kho da ulfat hum we janana

Da zrha pa dasht ke tol umer yawazy na taireegi
Yao zrha ta kho da bal zrha zaroorat hum we janana

Da zaana ba me sta stargo ta stargy poorta na she
Laazem pa ke da shoondo pa sar sat hum we janana.

Zamong zigar zamonga Zan Akhtara


Zamong zigar zamonga Zan Akhtara
Ph mong dh khpala zana Gran Akhtara

Sta ranginay rata qaboli di kho
Monga akhta u la ph Zan Akhtara

Dalta chaman ph vino sor prot de
Khafa khafa di Bulbulan Akhtara

Nh cha tarona da rabab ocheral
Nh mo tar ghwag sho ya Qurban Akhtara

Dalta halato dardawali peghli
Kamso ke nh gdi srh Gulan Akhtara

Zamong ph khawar ke ghurbat khor de
Maindo ta jarri Mashomaan Akhtara

Th che raze dh Pukhtonkhwa ph sima
Zamong dh haal okra Pursan Akhtara

Mong be-wasi dh yatimano jarro
Ph okhko lond mo de Grewan Akhtara

Ph khpala seema bande aman ghwaro
Ph zrh mo neshta nor Arman Akhtara

Sok ye dh ohko pakawalo neshta
Dh KHYAL shta zmaka nh Asman Akhtara.

Teri ankhon ka ye kajal bara anmol lagta hy Teri zulfo ka ye badal bara anmol lagta hy

Teri ankhon ka ye kajal
bara anmol lagta hy
Teri zulfo ka ye badal
bara anmol lagta hy

Bara masoom sa hy ye
tere chehre ka bhola
pan Tera wo shok
chanchal dil bara anmol
lagta hy

Tere pairon ki wo payal
tere hathon ka wo
kangan Wo jhumka tere
kaano ka bara anmol
lagta hy

Jo milty ho mujhse
rahon mn to diljhoom
uthta hy, Zara se sath
ka wo pal bara anmol
lagta hy

Wo kaghaz pe tera
naam likhna or mita
dena Mujhy ye khud ka
pagal pan bara anmol
lagta hy.

Jisse Meri Har Subha Roshan Hoti Hai



Jisse Meri Har Subha Roshan Hoti Hai
Suraj ki Wo Pehli Kiran Hai Tu

Jisse Mere Pyaase Dil ko Raahat Milti Hai
Baarish Ki Wo Pehli Boond Hai Tu

Jisse Mere Zindagi Ki Thakaan Door Hoti Hai
Peepal Ki Wo Thandi Chaon Hai Tu

Jise Dekh Main Zindagi Ke Safar Pe Chal Raha Hoon
Meri Wo Pehli Aur Aakhri Manzil Hai Tu

Tere He Hone Se Tou Meri Saanse Chalti Hain
Tu Meri Zindagi Hai, Meri Mohabbat Hai Tu.

Ek Chehra Jo Mere Khwaab Sajaa Deta Hai

Ek Chehra Jo Mere Khwaab Sajaa Deta Hai
Mujh Ko Mere He Khayalon Mein Sadaa Deta Hai

Wo Mera Kon Hai Maloom Nahn Hai Laikin
Jub Bhi Milta Hai To Pehlu Mein Jaga Deta Hai

Main Jo Andar Sy Kubhi Toot Ke Bikhruun
Wo Mujh Ko Thaamnay K Lye Haath Barha Deta Hai

Main Jo Tanha Kubhi Chupkay Se Bhi Rona Chaahun
Tou Dil Ke Darwaazay Ki Zanjeer Hila Deta Hai

Os Ki Qurbat Mein Hai Kya Baat Na Jaanay “Mohsin”
Ek Lamhay K Lye Sadiyon Ko Bhula Deta Hai.

Uski paayal agar chhanak jaaye


Uski paayal agar chhanak jaaye
Gardish'e aasmaan bhatak jaaye

Uski hansne ki kaifiyat tauba
Jaise bijli chamak chamak jaaye

Uski gardan ka tazkira sun kar
Jo suraahi hai wo chhalak jaaye

Le agar jhoom kar wo angraai
Zindgi daar par laTak jaaye

Aise bharpoor hai badan uska
Jaise saawan ka aam pak jaaye

Chuur hai aise baankpan uska
Jaise das das k saanp thak jaaye

Haaye us mehjabee'n ki yaad
Jaise seene me damm attak jaaye.

Tasveer Tri Dil Mra Behlaa Na Sake Gi


Tasveer Tri Dil Mra Behlaa Na Sake Gi
Ye Tri Tarha Mujh se To Sharrma Na Sake Gi

Maen Baat Karun ga To Ye Khaamosh Rahe Gi
Seeney Se Lagaa Longa To Ye Kchh Na Kahe Gi

Uljhii Hui Ratoon Ko Ye Suljhaa Na Sake Gi
Ye Aankhen Han Thehri Hoi Chanchal Wo Nigaahen

Ye Haath Han Sehmey Hoe Aur Mast Wo Baahen
Parchaai To Insan Ke Kaam Aa Na Sake Gi

In Hontoon Ko KhayaL Maen Kchh De Na Sakunga
Is Zulf Ko Maen Hath Mei Bi Ley Na Sakun Ga

Aaram Wo Kiya De gi Jo Tarrpa Na Sake Gi
Tasvir Tri Dil Mra Behlaa Na Sake Gi.

