Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Image Poetry, Urdu Image Ghazal, Sad Poetry, Urdu Sad Poetry, Heart Touching Poetry, Pashto Poetry, Pashto Image Poetry, Pashto Sad Poetry, Funny Images, Funny Poetry, etc..
Pages
▼
Urdu Picture Poetry, Urdu Ghazal, Sad Ghazal, Picture Poetry, Barish Poetry,
Barish-e-sang-e-malamat main sharaboor rahey
Harf aaye naa tujh par, tujh say door rahey,
Aatish e qalb bhujaney say kahan bhujtee hay
Dil main khawabeedaa agar yaad kay shurur rahey,
Natawaan jism o jaan, dunyaa say woh takar laynaa
Hum essee baat pay had darjaa maghroor rahey,
Dard barh jaye to khud aap marham hotaa hay
Suna jo hum nay to phir hum bhee zakhm choor rahey,
Hansatey rahtey hain sar e bazm, hay aadat apnee
Hum to woh hain kay dukh uthaa kay bhee masroor rahey,
Barh gayee had say sharafat to kuchlay jao gay
Yaad har pal tumhain dunya kaa yeh dastoor rahey,
Ghazal main haal jo hum apna bayaan kar baithey
Es dil kay hathon bohat majboor rahey.

Ek shakhs ko dekha tha taroon ki tarha hum nay
Ek shakhs ko dekha tha taroon ki tarha hum nay
Ek shakhs ko chaha tha apno ki tarha hum nay,
Ek shakhs ko samja tha phoolon ki tarha hum nay
Wo shakhs qyamat tha kia karyn os ki batian,
Din os k liyay paida or os ki he thi ratain
Kab milta kisi sy tha hm sy thin mulakatin,
Rung os ka shahabi tha zulfoon may thin mayhkaryn
Ankhayn thin k jadu tha palkayn thin k talwaryn,
Dushman b ager daykhen tu jaan sy dil haryn
Kuch tm sy wo milta tha batoon may shbaahat thi,
Han tm sa he lagta tha shokhi may sharart may
Lagta b tum he sa tha dastour e muhabat may,
Wo shakhs hmy ek din apno ki tarha bohla
Taroon ki tarha doba pholoon ki tarha tota,
Phir hath na aya wo hm ny boht dohnda
Tm kis liyay chonky ho kab zikar tmhara hay,
Kab tm sy takaza hy kab tm sy shikayat hay
Ek taza hikayat hy soun loo tu inayaat hay,
Ek shakhs ko daykha tha taron ki tarha hum nay
Ek shakhs ko chaha tha apnoo ki tarha hum nay
Ek taza hikayat hy soun loo tu inayat hy.

Ahmed Faraz Poetry, Paraz Picture Poetry, Urdu Poetry,
Aankhon main sitaray tu kai shaam se utray
Par dil ki udasi na dar o baam se utray,
Kuch rang tu ubhray teri gul phairhni ka
Kuch zang tu aaiena ayaaam se utray,
Hotay rahay dil lamha ba lamha teh o bala
Wo zeena ba zeena barray araam se utray,
Jab tak tere qadmo main frokash main srokash
Shaqi khat e bada na lab jaan utray.

Aab tu momkin he nahi un se mulaqat Wasi by Wasi Shah
Aab tu momkin he nahi un se mulaqat Wasi
Aab tu urooj pe pohonchi hay us ki zaat wasi,
Wohi waday hain aur rasmon ki zanjeerien baqi
Kab badalti hain zamanay ki rawayat wasi,
Aik wo din thay k ik dosray ko sochtay thay hum
Aab miltay nahi dono k khayalat wasi,
Meri har subha ka aghaz tere naam se ho
Teri yadon main katti meri har ik raat wasi,
Tum kaha aur mere pyar ka mayaar kahan
Wo kitni saadgi se keh gaye ye baat wasi.

