Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Image Poetry, Urdu Image Ghazal, Sad Poetry, Urdu Sad Poetry, Heart Touching Poetry, Pashto Poetry, Pashto Image Poetry, Pashto Sad Poetry, Funny Images, Funny Poetry, etc..
Pages
▼
Teri Zulfein Bikharne Ko, Romantic Pictures, URdu Poetry, Urdu Ghazal,
Teri Zulfein Bikharne Ko
Ghata Keh Dun To Kaisa Ho,
Taare Aanchal Ke Udne Ko
Saba Keh Dun To Kaisa Ho,
Lab Chup Ho Lekin Phir Bhi
Aankhon Mein Hai Afsane,
Teri Khamoshiyon Ko Bhi
Sada Keh Dun To Kaisa Ho,
Mere Shikwe Shikayat Par Bhi
Mujh Se Pyaar Karti Ho,
Teri Chahat Ko Main
Sab Se Juda Keh Dun To Kaisa Ho,
Teri Yaadein Mere Dil Par
Ajab Sa Shor Karti Ha,
Teri Yaadon Ko
Agar Main Ek Nasha Keh Dun To Kaisa Ho,
Tumhare Bin Mujhe
Jeena Bada Dushwar Lagta Hai,
Tumhe Main Apne Jeene Ki
Wajah Keh Dun To Kaisa Ho,
Jo Tum Naraz Na Ho To
Mujhe Ek Baat Kehni Hai,
Agar Main Pyaar Se Tumko
Wafa Keh Dun To Kaisa Ho.
Ghata Keh Dun To Kaisa Ho,
Taare Aanchal Ke Udne Ko
Saba Keh Dun To Kaisa Ho,
Lab Chup Ho Lekin Phir Bhi
Aankhon Mein Hai Afsane,
Teri Khamoshiyon Ko Bhi
Sada Keh Dun To Kaisa Ho,
Mere Shikwe Shikayat Par Bhi
Mujh Se Pyaar Karti Ho,
Teri Chahat Ko Main
Sab Se Juda Keh Dun To Kaisa Ho,
Teri Yaadein Mere Dil Par
Ajab Sa Shor Karti Ha,
Teri Yaadon Ko
Agar Main Ek Nasha Keh Dun To Kaisa Ho,
Tumhare Bin Mujhe
Jeena Bada Dushwar Lagta Hai,
Tumhe Main Apne Jeene Ki
Wajah Keh Dun To Kaisa Ho,
Jo Tum Naraz Na Ho To
Mujhe Ek Baat Kehni Hai,
Agar Main Pyaar Se Tumko
Wafa Keh Dun To Kaisa Ho.
Pehli Mulaqat me, Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Romantic Poetry,
Pehli Mulaqat me
Kuch aisa hua ehsaas
Ki hum byaan bhi na kar paaye
Aakhri mulaqat me
Kuch to kehna hi tha unse
Yehi sochte hue unhe
Tanha chhod aaye
Kabhi Tum Miloo Kabhi Hum
Mulakato Kaa Yeh Silsila
Yuhi Chaltaa Rahe
Yuhi Muskurate Raho Tum
Aur Ye Hasin Pal Ka Safar
Yuhi Chalta Rahe
Shaam Ho Tandi Hawa Chale
Tumhari Kushbu Hum
Yuhi Mehsus Karte Rahe
Raat Ho Chandini Ka
Intezaar Na Rahe
Subah Ho To Roshni Ka
Nazara Na Rahe
Tum Ho Sirf Tum
Tumhare Siva Humhe Kisi Ka
Etbaar Hi Na Rahe.
Kuch aisa hua ehsaas
Ki hum byaan bhi na kar paaye
Aakhri mulaqat me
Kuch to kehna hi tha unse
Yehi sochte hue unhe
Tanha chhod aaye
Kabhi Tum Miloo Kabhi Hum
Mulakato Kaa Yeh Silsila
Yuhi Chaltaa Rahe
Yuhi Muskurate Raho Tum
Aur Ye Hasin Pal Ka Safar
Yuhi Chalta Rahe
Shaam Ho Tandi Hawa Chale
Tumhari Kushbu Hum
Yuhi Mehsus Karte Rahe
Raat Ho Chandini Ka
Intezaar Na Rahe
Subah Ho To Roshni Ka
Nazara Na Rahe
Tum Ho Sirf Tum
Tumhare Siva Humhe Kisi Ka
Etbaar Hi Na Rahe.