Hain aankhein jheel si chehra kitaab jaisa hai


Hain aankhein jheel si chehra kitaab jaisa hai
k meray yar ka her naqsh khawab jaisa hai

kisi bhi baat par ab bheegti nahi aankhen
k apna haal bhi sookhay chanaab jaisa hai

ye aarzu hai kabhi to andheri shab meri milay
wo ak shakhs k jo mahtaab jaisa hai

ye saaz e jaan to khamosh ek umer se hai
agarcha lehja abhi tak rubaab jaisa hai

main us k husn ki tareef kis tarha se karun
wo aftaab sa wo mahtaab jaisa hai.

Agar tujhe meri mohabbat ki khabar ho jaye


Agar tujhe meri mohabbat ki khabar ho jaye
Tera jeena meri yaadon mein basar ho jaye

Teri zulfon ki siaahi se meri shaam dhale
Teri aankhon k ujalon se Sehar ho jaye

Mein tere jism ki khushbu se mehak Jaon
Jab teri yaad k jhonke ka guzar ho jaye

Main ne raaton ki Namazon mein tujhe manga hai
Kash ab meri duaon mein asar ho jaye

Meri talash meri zindagi ka hasil tu
Mera rasta hai wahi ab tu jidar ho jaye.

Maan Achi Tarah Tyar Karna Aj Mera Akhri Din Hai



Maan Achi Tarah Tyar Karna Aj Mera Akhri Din Hai
Bohat Sa Pyar Karna Aj Mera Akhri Din Hai

Sabhi Behno Ki Muhabbat Aaj Muje hi Ko Dey Do
Dil-o-Jaan Nisaar Karna Aj Mera Akhri Din ha

Abbu ha Ammi ha Behan Bhai ha Saray
Muj Ko Na Shumar Karna Aj Mera Akhri Din ha

Tumhay Staya Tumhay Rulaya Bohat Dukh diye hai tum ko
Mujhe Maaf Meray Yaar Karna aj Mera Akhri din ha

Mai Chala KHUDA HAFIZ Phir Milay Gey Jannat ma
Maa Akhri Baar Pyar Karna Aj Mera Akhri Din ha.

Dil To Kehta Hai Zamanay Say Chopaloon Tujh Ko



Dil To Kehta Hai Zamanay Say Chopaloon Tujh Ko
Dil Ki Dharkan Ki Tarha Dil May Basaloon Tujh Ko

Koi Ahsaas Judai Ka Hum Na Rahnay Dain Gey
Iss Tarha Khud Me Meri Jaan Samaloon Tujh Ko

Tu Jo Rothay Kabhi Mujh Se Meray Dil Kay Maalik
Sari Duniya Se Khafa Ho K Bas Mana Loon Tujh Ko

Jab Bhi Dekhon Teray Chahray Pe Udasi Ka SamaaN
Yehi Chahoon K Kisi Tarha Main Hasaloon Tujh Ko

Tu Jo Thak Har K Lootay To Yehi Meri Khuwahish Hai
Apni Palkoon Ki Chaoon Main Sulaloon Tujh Ko.

Sadyon Se Ik Sapna Hai Kaho Pura Karo Gey Tum


Sadyon Se Ik Sapna Hai
Kaho Pura Karo Gey Tum

Bhool Jao Mere Siwa Sub Kuch
Kaho Aisa Karo Gey Tum

Nhi Kuch Or Tamana Ab
K Bus Mere Ho Jao Tum

Kbhi Na Chor K Jaana
Kaho Aisa Karo Gey Tum

Faqt Ik lafz Sunne Ko
Kai Barso se Tarsi Hun

MUJHE APNA BANA LO Tum
Kaho Aisa Karo Gey Tum.

Kaash Pas SoOtay Tum Agar To Laab ChoOm K Jagatay Tum Ko





                       Kaash
Pas SoOtay Tum Agar To Laab ChoOm K Jagatay Tum Ko
Rakh K Dil Pe Tumhara Hath Apni Dharkan Sunatay Tum Ko

In Beekhri C Zulfon Me Jo Dekhtay Tumhara Chaand Sa Chehra
Hata K Chehray Se Zulfain Teri Apni Aankhon Me Sajatay Tum Ko

Teri Aankh Khol Janay Pe Mujhe Muhabbat Bhari Nazar Se Dekhna
Ley Kar Baanhon Me Tujhe Apne Pyar Ka Junoon Dikhatay Tum Ko

Phir Jo Tum Mujh Se Apne Sukoon-e-Qalb Ki Aarzoo Kartay
Rakhtay Sar Tumhara Apne Seenay Pe Or Phir Se Sulatay Tum Ko,

                      Kaaaaash
                 Pas Sotay Tum Agar.

