Kuch Din To basoo meri ankhoon main
Phir khawab ager ho jaoo to kia,
Koi rang to do mairay chehray ko
Phir zakhum ager mehkaoo to kia,
Jub hum hi na mehkay phir sahib
Tum bad-e-saba kehlaoo to kia,
Pk Aiyna tha so toot gaya
Ab khud se ager sharmaoo to kia,
Tum Aas Bandhanay walay thay
Ab tum Bhi hamien thukraoo to kia,
Duniya bhi wohi aur tum bhi wohi
Phir tum se Aas lagaoo to kia,
Main tanha tha main tanha hoon
Tum aao to kia na aao to kia,
Jub dekhnay wala koi nahi
Bujh jaoo to kia gehnaoo to kia,
Ik wahem hai yeah duniya is main
Kuch khoaoo to kia aur kuch paoo to kia,
Hai yoon bhi Zaiyan aur yoon bhi zaiyan
Jee jaoo to kia maar jaoo to kia.
Phir khawab ager ho jaoo to kia,
Koi rang to do mairay chehray ko
Phir zakhum ager mehkaoo to kia,
Jub hum hi na mehkay phir sahib
Tum bad-e-saba kehlaoo to kia,
Pk Aiyna tha so toot gaya
Ab khud se ager sharmaoo to kia,
Tum Aas Bandhanay walay thay
Ab tum Bhi hamien thukraoo to kia,
Duniya bhi wohi aur tum bhi wohi
Phir tum se Aas lagaoo to kia,
Main tanha tha main tanha hoon
Tum aao to kia na aao to kia,
Jub dekhnay wala koi nahi
Bujh jaoo to kia gehnaoo to kia,
Ik wahem hai yeah duniya is main
Kuch khoaoo to kia aur kuch paoo to kia,
Hai yoon bhi Zaiyan aur yoon bhi zaiyan
Jee jaoo to kia maar jaoo to kia.
No comments:
Post a Comment