Taluq torrta hun to mukamal torrh deta hun
Jise main choor deta hun mukamal choor deta hun,
Mohabat ho ke nafrat; bhara rehta hun shidat se
Jidher se aye ye darya udher hi morrh deta hun,
Yaqeen rakhta nahi kisi kache taluq par
Jo dhaga toot'ne wala ho usko torrh deta hun,
Mere dekhe huye sapne kahin lehrain na le jayain
Gharonde Rait ke tameer kar ke chorr deta hun,
Adeem ab tak wohi bachpan wohi takhreeb kari hai
Qaffs ko torrh deta hun, parinde chorr deta hun.

No comments:
Post a Comment