Hijar k Mousam mein ya Barish ka barsna kesa


Hijar k Mousam mein ya Barish ka barsna kesa
Ek sehra se samandar ka guzarna kesa

Aey mere DiL na pareshan ho tanha ho kar
Wo tere sath chala kab tha Bicharna kesa

Log kehte hain Gulshan ki tabahi dekho
Main to viran sa jangal tha Ujarna kesa

Dekhne mein to koi dard nahi Dukh bhi nahi
Phir ye Ankhon mein Yun Ashkon ka Ubharna kesa

Bewafa Kehne ki Jurrat bhi na karna usko
Us ne iqrar kiya kab tha mukarna kaisa.



Kabhi Aye Haqeeqat e muntazar Nazar Aa Libaas e majaaz Mein


Kabhi Aye Haqeeqat e muntazar Nazar Aa Libaas e majaaz Mein
Ke Hazaaron Sajde Tadap Rahe Hain Meri Jabeen e niyaaz Mein

Na Bacha bacha Ke Tu Rakh Ise Tera Aaeena Hai Vo Aaena
Ke Shikasta Ho To Azeeztar Hai Nigaah e aaiinaasaaz Mein

Na Vo Ishq Mein Raheen Garmiyaan Na Vo Husn Mein Raheen Shokiyaan
Na Vo Gaznavi Mein Tadap Rahi Na Vo Kham Hai Zulf e aayaaz Mein

Main Jo Sar ba sajda Huaa Kabhi To Zameen Se Aane Lagi Sada
Tera Dil To Hai Sanam Aashanaa Tujhe Kya Milega Namaaz Mein.

Jo ranaii nigahon ke liye saman-e-jalwa hai


Jo ranaii nigahon ke liye saman-e-jalwa hai
Libas-e-muflsi mein kitni beqeemat nazar ati

yahan to jazebiyat bhi hai dolat hi ki parwarda
ye larki faqa'kash hoti to badsoorat nazar ati.

Us ke honton pe honton k nishaan chorr aaya hun








Us ke honton pe honton k nishaan chorr aaya hun
Us ne mangi thi muhabat ki nishani mujh se

Us ke jisam pe apni khushbu chorr aaya hun

Bas itna pyar kiya mein ne us se raat bhar
Ke us ki jaan mein apni jaan chorr aaya hun.







Yeh Kamyabian Izat Yeh Naam Tum Sey Hai














Yeh Kamyabian Izat Yeh Naam Tum Sey Hai
Khuda Ney Jo Bhi Diya Hai Mukaam Tum Sey Hai

Tumharey Dum Sey Hain Mairey Lahu Main Khiltey Gulab
Mairey Wajood Ka Sara Nizaam Tum Sey Hai

Kahan Bisat Jahan Aur Main Kamsin-o-Nadan
Yeh Mairi Jeet Ka Sab Ahtamam Tum Sey Hai

Jahan Jahan Hai Mairi Dustumni Sabab Main Houn
Jahan Jahan Hai Maira Ahtaraam Tum Sey Hai.





Teri aankh se jo haseen ho woh nigaah jag mein bani nahin


Teri aankh se jo haseen ho woh nigaah jag mein bani nahin
Tere rukh ko jis se misaal doon koi aesa phool khila nahin

Yeh jo teri zulf ka hai haashiya yeh jo tera chahra khushnuma
Koi raat aesi seyaah nahin kisi subah main yeh jilaa nahin.

Tasveer Banata Hoon Tasveer Nahi Banti



Tasveer Banata Hoon Tasveer Nahi Banti
Ek Khawaab Sa Dekha Hai Taabir Nahi Banti

Bedard Mohabbat Ka Itna Sa Hai Afsaana
Nazron Se Mili Nazrein Wo Ho Gaya Deewana

Ab Dil Ke Bahelane Ki Tadbeer Nahi Banti
Dam Bhar Ke Liye Meri Dunya Main Chale Aaoo
Tarsi Hoi Aankho Ko Phir Chehra Dikha Jaoo

Mujh Se To Bigri Hoi Takdeer Nahi Banti
Tasveer Banata Hoon Tasveer Nahi Banti.

Fareb e zaat se niklo jahan k saanehy dekho


Fareb e zaat se niklo jahan k saanehy dekho
Haqeeqat munkashif ho gi kabhi to ainey dekho

Wo aik ajnabi jis se taaluq sarsari sa tha
Hamare dil mein hote hein usi k tazkare dekho

Likha hy waqt ne ye bhi ajab apne muqaddar mein
Palatna he nahi jis ko usi k raaste dekho

Hamen samjho na khush itna labon ki muskurahat se
Hamari aankh mein phele hazaron haadse dekho

Thakay haare se bethe thay magar teri sda sun kar
Shikasta paa chale aye hamare hosle dekho.