Mujse mat pooch ki, Beauiful Urdu Ghazal Poetry, Sad But Romantic Poetry, Sad But Romantic Picture,
Mujse mat pooch ki
Kyun aankh jhuka li maine,
Teri tasveer thi jo
Tujhse chupa li maine,
Jis pe likha tha ki
Tu mere muqaddar mein nahi,
Apne maathe ki
Woh LAKeer mita li meine,
Har janm sabko yahaan
Sachha pyaar kahaan milta hai,
Teri chaahat mein
To umr bita li meine,
Mujhko jaane kahaan
Ehsaas mere le jaayein,
Waqt ke haathon se
Ek nazm utha li meine,
Ghere rehti hai mujhe
Ek anokhi khushbu,
Teri yaadon se har ek
Saans saja li meine,
Jiske sheron ko woh
Sunke bahut roya tha,
Bas wohi ek ghazal
Sabse chupa li meine.
Kyun aankh jhuka li maine,
Teri tasveer thi jo
Tujhse chupa li maine,
Jis pe likha tha ki
Tu mere muqaddar mein nahi,
Apne maathe ki
Woh LAKeer mita li meine,
Har janm sabko yahaan
Sachha pyaar kahaan milta hai,
Teri chaahat mein
To umr bita li meine,
Mujhko jaane kahaan
Ehsaas mere le jaayein,
Waqt ke haathon se
Ek nazm utha li meine,
Ghere rehti hai mujhe
Ek anokhi khushbu,
Teri yaadon se har ek
Saans saja li meine,
Jiske sheron ko woh
Sunke bahut roya tha,
Bas wohi ek ghazal
Sabse chupa li meine.
Raat Ka Aakhri Pehar Tha, Sad But Romantic moments, Romantic Poetry, Romantic Pictures, Romantic Place,
Raat Ka Aakhri Pehar Tha!!!
Mujh Se Chand Ne Kaha
Hum nasheen Alvida,
Mujh Ko Neend Aa Rahi Hai
Kal Milain Gay Isi Jagah,
Sun Kar Main Muskura Dii
Us Ko Batla Diya,
Jaanay walay Lout'tay Nahi
Tum Nahi aao Gay,
Mujhe Hai Yaqeen
Meri Baat Sun Ke Woh Ruk Gya,
Aur Kehnay Laga
Tum Se Wada Karoon,
Phir Poora Na Kroon
Aisa Mumkin Nahi,
Sun Aey Hum nasheeN
Main CHAAND Hoon Insaan Nahi.
Mujh Se Chand Ne Kaha
Hum nasheen Alvida,
Mujh Ko Neend Aa Rahi Hai
Kal Milain Gay Isi Jagah,
Sun Kar Main Muskura Dii
Us Ko Batla Diya,
Jaanay walay Lout'tay Nahi
Tum Nahi aao Gay,
Mujhe Hai Yaqeen
Meri Baat Sun Ke Woh Ruk Gya,
Aur Kehnay Laga
Tum Se Wada Karoon,
Phir Poora Na Kroon
Aisa Mumkin Nahi,
Sun Aey Hum nasheeN
Main CHAAND Hoon Insaan Nahi.
Abhi Tum Beth Jao Na, Romantic Poetry, Romantic Pictures,
Abhi Tum Beth Jao Na
Bohat Si Baat Baqi Hai
Mere Halaat Baqi Hain
Abhi Jazbaat Baqi Hain,
Mujhay Tum Kyun Statay Ho.?
Mujhay Itna Rulatay Ho..
Mujhay Tum SE Muhabbat Hai
Mujhay Kyun Aazmatay Ho.?
Tumhi Ko Yaad Krtay Hain
Tumhi Se Pyar Krtay Hain
Meri To Zindgi Tum Ho
Samjh Tum Kyun Na Patay Ho.?
Mujhay Tum Yaad Aatay Ho
Meri To Hr Khushi Tum Se
Meri To Zindgi Tum Se
Meri Hr Aarzoo Tum Se
Mujhay Tum Kyun Statay Ho.
Bohat Si Baat Baqi Hai
Mere Halaat Baqi Hain
Abhi Jazbaat Baqi Hain,
Mujhay Tum Kyun Statay Ho.?
Mujhay Itna Rulatay Ho..
Mujhay Tum SE Muhabbat Hai
Mujhay Kyun Aazmatay Ho.?
Tumhi Ko Yaad Krtay Hain
Tumhi Se Pyar Krtay Hain
Meri To Zindgi Tum Ho
Samjh Tum Kyun Na Patay Ho.?
Mujhay Tum Yaad Aatay Ho
Meri To Hr Khushi Tum Se
Meri To Zindgi Tum Se
Meri Hr Aarzoo Tum Se
Mujhay Tum Kyun Statay Ho.
