Chal To Raha Hoon Magar Manzil Nahin
Ji To Raha Hoon Magar Mehbooba Nahin,
Ga To Raha Hoon Magar Dhun Koi Nahin
Use Khoj To Raha Hoon Magar Milti Nahin,
Dil To Dhadakta Hai Magar Dhadkan Nahin
Kab Se Intezar Kar Raha Hoon Saamne Aati Nahin,
So To Jata Hoon Magar Khawab Koi Nahin
Is Bahaar Mein Ek Phool Tak Mere Liye Nahin,
Sansen To Le Raha Hoon Magar Kisiki Mehak Nahin
Kab Se Dil Thame Bethe Hain Koi Khabar Hi Nahin,
Soch To Rahe Hain Magar Vichar Koi Nahin
Is Pure Alam Mein Jitender Ke Liye Ek Hasina Nahin.

No comments:
Post a Comment