Yeh Hawaon K Musafir Yeh Samundaron K Raahi


Yeh Hawaon K Musafir  Yeh Samundaron K Raahi
Meray Sir Bakaf Mujhahid  Meray Sar Shikan Sipahi

Yeh Tera Yaqeen Mehkam  Teri Himmaton Ki Jaan Hai
Teray Bazo’uon Ki Kuwwat Teray Azm Ka Nishaan Hai

Tu Hi Raah Tu Hi Manzil Tu Hi Meer E Karwaan Hai
Yeh Zameen Teri Hai  Yeh Jahaan Tera Jahaan Hai.

Wo log bahut Khush qismat the





Wo log bahut Khush qismat the
jo ishq ko kaam samajhate the

yaa kaam se aashiqii karate the
ham jiite jii masaruuf rahe

kuchh ishq kiyaa kuchh kaam kiyaa
kaam ishq ke aaray ataa rahaa

aur ishq se kaam ulajhataa rahaa
phir aaKhir tang aakar ham ne

donon ko adhuuraa chhor diyaa.



Qatil qatal kar chuka tha tarap rahi thi lash meri aur


Qatil qatal kar chuka tha tarap rahi thi lash meri aur
Rooh thi meri gardish mein Phir bhi thi DIL ko talash teri.



Best Poetry, Nice Poetry, Heart Touching Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,


Jate Jate Jo Us Ne Ek Baar Kaha
      Phir MiLain Ge HUM

Najane Mere DiL Ko Aesa Q Lga
 Shayad Phir Rahain Na HUM

Tab Us Ki Aankhon Mein Nami C Thi
Wafaon Ki Shayad Kami C Thi

Aawaz Mein Jahan ThrTharahat C Thi
Wahin Honton Pr Us K Muskurahat C Thi

Hathon Mein Us K Kapkapahat C Thi
Pairon Mein Us K Larhkarhahat C Thi

Us Ka Jana Shayad Zaroori Bohat Tha
Is Liye To Keh Diya

Phir MiLain Ge HUM
Ye Bhi Na Socha Bin Us K
Kese Rahain Ge HUM.

Sad Image Poetry, Sad Poetry, Sad Urdu Poetry,


Ek Jurm Hua Hai Hum Se
Ek Yaar Bana Bethy Hain

Kuch Apna Usko Samajh Ker
Sub Raz Bata Bethy Hain

Phir Usk Pyar Ki Raah Main
Dil-O-Jaan Gawa Bethy Hain

Woh Yaad Bohat Aate Hain
Jo Hum Ko Bhula Bethy Hain.

Best Poetry, Heart Touching Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Heart Touching Urdu Poetry,


Woh ghazzal ki sachi kitaab hai
Usey chupke chupke parha karo

Koi hath bhi na milaye ga jo milo ge tapaak se
Yeh naye mizaaj ka sheher hai zara fasiley se mila karo

Abhi raah main kayi morr hain koi aye ga koi jaye ga
Tumhe jis ne dil se bhulaa diya usey bhoolne ki dua karo

Mujhe ishtehaar si lagti hain yeh mohabbaton ki kahaniyan
Jo kaha nahin woh suna karo, jo suna nahin woh kaha karo

Kabhi husn parda nasheen bhi ho zara aashiqana libaas mein
Jo mein ban sanwar ke kahin chaloon mere sath tum bhi chala karo

Nahin be’hijaab woh chaand sa ke nazar ka koi assar na ho
Usey itni garmi-e-shoq se bari dair tak na takka karo

Yeh khizaan ki zard si shaal main jo udaas pairr ke pas hai
Yeh tumharey ghar ki bahaar hai, usey aansuyon se haraa karo.

Sad Poetry, Sad Image Poetry, Sad Urdu Poetry, Best Poetry,


Andherey ghamon ke seher dhoondtey hain
Abhi tak khushi ka nagar dhoondtey hain

Khabar hai khushi ik siraab nazar hai
Nahin ab miley gi magar dhoondtey hain

Jahan barishon ne ujaarri hai basti
Ussi sheher mein apna ghar dhoondtey hain

Mittaa de jo barhti huyi talkhiyon ko
Jahan bhi miley woh nazar dhoontey hain

Laraztey huye meri palkon pe aansuu
Duyaaon mein apni assar dhoondtey hain

Mohabbat hai parwaaz se un ko Bushra
Aseeri mein jo baal-o-par dhoontey hain.

Heart Touching Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Urdu Images Poetry, Urdu Image Poetry, Urdu Poetry, Urdu Poetry Pictures,


Ek Shab-e-Mehtaab Se Bhaagtay Phirtay Hain
Ham Kiun Apnay Aap Se Bhaagtay Phirtay Hain

Pyaas Ki Shiddat Honton Ki Taqdeer Howi
Aur Ham Qatraa-e-Aab Se Bhaagtay Phirtay Hain

Shaam Dhalay Saari Choupaalain Sajti Hain
Ham Apnay Ehbaab Se Bhaagtay Phirtay Hain

Khushbuu Ki Tehreer Badan Per Likhi Hai
Aur Safaid Gulaab Se Bhaagtay Phirtay Hain

Ik Kitaab Lye Phirtay Hain Haathon Mein
Aur Zar-o-Asbaab Se Bhaagtay Phirtay Hain

Unhain Kisi Taabeer Ki Khwaahish Kia Hogi
Loog Jo Arsaa-e-Khwaab Se Bhaagtay Phirtay Hain

Aankhon Mein Be-Taab Samandar Hai Phir Bhi
Jaanay Kis Gardaab Se Bhaagtay Phirtay Hain.