Mere Jaan o Dil Mere Hum Safar, Sad Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Romantic But Sad Poetry, Sad Pictures,
Mere Jaan o Dil Mere Hum Safar
Main Udaas Hoon Koi Baat Kr,
Tere Lab Hilen To Kate Safar
Main Udaas Hoon Koi Baat Kr,
Koi Bojh Hai To Utaar De
Koi Khof Hai To Nikaal De,
Mera Haath Hai Tere Hath Par
Main Udas Hoon Koi Baat Kr,
Nahi Yaad Kitne Baras Gaye
Teri Guftago Ko Taras Gaye,
Meri Khirkiyan Mere Diwar o Dar
Main Udas Hon Koi Baat Kr
Tujhe Chup Hai Kesi Lagi Hui
Abhi Umr To Hai Pari Hui,
Abi Muskura Abi Gham Na Kar
Main Udas Hon Koi Bat Kr.
Main Udaas Hoon Koi Baat Kr,
Tere Lab Hilen To Kate Safar
Main Udaas Hoon Koi Baat Kr,
Koi Bojh Hai To Utaar De
Koi Khof Hai To Nikaal De,
Mera Haath Hai Tere Hath Par
Main Udas Hoon Koi Baat Kr,
Nahi Yaad Kitne Baras Gaye
Teri Guftago Ko Taras Gaye,
Meri Khirkiyan Mere Diwar o Dar
Main Udas Hon Koi Baat Kr
Tujhe Chup Hai Kesi Lagi Hui
Abhi Umr To Hai Pari Hui,
Abi Muskura Abi Gham Na Kar
Main Udas Hon Koi Bat Kr.
Pyar ki Haqeeqat, Romantic Alfaz Mohabbat Karne Walo K Naam, Romantic Picture,
Aik larki ne aik buzarg se pocha:
Pyaar ki haqeeqat kya hay ?
Buzarg ne kaha : Bagha may jaow
Aur jo sab se khobsurat phool lagay
Wo torr kar laow, Larki aik din bagh
May gayi aur wapis aayi aur kaha :
Main phool dekti rahi aik phool sab
Se khobsurat tha magar may os se
Behtar ki talash may chal parri magar
Koi pyara nahi laga, Aur jab lott k aayi
Tu osay koi aur torr chuka tha.
Buzarg ne kaha : Pyaar ki yehi haqeeqat hay,
Jo samnay ho us ki qadar nahi ki jaati,
Aur jab wapa lotto tu wo kisi aur ka hojata hay.
Pyaar ki haqeeqat kya hay ?
Buzarg ne kaha : Bagha may jaow
Aur jo sab se khobsurat phool lagay
Wo torr kar laow, Larki aik din bagh
May gayi aur wapis aayi aur kaha :
Main phool dekti rahi aik phool sab
Se khobsurat tha magar may os se
Behtar ki talash may chal parri magar
Koi pyara nahi laga, Aur jab lott k aayi
Tu osay koi aur torr chuka tha.
Buzarg ne kaha : Pyaar ki yehi haqeeqat hay,
Jo samnay ho us ki qadar nahi ki jaati,
Aur jab wapa lotto tu wo kisi aur ka hojata hay.
Mohabbat hum ne ki jo ik khata hogai, Urdu Poetry, Romantic Pictures,
Mohabbat hum ne ki jo ik khata hogai
Ki wafa or zindagi saza hogayi,
Wafa kerte rahay hum ibadaton ki tara
Phir ibadaat khud ik gunah ban gayi,
Kitna suhana tha safar jab sath thay hum
Phir kiya howa kyon manzil juda hogayi,
Koi chahat koi hasrat koi umeed nahi rahi
Wo gaya tu laga dunya fana hogayi,
Ye dua ki ke jisay chahe wohi milay osay
Par ye dua apne liye bad dua hogayi,
Abhi kuch dair howi usay yaad karte howay
Ye aaj kyon itni jaldi subah hogayi ?
Ki wafa or zindagi saza hogayi,
Wafa kerte rahay hum ibadaton ki tara
Phir ibadaat khud ik gunah ban gayi,
Kitna suhana tha safar jab sath thay hum
Phir kiya howa kyon manzil juda hogayi,
Koi chahat koi hasrat koi umeed nahi rahi
Wo gaya tu laga dunya fana hogayi,
Ye dua ki ke jisay chahe wohi milay osay
Par ye dua apne liye bad dua hogayi,
Abhi kuch dair howi usay yaad karte howay
Ye aaj kyon itni jaldi subah hogayi ?
Bia rata da agha bewafa khabre ma kawa, Pashto Sad Poetry, Sad Poetry, Sad Pictures,
Bia rata da agha bewafa khabre ma kawa
Her sa de manam zarrgiya daa khabari ma kawa,
Dalta sok da minee haqeeqat ta ado rasi na
Dalta k da meene aow wafa khabare ma kawa,
Za ba darta hom goree zarrgiya pa jarra shama
Bas ka pa salgo k pa jarra khabre ma kawa,
Ase na che bia charta doka shama rageer shama
Mata pa sro shondo pa khanda khabare ma kawa,
Khpal halona waya dasi ma waya che sanga ye
Za ghani Kho lewanay yama zama khabare me kawa.