Dard-e-dil Poetry, Very Heard touching Poetry with Picture,
Na rawa kahiye na saza kahiye
Kahiye kahiye mujhe bura kahiye,
Dil mein rakhne ki baat hai gham_e ishq
Iss ko hargiz na barmala kahiye,
Wey mujhe qatl kar k kahte hain
Maanta hi na tha Ye kya kahiye,
Aa gai aap ko masihai
Marne walon ko marhaba kahiye,
Hosh urney lage Raqeebon k
Daag ko aur bewafa kahiye.
Kahiye kahiye mujhe bura kahiye,
Dil mein rakhne ki baat hai gham_e ishq
Iss ko hargiz na barmala kahiye,
Wey mujhe qatl kar k kahte hain
Maanta hi na tha Ye kya kahiye,
Aa gai aap ko masihai
Marne walon ko marhaba kahiye,
Hosh urney lage Raqeebon k
Daag ko aur bewafa kahiye.
Urdu Ghazal, Sad Ghazal, Sad Poetry, Sad Sms,
Girifta- Dil hain bohat aaj tere dieewane
Khuda kare koi tere siwa na pahchane,
Miti miti si umeedein thake thake se khayal
Bujhe bujhe se nigahon mein gham k afsane,
Hazar shukr k hm ne zuban se kuch na kahaa
Ye aur baat k pucha na ehal_e duniya ne,
Baqadr_e tashna-labi pursish_e- wafa na hui
Chhalak k rah gaye teri nazar k paimaanay,
Khayal aa gaya maayuus rah_guzaaron ka
Palat k aa gaye manzil se tere deewane,
Kahan hai Tu k tere intazaar mein ay Dost
Tamaam raat sulagte rahe Dil k weerane,
Umeed_e pursish_e gham kis se kijiye Nasir
Jo mere Dil pe guzarti hai koi kya jane.
Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,
Pictur Poetry, Sad Poetry,
Yeh mera dil ko bhaati hai, Such A Beautifull And Romantic Urdu Ghazal, Picture Poetry,
Mein shaa'ir hon to akser log mujh se pochtay hain,
Is haseen israr k baray mei,
Bataye to bhala kia hai...?
Mohabbat aakhir shay hai kia...?
Wasi mei hans k kehta hon,
Kisi piyasay ko apny hissay ka paani pilana bhi,
Mohabbat hai
Bhanwer mei doobtay ko sahilon tak lay kay jana bhi,
Mohabbat hai
Kisi kay waastay nanni si qurbani, mohabbat hai,
Kaheen hum, raaz saray khol saktay hon magar phir bhi,
Kisi ki bay bassi ko daikh kr khamosh reh jana
Mohabbat hai
Ho dil mai dard, weerani magar phir bhi,
Kisi kay wastay jabran hi honton per hansi lana
Zabardasti hi muskana,
Mohabbat hai
Kaheen baarish mai sehmay, bheegtay billi kay bachay ko,
Zara si dair ko gher lay k aana bhi,
Mohabbat hai
Koi chirya jo kamray mai bhatakti aan nikli ho,
To us chirya ko
Pankhay band kr k raasta bahir ka dikhlana,
Mohabbat hai
Kisi kay zakhm sehlana,
Kisi rotay huay k dil ko behlana mohabbat hai,
K meetha bol, meethi baat, meethay lafz, sab kia hai?
Mohabbat hai
Mohabbat aik hi bas aik hi insan ki khatir,
Magan rehna
Hamma waqt us ki baaton, khusbooyon mai,
Dolna kab hai ?
Mohabbat sirf us ki zulf kay bal kholna kab hai,
Mohabbat kay hazaron rang
Lakhon istaray hain,
Kisi bhi rang mai ho yeh
Mujhay apna banati hai
Yeh mera dil ko bhaati hai..
Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,
Pictur Poetry, Romantic Ghazal, Sad Poetry,