Sad Image Poetry, Sad Poetry, Sad Urdu Poetry, Nice Poetry, Best Poetry,


Hum na samjhe teri nazron ka taqaza kya hai
Kabhi jalwa kbhi parda aakhir yeh tamasha kya hai.

Urdu Poetry Pictures, Urdu Images Poetry, Urdu Poetry, Urdu Image Poetry, Heart Touching Urdu Poetry,


Lamha lamha raat bhar ankhon mein utri chandni
Thi teri rukhsaar si ujli, woh nikhri chandni

Yaad hai woh sath tera aur tere kandhey ki shaal
Sardiyon ki raat mein woh bheegi bheegi chandni

Woh tera apni hi baahon mein simattna sharam se
Aur tere masoom chehrey per woh simtti chandni

Jab hawaa ke dosh pe sun’na meri bazm-e-ghazal
Mujh se kehna “hai mere aangan main bikhri chandni

Chand! ab to chand mera jaa basaa pardes mein
Dil ko ab achi nahin lagti hai pheeki chandni.

Best Poetry, Heart Touching Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Image Poetry, Sad Image Poetry, Sad Poetry, Sad Urdu Poetry,


Duniya Ke Sitam Yaad Na Apni Wafaa Yaad
Ab Mujh Ko Nahi Kuch Bhi Mohabbat Ke Siwa Yaad

Mein Shikwah Ba Lab Tha Mujhe Ye Na Bhi Raha Yaad
Shayad Ke Mere Bhoolnay Waalay Ne Kia Yaad

Kia Jaaniye Kia Ho Gaya Arbaab-e-Junoo.n Ko
Jeenay Ki Adaa Yaad Na Marnay Ki Adaa Yaad

Kia Lutf Ke Mein Apna Pataa Aap Bataaon
Kijiye Koi Bhooli Howi Khaas Apni Adaa Yaad

Muddat Howi Ek Haadsa-e-Ishq Ko Laikin
Ab Tak Hai Tere Dil Ke Dharaknay Ki Sadaa Yaad.

Sad Poetry, Sad Urdu Poetry, Sad Image Poetry,


Saaf inkaar hai aaney ka bahana kesa
Rang laaye hain woh mehndi ka lagana kesa.

Best Poetry, Nice Poetry, Heart Touching Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Urdu Poetry Pictures, Urdu Poetry, Urdu Images Poetry, Urdu Image Poetry,


Dekhoon ayina tu teray akss ka gumaan hota hai
Meri ankhoon main teray chehray ka samaan hota hai

Youn teri khoj main sahra ka badal ban ke
Meray kadmon ka safar pher say rawan hota hai

Janay anjanay main likh doon jo kbhi tujh pay ghazal
Mera her shair teray husan ka biyaan hota hai

Teri palkoon pay jo jugnoo ki chamak main dekhoon
Behti nadia main sitaroon ka jahaan hota hai

Her aik shab khawaboon main jo tera rang dekhoon
Meri her neend main teray dil ka makaan hota hai.

Best Poetry, Heart Touching Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Image Poetry, Nice Poetry,


Ajab hain raastay mere ke chalna bhi nahi mumkin
Zara thokar jo lag jaye sanbhalna bhi nahi mumkin

Tera chehra meri nazron mein dhundla sa na ho jaye
Ke ab bheegi hui aankhon ko malna bhi nahi mumkin

Milay hain baad muddat k balaa k sard hain lehje
Ke jalna bhi nahi mumkin pighalna bhi nahi mumkin

Taalluq toot jaane se umeeden toot jaati hain
Dilon mein hasraten le ker behalna bhi nahi mumkin

Bohat nakaamian le ker hua hoon khaak ka qaidi
Chalo ab aaj se ghar se nikalna bhi nahi mumkin

Usse itna na socha ker teri aadat na ban jaye
Phir aisi aadaten Mohsin badalna bhi nahi mumkin.

Best Poetry, Heart Touching Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Image Poetry,


Hamarey haal pe kis ki nawazishen hon gi
Khayal o khawb ki befaiz dastiken hon gi

Tumhare husn ke charchey har ik zubaan par hain
Tumhari zaat se kis ko shikayten hon gi

Tumhare sheher ke munsif hain lootney waley
Tumhare sheher ki yeh bhi riwaayeten hon gi

Hasool-e-adal ki khaatir chale to ho lekin
Qadam qadam pe lakhon rukaawten hon gi

Jahan milain na tahafuz kisi ki izat ko
Wohi to ghair’yakeeni hakoomtain hon gi

Challak gaye peyaaleyy hamari ankhon ke
Tumhari aankh ki saari karaamtain hon gi

Nisaab-e-ishq mein shaamil karain ge
Tumhare husn ki jitni wazaahtain hon gi

Uthaa rahe hain jo Farooq maikadey se mujhe
Kisi ko zeher pilaaney ki saazishen hon gi.