Her sa de manam zarrgiya daa khabari ma kawa,
Dalta sok da minee haqeeqat ta ado rasi na
Dalta k da meene aow wafa khabare ma kawa,
Za ba darta hom goree zarrgiya pa jarra shama
Bas ka pa salgo k pa jarra khabre ma kawa,
Ase na che bia charta doka shama rageer shama
Mata pa sro shondo pa khanda khabare ma kawa,
Khpal halona waya dasi ma waya che sanga ye
Za ghani Kho lewanay yama zama khabare me kawa.
Ghani Khan, Da Ghani Khan Khkuli Shairy, Pashto Poetry, Da Ghani khan Kalam,
Badshahi da jehan sa kre, Zan la wali zyate gham
Da insaf talal mushkil di, Sa ba krri sa ba kam,
Raba mala ka de rakra, Badshahi da kul jehan
Za bai oghorzom da kora, Laka khawre pa deran,
Mala rakra so guluna, Yao Niazbin ghundi janan
Yao waroke ghunde baagh, Aow pa khwa ki sin rawan,
Che ye za nast yama pa ghaha, Pa yakh sori da kharrwali
Pa maza maza likama, Da maze maze ghazale,
Kala swal minat janan ta, Kala bad aow raad mula ta
Kala kala ta na Raba, Da warro pashan gile,
Kala todd jwanday umeed, Kala Sawi Aswili
Kala tang kala takor, Kala jaam kala dildar.
Da insaf talal mushkil di, Sa ba krri sa ba kam,
Raba mala ka de rakra, Badshahi da kul jehan
Za bai oghorzom da kora, Laka khawre pa deran,
Mala rakra so guluna, Yao Niazbin ghundi janan
Yao waroke ghunde baagh, Aow pa khwa ki sin rawan,
Che ye za nast yama pa ghaha, Pa yakh sori da kharrwali
Pa maza maza likama, Da maze maze ghazale,
Kala swal minat janan ta, Kala bad aow raad mula ta
Kala kala ta na Raba, Da warro pashan gile,
Kala todd jwanday umeed, Kala Sawi Aswili
Kala tang kala takor, Kala jaam kala dildar.
Sumra herana aow khushala shwala, Pashto Romantic Poetry, Romantic Pictures, Pashto Poetry,
Sumra herana aow khushala shwala
Che v ledama sargardana shwala,
Laka sparly gulona pranstalo
Dagha si daka da haya na shwala,
Che nan makham pa mekhana warlam
Da saki khoona rata rwana shwala,
Che lag uchat e sho da makh na palove
Da nazar tanda me pe mata shwala,
Bya ye da stargo ishare kawaly
Yawa lamha ki sumra rwana shwala,
Sumra nadana wam che varnalam
Zamong da cham na che rawana shwala,
Garza os janan latawa
Nan saba meena sumra grana shwala.
Che v ledama sargardana shwala,
Laka sparly gulona pranstalo
Dagha si daka da haya na shwala,
Che nan makham pa mekhana warlam
Da saki khoona rata rwana shwala,
Che lag uchat e sho da makh na palove
Da nazar tanda me pe mata shwala,
Bya ye da stargo ishare kawaly
Yawa lamha ki sumra rwana shwala,
Sumra nadana wam che varnalam
Zamong da cham na che rawana shwala,
Garza os janan latawa
Nan saba meena sumra grana shwala.
Dard ki siyahi se lika mera naseeb tha, Urdu Sad Poetry, Sad Picture,
Dard ki siyahi se lika mera naseeb tha
Bujh gayi meri mohabbat kyon k main bad naseeb tha,
phal bhar ko hum sambhal na paaye thay
Guzra hi hum par hadsa ajeeb tha,
Tamam umer zindagi samajh kar jisay chaha tha
Woh aakhri safar main bhi na mere qareeb tha,
Khushiyan bant'tha raha main sabse zindagi ki
Ab ghum k andheron main na koi shareek tha,
Dil, Dunya, Dewta sab pathar k hain
Suna hay hamne kheta aik faqeer tha.
Bujh gayi meri mohabbat kyon k main bad naseeb tha,
phal bhar ko hum sambhal na paaye thay
Guzra hi hum par hadsa ajeeb tha,
Tamam umer zindagi samajh kar jisay chaha tha
Woh aakhri safar main bhi na mere qareeb tha,
Khushiyan bant'tha raha main sabse zindagi ki
Ab ghum k andheron main na koi shareek tha,
Dil, Dunya, Dewta sab pathar k hain
Suna hay hamne kheta aik faqeer tha.