Urdu Poetry Pictures, Urdu Poetry, Urdu Images Poetry, Urdu Image Poetry, Best Poetry,


Umar ek aisi bhi hoti hai ke jis mein dil ko
Achi lagti hai har ek baat haqeeqat ke siwaa.

Best Poetry, Heart Touching Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Image Poetry, Urdu Ghazal Poetry, Sad Urdu Poetry,


Mohabat kaisay mar jaye
badan main jo khoon ki manind
jo hai aik janoo ki manind
subha aur sham kay hr pal main
jo hai aik sakoon ki manind

Mohabat kaisay mar jaye
Woh rahti hai dua ban kar
Woh chalti hai hawa ban kar
Woh sumandar kay talatam main
Machalti hai wafa ban kar

Mohabat kaisay mar jaye
Woh sansoon kay sath chalti hai
Rang ban kar nikharti hai
Ghata ban kay woh cha jaye
Woh khushbo ban kay mahkati hai

Mohabat kaisy mar jaye
Woh ebadat meray rab say hai
Tahajud kay saray sajdoon main
Woh rafaqat hr aik shab say hai
Woh laboon pay vird karti hai
Mohabat kaisay mar jaye
Mohabat mar nahi sakti.

Best Poetry, Heart Touching Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Image Poetry,


Teri yaadain bhi hain, mere bachpan ke khilono jesi,
Tanha hota hon, to inhen lay kar beth jata hoon..

Best Poetry, Heart Touching Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Image Poetry, Urdu Images Poetry, Urdu Image Poetry, Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry


Hum ne kaha tha dil ko sanmbhala bhi kijiye
Yeh kab kaha tha yun humen ruswa bhi kijiye

Dil main utar gaye hain ke dil se utar gaye
Fursat kabhi mile to ye socha bhi kijiye

Yeh kh ke har qadam pe hai ruswaayon ka kh0of
Jab eshq kar liya hai gawara bhi kijiye

Dil ko k0i churaa ke kahen legaya Huzoor
Seene main jhank kar kabhi dekha bhi kijiye.

Urdu Poetry, Urdu Poetry Pictures, Urdu Images Poetry, Heart Touching Poetry, Best Poetry,


Hoti Hai Tere Naam Se Wehshat Kabhi Kabhi
Barham Hui Hai Yun Bhi Tabiyat Kabhi Kabhi

Ay Dil Kise Naseeb Ye Taufeeq-e-Iztir
aab Milti Hai Zindagi Main Ye Raahat Kabhi Kabhi

Tere Karam Se Ay ALm-e-Husn-e-Aa freen
Dil Ban Gaya Hai Dost Ki Khilwat Kabhi

Kabhi Dil Ko Kahan Naseeb Ye Taufeeq-e-Iztir aab
Milti Hai Zindagi Main Ye Raahat Kabhi Kabhi

Josh-e-Junoon Main Dard Ki
Tugyaniyon K Saath Ashkon Main Dhal Gai Teri Surat Kabhi Kabhi

Tere Qareeb Reh k Bhi Dil Mutmayin Na Tha
Guzri Hai Mujh Pe Ye Qayamat Kabhi

Kabhi Kuch apna Hosh Tha Na Tumhara Khayaal Tha
Yun Bhi Guzar Gai Shab-e-Furqat Kabhi Kabhi

Ay Dost Ham Ne Tark-e-Muhabbat Ke
Bawajood Mehsoos Ki Hai Teri Zarurat Kabhi Kabhi.

Heart Touching Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Image Poetry, Urdu Image Poetry, Urdu Poetry,


Wahan Na Phool Khilte Hain Na Hi
Mosum Badalte Hain

Wahan To Kuch Nahi Hota Jahan
Per Tum Nahi Hote

Yahan  Wese  To Her Soghaat
Aasaani Se Milti Hai

Per Mera Dil Nahi Lugta Jahan Per
Tum Nahi Hote

Yahan To  Log  Sudiyoun Ko Bhi
Lumhon  Me Badulte Hain

Mera Ek  Pul  Nahi Kut’ta Jahan Per
Tum Nahi Hote

Sabub  Rone  Ka Wo Pooche To Itna
Keh Dena

Mere Dost

Mujhe  Hunsna  Nahi Aata Jahan Per
Tum Nahi Hote. 

Heart Touching Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Image Poetry, Best Poetry,


Muhabbat tum ne danista ganwaai thi
Tou behtar hai k ab us ko bhula daalo

K ab pachtanay se bhi kuch nahi hoga
Ye tum ko baarha hum ne kaha bhi

tha Suno janan
Gulabon se ye lamhay hain

Inhein khonay se pehlay hi sambhaljao
Khizan se dosti karna nahi acha

Magar tum ko tou zid si thi mitanay ki jalanay ki ganwanay ki
Jo tum ne aag bharkai thi haathon se

Tumharay apny daaman tak bhi aa
pohnchi tou rotay ho

Suno! pachtanay se bhi kuch nahi
hoga Muhabbat tum ne danista ganwaai thi

To behtar hai k ab usko bhula
daalo.

Urdu Poetry, Urdu Poetry Pictures, Urdu Image Poetry, Sad Urdu Poetry, Sad Poetry,


Ae Kaash, Kahin Qudrat Ka Ye Nizaam Hua Karey
Tujhy Dekhney k Siwa Na Mujhy Koi Kaam Hua Karey.

Heart Touching Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Image Poetry,


Mohabbat ko laazim hai awaargi bhi
Nahin Ishq karta assar bethey bethey.

Urdu Heart Touching Poetry, Heart Touching Ghaza;, Urdu Ghazal, Latest Ghazal,New Urdu Ghazal,


Sheher JamaL Ke Khas O Kha-Shaak Ho Gae
Ab Aaye Ho Jab Aag Hai Hum Khaak Ho Gae,

Hum Se Farog-E-Khaak Na Zebaii Aab Kii
Ka’ee Kii Tarah Tohmat-E-Poshak Ho Gae,

Peerahan-E-Saba Tu Kisi Tor SiL Gaya
Daman-E-Sad Bahaar Magar Chaak Ho Gae,

Aey Abr-E-Khas! Hum Pe Ab Barasne Ka KhayaL
JaL Kar Tere Firaak Me Jab Raakh Ho Gae,

Qaim Thay Apne Ahad Pe Yeh Deedah Haaye Ghum
Kia Yaad Aa Gaya Hai Keh Nam-Naak Ho Gae,

Ab Tak Junoo’n Hii Apna Asasa Raha Gar
Tujh Se MiLe Sahib-E-Adraak Ho Gae,

Khushbu Toh Ban Na Paaye So Kuch Hum Se Be-Hunar
Aey Mauj-E-Saba Tere Pe-Chaak Ho Gae.

Sad Image Poetry, Sad Poetry, Sad Urdu Poetry, Best Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Image Poetry,


Hamaray beech ka faasla tou chaar qadam tha
Tae kiya to sadiyon ki musafat thi

Ujray to hum they is ishq mein
Chehray pe us k saray zamanay ki thakan thi

Muddat baad usey pareshan dekha hai
Aansuon mein doobi na janay kin sochon mein magan thi

Tum to mujhy faramosh kar gaye they lekin
Tujhy faramosh karny mein ik sadi lagi thi

Aaj gali mein kah raha tha koi k
Wo chorr gai hai jisy Gul ko inteha ki lagan thi.

Baaton Baaton Mian Bicharney Ka Ishara Karkey


Baaton Baaton Mian Bicharney Ka Ishara Karkey
Khud Bhi Roya Woh Buhat Ham Se Kinara Karkey

Sochta Rehta Hoon Tanhai Main Anjam-E-Khuloos
Phir Usi Jurm-E-Mohabbat Ko Dobara Karkey

Jagmaga Di Hain Terey Shehrer Ki Galiyan Main Ne,
Apney Askhon Ko Palkon Pe Sitara Karkey

Dekh Letey Hain Chalo Hosla Apne Dil Ka
Aur Kuch Roz Tere Saath Guzara Karkey

Aik Hi Sheher Main Rehna Hai Magar Milna Nahi
Dekhtey Hain Yeh Aziyat Bhi Gawara Karkey

Pashto Ghzal, Pashto heart Touching Peotry, Pashto Sadest Poetry, Pshto New Peotry, Pashto Shairy,


Sta da ratlo pa tama tama kho moday teri shwe
Las pa nama darta olar yam ta ba kala razay,

Wrazey de shmarama, kalona tair sho
Sta da raatlo pa intezar yam ta ba kala razay,

Laka mashom che pa zango ke khpe lasona wahi
Dase me zra sena ke ta pase topona wahi,

Dase wayam che yo mayan ta nasehat kawe sok
Laka daryab ta che da shago dewalona wahi,

Che da nazar pa faisla poha shom
Ela okhyar shoma, ela poha shom,

Os pa ratlo ke de shak pate na sho
Za da khpal zra pa zalzala poha shom,

Che da raqeeb pa khula janan pate sho
Zama nemgary har armaan pate sho,

Sa hal, sa chal rata da hejar khaya
Os me dardono ke guzraan pate sho,

Za yama sta pa intezar sparliya
Rasha che ra me she qarar sparliya,

Dase zama hairan ba dowar ter she
Sanga che khatam she sta waar sparliya.

Sad Urdu Poetry, Sad Image Poetry,


Har aik boondh may us ke yaad ke Lizzat lay kr
Baarishain AAg laganay ka hunar layee hain .

Best Poetry, Heart Touching Poetry,


Door ufaq ki tareeki mein
Bijli jab bhi lehraati hai

Shama jalatay lamhay aksar
Kamray k ghup andheray mein

Pehli muhabbat yaad aati hai
Autograph talab karny jab

Koi haseena ghar aati hai
Barri barri aankho’n se jab wo

Dekh k mujh ko sharmati hai
Maazi mein kho jata hoon

Chota sa ho jata hoon
Pehli muhabbat yaad aati hai

Shaam-e-khizaa’n jab tanha tanha
Baagh mein sair ko jata hoon

Kisi udas larki ko jab

Bench pe tanha paata hoon
Janay kyun yaad aa jata hai

Aik khizaa’n ki sham ka manzer
Jab hum dono juda huay they.

Heart Touching Poetry, Urdu Poetry,


Pehle us me aik aada thi naaz tha andaaz tha,
Rothana abb to teri aadat me shamil ho gea ha.

Heart Touching Poetry, Urdu Poetry,


Teri Ded Jisko Naseeb Hai Woh Naseeb Qabil E Deed Hai
Tujhe Sochna Meri Chand Raat Tujhe Dekhna Meri Eid Ha

Urdu best Poetry, Urdu Sad Poetry,Best Poetry.


Chahe Jidhar Bhi Rukh Ho Hawa Ka Diya Jale
Jab Tak Chala Na Jaaye Andhera Diya Jale

Milta Rahe Jahan Ko Ujala Diya Jale
Dil Ki Ye Aarzoo Hai Hamesha Diya

Ghar Ho Kisi Amir Ka Ya Ho Gharib Ka
Har Ghar Me Aaj Sham Khushi Ka Diya Jale

Dipawali Ki Sham Kuchh Aisi Ho Roshni
Mit Jaye Har Burai Ka Saaya Diya Jale

Taarikiyan Hon Raat Ki Tu Ho Mere Qarib
Dekhun Main Tere Husn Ka Jalwa Diya Jale

Honton Se Tu Pilaye Main Peeta Rahun Sharab
Bujhne Na Paaye, Pyaas Ka Aisa Diya Jale

Fezan Roshni Ho Mohabbat Ki Bazm Me
Shamma Jale Chiragh Jale Ya Diya Jale.

Baaton Baaton Mian Bicharney Ka Ishara Karkey

 
Baaton Baaton Mian Bicharney Ka Ishara Karkey
Khud Bhi Roya Woh Buhat Ham Se Kinara Karkey

Sochta Rehta Hoon Tanhai Main Anjam-E-Khuloos
Phir Usi Jurm-E-Mohabbat Ko Dobara Karkey

Jagmaga Di Hain Terey Shehrer Ki Galiyan Main Ne,
Apney Askhon Ko Palkon Pe Sitara Karkey

Dekh Letey Hain Chalo Hosla Apne Dil Ka
Aur Kuch Roz Tere Saath Guzara Karkey

Aik Hi Sheher Main Rehna Hai Magar Milna Nahi
Dekhtey Hain Yeh Aziyat Bhi Gawara Karkey

Khob Me Nishta, Pashto Poetry, Pashto Sad Poetry, Pashto Ghazal, Pashto Sad Ghazal, Heart Touching Ghazal,


Khob Me Nishta Pa Khpal Yaar Pase Jaregam
Grewan Lond Me Sho Pa Okhko Che Jaregam,

Yaw Lahza Ba Che Lama Na Juda Na Wo
Was Pa Wrazo Ao Pa Shpo Tre Na Khabregam,

Yaar Khaista De Pre Pohegam Maba Heer Kri
Za Ye Nasham Hera We Tre Na Sabregam,

Mata Spene Spene Owaya Janana
Che Za Ham Dar Pase Nor Hes Na Jaregam.





Pashto Sad Poetry, Pashto Ghazal, Pashto Sad Ghazal, 
Heart Touching Ghazal,

Pashto Sad Peotry, Pashto Sadest Poetry, Heart Touching Pashto Poetry, New Pashto Poetry, Heart Touching Poetry, Latest Pashto Poetry,


Kala rata ogore ao kala rata okhande
Marr me krre da yare no hala rata okhande,

Za tre marawar na yam maa Pukhto newaly da
Khudaigo ka raza sham ka zar zale rata okhande.




Pashto Sad Peotry, Pashto Sadest Poetry, Heart Touching Pashto Poetry, 
New Pashto Poetry, Heart Touching Poetry, Latest Pashto Poetry,

Latest Urdu Poetry, New Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Sadest Urdu Poetry, Urdu Poetry With Images,


Chahe Jidhar Bhi Rukh Ho Hawa Ka Diya Jale
Jab Tak Chala Na Jaaye Andhera Diya Jale,

Milta Rahe Jahan Ko Ujala Diya Jale
Dil Ki Ye Aarzoo Hai Hamesha Diya,

Ghar Ho Kisi Amir Ka Ya Ho Gharib Ka
Har Ghar Me Aaj Sham Khushi Ka Diya Jale,

Dipawali Ki Sham Kuchh Aisi Ho Roshni
Mit Jaye Har Burai Ka Saaya Diya Jale,

Taarikiyan Hon Raat Ki Tu Ho Mere Qarib
Dekhun Main Tere Husn Ka Jalwa Diya Jale,

Honton Se Tu Pilaye Main Peeta Rahun Sharab
Bujhne Na Paaye, Pyaas Ka Aisa Diya Jale,

Fezan Roshni Ho Mohabbat Ki Bazm Me
Shamma Jale Chiragh Jale Ya Diya Jale.